New famous mirza ghalib shayari in hindi2017

  • Is qadarr tora hai mujhaay uss ke be-wafaai nay "ghalib"
  • Abb koi agarr pyar se~ bhi daikhaay to bikharr jata hoon mai ...
  • ................................................................
  • Kitnaa khouff hota hai shaam kay andheroon mein,
  • Poonch un parindoo ~say jin kay gharr nahi hotay ...
  • ................................................................
  • Hum toh fanaah ho gaye uskii ankhen dekh kar Ghalib,
  • Naa janay woh Aainaa kiasay dekhte hogey ...! 
  • ................................................................
  • Unkay dekhnay say jo aa jaati hai muh par raunaqq,
  • Woh samajhatey hai ki bimaar ka haal achcha hai ...
  • ................................................................
  • Dil say terey nigaah jigarr tak utarr gaye, 
  • Dono ko eik adaa mein razaamand karr gaye ...
  • ................................................................
  • Hathoon key lakiroon pay matt jaa ae Ghalib,
  • Naseeb unkay bhi hotay hain jinkaay haath nahi hotay ...
  • ................................................................
  • Kaiday-hayaat, banday-gham asal may dono eik hain,
  • Maut say ~pahlay aadmey gham say nigaat paye kyun ?
  • ................................................................
  • Matt poonch key kya haal hai mera tere pechhee,
  • Tu dekh key kya rangg hai tera meray aagay ... 
  • ................................................................
  • Hazaroon khwaheeshen aise ki har khwahesh pay dum nikale, 
  • Bahhut nikale meray armaan lekin phirr bhi kam nikale ...
  • ................................................................
  • Nazzaare nay bhe kaam kiya waan naqaabb ka, 
  • Mastey say harr nigaah terey Rukhh par bikharr gaye ... 
  • ................................................................
  • Jala hai jism jahan dil bhey jal gaya hoga, 
  • Kuraydtay ho jo ab raakkh, justjoo kya hai ?

  • ................................................................
  • Sarayy raah jo unsaay nazarr mili,
  • To naksh dil ka~y ubharr gayay,
  • Hum nazarr mila kar jhijhag gayay,
  • Woh nazarr jhukaa kar chalay gayay ....
  • ................................................................
  • Sabnay pahnaa tha baday shaukk se kaagaz ka libaas,
  • Jis kadarr logg thay ba~arish me nahaanay walay,
  • Adal ke tum na humay aas dilaaoo,
  • Katl ho jatay hain, zanzeer hilanay walay …
  • ................................................................
  • Nuktaa chi hai gam e dil, key sunayaa na banay,
  • Kya baat b~anay wahan, jahan baat banyay na banay,
  • Ishq par zorr nahi hai yeh woh attissh Ghalib,
  • Jo lagaye na lagay bhujhaye na banay ...
  • ................................................................
  • Har eik baat pay kehtay ho tum key ‘toh kya hai’ ? 
  • Tumhi kaho key ye andaaz-e-guftguu kya hai ? 
  • Ragon may da~udtay firnay kay ham nahi qayal, 
  • Jab aankh hi say na tapkaa to firr lahoo kya hai ?

  • ................................................................

  • Na tha kuchh to khudaa tha, kuchh naa hota to khudaa hota,
  • Dubayaa mujhko honay ne, na hota main toh kya hota ?
  • Hua jab ghamm say yoon behiss to ghamm kya sarr kay katnay ka,
  • Na hota gar juda tann say to zanoo par dharaa hota,
  • Huye muddat key gh~alib marr gaya par yaad aata hai,
  • Har ek baat par kahnaa key yun hota to kya hota ...
  • ................................................................

  • ................................................................
  • Mushkil hai is yaari ko bhula pana,
  • Mushkil hai tumhe yaadon se mita pana,
  • Tum ek keemti tohfa ho dosti ka,
  • Namumkin~ hai is tohfe ki keemat chuka pana
  • ................................................................
  • Ek din hamare annsoon humse pooch baithe, humey roz -roz kyon bulate ho,
  • Humne kaha hum yaad to unhe karte hain tum kyon chale aate ho.
  • ................................................................
  • Kisi Faqeer Ki Jholi Mein Jab Maine Ek Sikka Dala;
  • Tab Yeh Jaana Ke Iss Mehangayi Ke Zamaane Mein;
  • DUA'EN Aaj Bhi Kitni Sasti Hein!
  • ................................................................
  • Badi der jali ye aag chubhan ki,
  • sang dhadkan sulgi jae re,
  • mai rah rah dekhu rasta tab bhi,
  • wo ruke na palta aye re,
  • ................................................................
  • Na jane kahan se , 
  • unhone hame bhulane ki,
  • ada sikhli hai,
  • bbhardwaj.vikass
  • 20 Augu~st 2013 at 16:49
  • Kal bhi kal ki bat huwi,
  • aaj bhi kal me beet gaya,
  • kal phir kal me aaj huwa,
  • phir youn hi zamana beet gaya,
  • nikhil mittal
  • ................................................................
  • Kal jo bet gaye vo yadein the.......
  • Aj jo hai,vo haqeeqat hai....
  • ................................................................
  • Pyar sapna ke taraha hai,
  • Jo accha bhi lagta hai,par pas rahata hai kuch dar ka leya.....
  • ................................................................
  • ................................................................
  • badi wehshat se dekh raha hu is maikhane ko
  • is ne waqt hi nahi diya sar jhukane ko
  • mujhe marne se dar nahi lagta aye "umar"
  • bas sharm si arahi hai us ke paas jane ko
  • ................................................................
  • Galti se ek rind Jo jannat me ja Pahuncha..yeh soch kar usne eerada badal diya,
  • Jannat me kya maza hai~ jab daaru nahi milti..thodi si peekar haath me dozak ko chal diya
  • ................................................................
  • Kese par hak jamaya apna samjhkar.......
  • Hos jab aya ,jab unhone kaha ke mujh par tumhara kya hak.......
  • ................................................................
  • andaz woh apna aaine~ me deknte hai , 
  • Or yeh bhi dekhte hai ki koi dekhta naho .
  • ................................................................
  • Masjid khuda ka ghr h maykhana ni,kafir k dil m ja wha kguda ni
  • ................................................................
  • Kafir ke dil se aaya h~u mai dekh kar
  • Waha khuda maujud hai use pata nahi.....
  • ................................................................
  • kaun kahta hai k~ kaafir k dil mein khuda nahi,
  • bus wahan khuda ko kehte khuda nahi...
  • ................................................................
  • Hazaroon khwaheeshen aise ki har khwahesh pay dum nikale, 
  • Bahhut nikale meray armaan l~ekin phirr bhi kam nikale ...
  • Sunte~y aye the nikle the Adam Khul (Jannat) se
  • Magar bahot be-aabroo hoker tere Koochey se hum nikle
  • ................................................................
  • Rooh kaapti hai meri zehar dekh kar,
  • Koi aur hoga tera hum-dum mere jaane ke baad...
  • ................................................................
  • Ye ishq hai na samjho umar bhar...
  • Hai bhare glass mein j~aam barabar...
  • Maza tou bottom ups hota hai...
  • Glass ko phir bharne mein hota hai...
  • ................................................................
  • dil ne kiya saval savalo me kho gaye
  • julmatkade se lote~ ujalo me kho gaye
  • ham gajal suna ke apni hairani me rah gaye
  • sab log apne apne chahne valo me kho gaye
  • ................................................................
  • takdeer bata tune mujhko kis mod pe lake chhod diya
  • ek mod talak to saath~ diya ek mod pe lake chhod diya
  • khud pyar kiya khud thukraya fir pyar bhara dil tod diya
  • ................................................................
  • ................................................................
  • mai najar se pi rha hu 
  • ye shama badal na jaye
  • na jhukao tum nigahe 
  • kahi ~raat dhal na jaye
  • mere ask bhi ha isme 
  • ye sarab bal na jaye
  • mera jam~ chune vale 
  • tera haath jal na jaye
  • mai najar se pi rha hu 
  • ye shama badal na jaye
  • ................................................................
  • mei jindagi ke malik
  • mere sine pe haath rakh de
  • kahi unke ane ki khusi me
  • mera dam nikal na jaye
  • mai najar se pi rha hu 
  • ye shama badal na jaye
  • ................................................................
  • Safar zindge ka bhi bda ajeeb hai.........
  • Aaj aap kahan par ho aur kal kahein dosre jegaha jana pdega kuch pta nahi....
  • Jegha nay~i,log naye ,aur sapne bhi....
  • Sapne bhi kuch aur jab ankhen khole tab haqeeqat samne aye.....
  • Nahi kerta maan bena sapno ke jena ka.....
  • par haqeeqat ka samna~ na kerna bhi to bujdile hoge.....
  • Ankhon ke hai, vo to sapna dekha te hai.......
  • Leken jes ko apna mana,use na zindge ma dard deya, Aur ya haqeeqat hai......
  • Jesa mena apne zindge m~a,Apna sapno ma jegha de,Use na mera sath,Mera sapna ko toda....
  • Aur yahi zindge ke haqeeqat hai.....
  • ...............................~.................................
  • dekhata hu tuje to d~ar lagta hai, n dekhata hu to need nhi aati, kya karu isaq chiz hi aisi hai, jo darati bhi hai aur hasati bhi hai, kyu ki isaq ka yehi dastur hai.
  • ................................................................
  • Zindigi ke doharon par
  • Khada ~raha wo hamesha
  • Kyuki ek ne kaha yahan tumhara koi thikana nai
  • Aur dusre ne kaha yahan thikana koi dene wala nai..
  • ................................................................
  • Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
  • Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..

  • wo aye hamare qabr pe aur diye bujha gaye 
  • wo aye hamare q~abr pe aur diye bujha gaye 
  • diye me jo tail tha sar pe laga gaye
  • ................................................................
  • Aandhion jao aram karo apna diya toh hum khud bujhae baite hain
  • ................................................................
  • Hum ishq k raahi, ishq pe kurbaan...
  • Ishq ko paan~a hi ab iklauti dua...
  • Ye ishq ki manzil naseeb ho na ho, 
  • Ik baar dekhna h ho ke ispe b fanaa... ;)
  • ................................................................

  • tere baad fir kya arzoo-a-tamanna rakkhu,
  • tere baad tu bta kya tere siwa rakkhu,
  • kon hai jis pr tasabbur ki nazar rakku,
  • kon hai ji~s ki hr waqt fiqar rakkhu,
  • jo hd se tagaffush rahe mohabbat me kr gaye, 
  • ye ilzaam bhi unhi k hi naam ayega,
  • luta koi bhi ho saamne manzil k pahuch kr,
  • bs tere hi sr pe ye ilzaam ayega,
  • jo log banate hai mahel ret me aksar,
  • ab unhi ki bajeh se ye tufaan ayege,
  • jo charag diy~a tohfe me mene tujhe us din,
  • bo charag sab-a-gham me tere kaam ayega,
  • lfz-dr-lfz ek qitaab ho jaun,
  • zkhm-dr-zkhm zulm-a-wfa ka hisaab ho jaun,
  • behayaee se ghu~tne lage dum haya ka jb,
  • me us din tere ch~ahre pr ed naqaab ho jaun,
  • zra bhujhne de ye charag tu fir chale jana,
  • kha tha na sotey hua mt chhod kr jana.......................................
  • ................................................................

  • DHEERE DHEERE SE SAB DOOR HOTE GAYE .
  • WAQT KE AGE MAJBOOR HOTE GAYE.
  • RISHTON ME HU~MNE AISI CHOT KHAYIKI.
  • BAS HUM BEWAFA OR SAB BE KASHOOR HOTE GAYE.
  • ................................................................
  • ................................................................

  • Mohabbat ke nashe~ humne saari umar unhe khuda maana ... 
  • Hosh toh tab aaya jab usne kaha ke Khuda Sab ka hota hai.....
  • ................................................................
  • Yaha jurm hota hain haskar.....nahin kehta koi unse tu baskar.....honi chahiye unki pakad kaskar......kyon rehte hain yeh chup duniya se darkar...!!!
  • ................................................................

  • Kuchh ehsaas hai dabe dabe se;
  • Kuchh e~hsaas hai thame thame se;
  • Kuchh ehsaas hai Machalne ko baichan;
  • Kuchh ehsaas chura lete hai neend aur chain;
  • Kuchh ehsaas saje rahna chahte hai dil ki garaiyo me;
  • Kuchh ehsaas jeena chahte hai surf tanhaiyon me;
  • Kuchh ehsaas me Chadh gayi hai dhool;
  • Jisme hai meri chahat ke phool.;
  • Jeevan ke is darpan me sirf tumhari chhaya hai;
  • Pyar ke is samar~pan me sirf tumhari hi maya hai.
  • ................................................................
  • Puchte Hai Wo Ghalib Kaun Hai,

  • Koi Batla De Ke Hum Batlaye Kya...
  • ..................~..............................................
  • Jab se muhabbat hui h hme unse,logo ko love story p yakin hone laga h.
  • web boom wazzub
  • ................................................................
  • ye nahi kehta ki uss k~huda ki saltnat se juda hu main...
  • par itna to uss khuda ne hi kha. ki apni kismat ka khud khuda hu main.....
  • ................................................................
  • kal tak jo jo log dar~te the pani ki ek boond se,
  • dariya ka rukh badalte hi tairak ban gaye
  • ................................................................
  • wo aye hamare qabr pe aur diye bujha gaye
  • wo a~ye hamare qabr pe aur diye bujha gaye
  • diye me jo tail tha sar pe laga gaye............Jab se pyar hua h ...dosto aisa lagta hai ki har love song mere liyehi bna h...skm shahabaaj
  • ................................................................

  •  
  • pyar hua iqrar hua h pyar karne se q drta h dil.....
  • ................................................................
  • Kehte hai hatho ki lak~iren adhuri hoto,
  • Kismat me mohabbat nahi hoti,
  • Lekin sach toh yeh hai ki haton me pyara haath HO koi toh lakeron ki bhi zarurat nahi hoti
  • ................................................................
  • Aandhion jao aram karo ap~na diya toh hum khud bujhae baite hain...
  • ................................................................
  • ................................................................
  • Palko ke kinare humne bhigoye hi nahi,
  • woh sochte hai hum ~roye hi nahi,
  • woh puchte hai khwabon me kise dekhte ho,
  • hum hai ki ek umr se soye hi nahi…
  • ................................................................
  • Kuch se kya h~oga bahot kuch se bahot kuch hoga,agar hum kuch se hi suruat kare to age chal kar bahot kuch hoga.
  • ................................................................
  • Kafir hun, yeh pta nhi
  • Na ~dikha koi khuda kahin
  • Masjid me baithkar peeta hun
  • Kyuki peena koi gunah nhi..
  • ................................................................
  • Mera ishq bhi ajeeb tha,mohabbat kabhi huvi hi nhi,aur pyar m dil bhi tut gaya.
  • ................................................................
  • Poochh Kar Aaya Hoon Un Parindon, 'Ghalib' Banaya Nahin Ghar Shaam Ki Khamoshi Ka Maza ................................................................
  • roj ek naya jakm de kr kehte hai apna khayak rakhna
  • ................................................................
  • dil doob jata hai akshar is tarah
  • uski yaad mai
  • ae dost
  • duniya ne b pagal ka naam de diya
  • ................................................................
  • maalum na tha ki kho jaynge kabhi uske ishq mai is tarah
  • jaise duniya mai usk~e siwa koi ho hi na
  • ................................................................
  • hai justaju ki khu~b se hai khub tar kaha 
  • ab thairti hai jake dekho najar kaha.

  • ................................................................
  • Tere ishq ne m~ujhe ayesa pyasa banaya,
  • Tere ishq ne mujhe ayesa pyasa banaya,
  • Tu ek minit ruk me pani pee ke aaya...
  • ................................................................
  • This comment has been removed by the author.
  • ................................................................
  • yuna ghamand kar tu apne husn par.
  • tu ek nahi jise ~khuda ne husn se Nawaja he ,
  • tera husn to kuch waqt tere sath he fir to mera sath hi tere kam aayega
  • ................................................................
  • Kafir ka dil hai,isme buton ne li jagah
  • Kyon baithe khuda wahan par,
  • Jahan uske~ liye jagah nahin
  • ................................................................
  • Wo jo geet tum nay suna nahi,,
  • Meri umar bhar ka reyaaz tha..
  • Meray dard ki thi wo daastan,,
  • Jissay tum hansi main urra gaye
  • ................................................................
  • Abhi suraj dooba nahu zara si sham hone do,
  • main khud laut aaunga mujhe nakaam hone do,
  • mujhe badnaam karne ka bahana dhundhte ho kyuu..
  • main khud ho jaunga badnaam pehle naam hone do....
  • ................................................................
  • Maut ko kyun karte ho badnaam tum,
  • Darr to ab zind~agi se lagta hai,
  • uski beerukhi ki parwah nahi hai mujhe,
  • Darr to mujhe apni Aashqui se lagta hai
  • kartik
  • ................................................................
  • wo hasti rahi ~rahi mujh pe,
  • Aur hum haste haste chot khate rahe,
  • ki zakhm bhi puchte hain mujhse,
  • ki kya tujhe chot nahi lagti
  • ................................................................
  • Kon kahata hai k~i adhuri ho lakiren to kismat nahi hoti,
  • kismat to unki bhi hoti hai jinki hathe hi nahi hoti
  • ................................................................
  • "Gham is kadar barhey ke mein ghabra ke pee gaya,
  • Is dil ki be-~basi pe tarss kha ke pee gaya,
  • Thukra raha tha mujh ko bari der se jahan,
  • Main aaj sab jahan ko thukraa ke pee gaya.....
  • .............................................................
  • wo gairon ko~ apna samjhti rahi, 
  • Aur mujhe apni nazron main gair bna diya,
  • main samajhta tha ki manzil huun main uski,
  • mujhe to aapna rassta hi bna diya
  • ................................................................
  • dastaan-e-dard na bayaan ho jaye kahin,
  • isliye en ho~onthon ko see ~leta huun,
  • dard ke en taaman aansuon ko kissi tarah main pee leta huun,
  • paar kya karun iss kambakht dil ka main;
  • iss dil par pathar rakhar kissi tara m jee leta huun
  • ................................................................
  • dushmanon ki itni liyakat kahan ;
  • hum to doston ke hatho~n nihal hue;
  • dard me bhi itni himmat kahan thi;
  • hum to teri berukhi se hallal hue;
  • ................................................................
  • Jaam Pe Jaam Peene Se Kya Faayada Doston
  • Raat Ko Pee Hui Sharab Subah Utar Jaayegi
  • Are Peena Hai To Do~ Boond Bewaffa Ke Peekar Dekh
  • Saari Umr Nashe Mein Gujar Jaayegi. 
  • ................................................................
  • kuch h~add tak shayar to hum pehle hi the, kuch tere Ishq ne bna diya
  • kuch hadd tak aashiq to hum pehle hi the, kuch teri aashqui ne bna diya
  • kuch hadd tak pagal to hum pehle hi the, kuch teri berukhi ne bna diya
  • ................................................................
  • Manjil meri kha kho gayi hai..
  • rasta ab kaun dikhae mujhe ...
  • Par gya h~u kisi bewafa ki batme.
  • Bahar ab nikale kaun Mujhe...........
  • ................................................................
  • ................................................................
  • Aankho ka ishara hi kuch aisa tha ki hum pal me kho gaye, 
  • Waqt ki qadr humne tab jaani jab mujhe neend se jagaya gayaa.
  • ................................................................
  • ................................................................
  • ................................................................
  • Yadon ki shamma,,jb bujhti di~khai degi...teri har sans mere wajud ki gavahi degi...
  • Tum apne andar ka shor km karo...meri hr aaht sunaai degi.
  • ................................................................
  • Gaalib ne is khyaal se tod di Tasbeeh.....k kya loon uska naam gin k jo behisaab deta aaya hai.
  • ................................................................
  • Fikr a rojgar ne fasle bdha di~ye,,vrna sab yar sath the... abhi kal hi ki to baat hai,,,,
  • ................................................................
  • KAREGA ZAMANA~ BHI KARDRA HUMHARI EK DIN 
  • BUS HUMHARI WAFFA KARNE KI LAT MIT JAAYE 
  • ................................................................
  • ISS KADAR BHO~OKHA HOON SAHAB 
  • KI DHOKA BHI KHA LETA HOON
  • ................................................................
  • Aaj kyu lout gaya woh mera khali ghar dekar,
  • Kuda sh~ayaad usse abhi yakeen hua 
  • ................................................................
  • Agar dil na dukhe kisi ka tumhare peene se, to pina koi gunah nahi
  • par agar dil dukhe k~isi ka tumhare peene se, to khuda bhi maf tumko kar sakta nahi
  • ................................................................
  • Dil rota Hein mera, akhbaro me crime Ki khabre dekh kar
  • kya aisa bhi din ayega, ja~b akhbar ke panne khali honge, 
  • na balatkar, na murder, na dahej, na koi bhi buri khabar hogi 
  • aur India Ki khushali ke, akhbar ke har panno me gungan honge
  • ................................................................
  • sanghe mar mar ko aansuvo se tharashe tho taaz mahal banthi hai,
  • toote huve mere dil ki tukdo ko j~odo tho us bereham ki bewafai ki daastan banthi hai.
  • ................................................................
  • e janeman apni taqdeer ko itna mat aazma
  • ye mat bhool ki ho jaega 1 din tera bhi khatma
  • aaj jis khuda se ha~i tu itna khafa
  • kal tak dua me mangta tha tu usika aasra
  • ................................................................
  • Har ummid ko ,jagate rahein hum,
  • Tum door the, paas ate rahein hum,
  • Na jane, kise isaq ka f~asaana bana liya hum ne....
  • Tum bekabaar , aur neendain uratein rahein hum,
  • ................................................................
  • Zindagi ko g~am-e-daastaan mat bana ae Gaalib....
  • Murdaa toh woh hai jinki nabzz hai dhadkano se Rukhsat..,,,
  • fayyaz ahmad
  • ................................................................

  • Manjil bhi uski thi raste bhi uske the 
  • 1 me akela tha kafeele bhi uske the
  • shat shat chaln~e ki soch bhi uski thi 
  • fir rasta badalne ka fesla bhi uska tha 
  • aaj kiyo akela hu dil sawal kerta hai
  • log to uske the kiya khuda bhi uska tha
  • ................................................................

  • Gairo ki mehfil me apno ke raaj kya dete,
  • Dil ke tute hue ngmo ko saaj kya dete,
  • Ek muddt se khde the ~jiske intjar me,
  • Usne mudkr hi na dekha use "awaaz" kya dete
  • ................................................................

  • Na chahkr bhi yaad aayege hum,
  • Tnhaiyo me hm~esa stayege hum,
  • Bus ek bar schche dil se yaad krna,
  • Andhero me bhi dikh jayege hu
  • ................................................................
  • Koyal ki kok dekhiye minkhar e zaghan par,
  • Khinjeer ke laboun~ pe gulabon ki mahek hai,
  • Kiu kar ho aashkaar zamaane mein wafa ki,
  • Jab kanch ke tukdhoun mein bhi heere ki chamak hai,
  • ...........................................

  • ................................................................
  • ujjale apni yaado k hamare saath rehne do.......
  • na jaane kis gali m~e zindagi ki aakhri shaam ho jaaye....
  • ................................................................
  • ऐ चाँद तू किस मजहब का है !!
  • ईद भी तेरी और करवाचौथ भी तेरा!!
  • ................................................................
  • Tumse hi hai ye zindagi abad
  • Bin tumhare ye hai barbaad
  • Tum sang~ ho to sang asmaan
  • Na ho sath to suna maidaan
  • Bahome bharlu tumhe aur besumaar karu pyaar
  • Kya pata kab ho jaaye mout se izhaar
  • ................................................................
  • Parwah kar uski jo teri parwah kare
  • Zindagi mein jo kabi na tanha kare
  • Jaan ban ke utar jaa uski ruh mein
  • Jo jaan se b jyada tujhse wafa kare
  • ................................................................

  • Mohabbat ke nashe humne saari umar unhe khuda maana ...
  • Hosh toh tab aaya jab ~usne kaha ke Khuda Sab ka hota hai.....
  • ................................................................
  • ................................................................
  • Hum dosti ka farz yohi nibhate rahen ge,
  • waqt be waqt aap ko satate rahen ge,
  • DUA karo umar yo~ lambi ho hamari,
  • warna yaad ban kar aap ko zindagi bhar rulate rahen ge.$$$$
  • ................................................................
  • Bachpan Gujar Gaya Mera Mere Waqt Ke Sath,
  • Jawani Me Tanhai Ne Chod Diya Hame Apno Ke Sath,
  • Apne Kehne ~Wale To Duniya Me Bahot the Magar,
  • Samajane Wala Koi Na Tha Sath.............
  • ................................................................
  • Tanhai Ka Ehsaash Mujhe Aaj Ho Raha Hai,
  • Zindgi Sitam Kar Rahi Hai,
  • Aur Mujhe ~Pyar Ho Raha Hai,
  • Labo Pe Unka Naam Aur Dil Me Ekraar Ho Raha Hai
  • Aap Kya Jaano Mere Dil Ka Haal 
  • Mujhe Pyar Ho Raha Hai..........Mujhe Pyar Ho Raha Hai
  • maaz khan
  • ................................................................
  • Yadoon k na jaane kitne roop hote hai...
  • jab aati hai Ya~ad tumheri to rat me bhi dhup hoti hai...

टिप्पणियाँ