Apni Zindagi Ka Har Lamha Tere Sath Shayari 2017

Nafrat tum Kabhi na Karna Humse,
Hum yeh she nahi payenge,
Ek Baar Keh Dena Humse Jarurat Nahi ab Tumhari.
Aapki Duniya Se hans Kar Chale Jayenge.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Labon pe aaj unka Naam aa gaya,
Pyase pass jaise Jaam aa Gaya,
Dole kadam to gire unki Bahon mein ja kar,
Aaj Hamara Pina hi Hamare Kaam Aa Gaya.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Yaadon ki nazrein tumpe hain,
Phulon ki mehek tumse hain,
Chaahat ki saans tere liye,
Harpal ki shayari bhi tere liye,
Ek saans to kuch bhi nahi,
Hazaar jeevan kaafi kam hain…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Na zindgi ke liye,Na dosti ke liye
waqt rukta nahi kisi ke liye.
Qadam do qadam to sabhi chalte hai,
Sath chalta nahi koi zindgi bhar ke liye…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jab Ek Ek Phul Ko Udaa Le Gayi Hawa,
Us Din Bahaar Ko Mere Ghar Ka Pata Chala.
Jab Utha Le Chale Hame Chaar Log,
Us Din Mere Yaar Ko Mere Pyaar Ka Pata Chala …..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Teri Tasweer Meri Ankhon Main Basee Kyun Hai,
Jidhar Dekho Bus Udhar Tu Hi Kyun Hai
,Teri Yadoon Say Wabasta Meri Takdeer Hai,
Tujhe Naa Paakermeri Takdeer Roothi Kyun Hai,
Mujh Kohai Khabar Asaan Nahin Tujhe Haasil Karma
Phir Bhi Yeh Intizaar Yeh Bekarari Kyun Hai…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Teri tasveer saath apne har pal rakhte hai
jab akele ho jaaye uss se baatein karke chooma karte hai
qadar samjhi na tu ne mere pyar ki o na-samajh
tere kadmo talley toh hum apna dil bhi rakha karte thei…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kehna aassaan hoga
Pyaar na kare hum tumse
Mer jaana aassaan hoga abb to
Ruth gaye jo kabhi tum hamse…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tere mehakte badan ki khushboo se
Mujhe khumar sa hone lagta hai
Teri chahat ki dewangi dekhu to
Mujhe khud per bhi yakin nahin hota hai…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tera woh chupke se muskurana hi to
Mujhe yun pagal kar deta hai
Teri woh dil kash awaz hi to
Is dil ko ghayal ker deti hain…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Teri bahon me jannat ka gumaa’n hota hai,
Us waqt hosh kahan hota hai…?
Aisa lagta hai khuda mehrbaan hai,
Jab tu mehrbaan hota hai…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Pyar kya hota hai aaj tumhe bataayege hum
kai saal guzaar diye ab iss chaahat mein
gham nahin hoga maut aajaye agar
shart yeh hai ke dam toote uski baanho mein …
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Pooch Lo Tum Bhi Iss Zamaane Se
Pyaar Chhupta Nahin Chhupane Se
Paas Aate Ho Choote Ho Baat Karte Ho,
Kabhi Matlab Se Kabhi Bahane Se
Pyar Dil Mein Hai To Laao Zubaan Pe,
Aag Badhti Hai Ye Bujhane Se.
Tumhein Na Paana Shayad Behtar Hai,
Paa Ke Phir Se Tumhein Gawane Se.
Chalo Ek Dua To Apni Poori Huye,
Mil Liye Apne Ek Deewane Se…

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Meri deewangi ko galat na samajhna,
Maine chaha hai tumhe hadh se badhkar ,
Meri zindagi se kabhi dur na jana,
Maine paya hai tumhe kismat ki lakeeron se ladhkar…

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tumhein sari dunya se chupar apne pass rakhna chahti hun
Dunya ke nazaron se durr le jana chahthi hun…

Yeh mat samghna mughe tumse bewafai ka dar hai
Bas meri mohabaat mein kabhi kisi kami ka dar hai…

Tumhein chura le koi mughse yeh darr laga rehta hai
Mughse meri zindegi koi le le yeh darr laga rehta hai…

Tumhein apni dhadkan se bhi kareeb rekhna chahti hun
Lamha Lamha zindegi ka tumhare saath jeena…

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Yahi to khubsurat pyar ka nata hai.
jo bina kisi shert k jia jayta hai.
rehe duriyaan darmiyan to kya howa.
pyar to her pal dil me basaya jata hai…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aanjane Woh pass Mere jab aati hai,
Dil ki dhardkan bard jati hai.
Jane! kaise log mohabbat karte hain,
Dil kehta hai hoti hai ho jati hai. ..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Apne pyar ka izhaar kaise karu
door bhi itna unse kaise rahu
humne sab kuch kabka unke naam kardiya
unke aage jaa ke iqraar karu toh kaise karu..?
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Raat Se Din Aur Din Se Raat Nahi Karte Hain
Aate Rehte Hain Khayalon Main Har Pal
Par Asliyat Main Mulakaat Nahi Karte Hain
Kahan Hain, Kaise Hain Aur Kis Haal Main Hain Hum
Bereham Koi Sawalaat Nahi Karte Hain
Ashkon Main Doob Gayi Hain Palkein Aur Phir Zindigi Bhi
Band Barasna Yeh Ashq-E-Jazbaat Nahi Karte Hain
Bhool Gaye Hain HUM “muskaana”, Aur, Koshish Bhi.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kia Karein Manzoor Yeh Haalaat Nahi Karte Hain
Aik Dam Aa Jaayein Who Saam Ne Aur Lag Jaayein Seene Se
Pyaar Karte Hain Hum Un Se Sacha Koi Bataye Unhein Uff
Koi Kasoor Hum Aji, Hazooraat Nahi Karte Hain
Khafa Kyun Hain? Yeh Pata Ho To Mana Lein Un Ko
Par Woh To Koi Bhi Ishaaraat Nahi Karte Hain
“AnMoL” Ki Patti Pe Jo Shabnam Hai Sookh Na Jaaye
Kisi Ki Zindigi Yun Hi Barbaad Nahi Karte Hain.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
tum na aao to bechain rehta hai dil mera
dekh ker tumko chain kh~ota hai dil mera
kese aayega mere dil ko karar pata nahi
ki teri yad me pal pal dil rota hai mera.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Pyase ko 4 bund pani hi kafi hai,
Ishk me 4 din ki zindagani hi kafi hai.
Marna ho to samandar m kyu jana,
Unki palko se tapakta h~ua ek ansu hi kafi h.



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Hai Tumari Wafaon Pe Mujhko Yaqeen
Phir Bhi Dil Ch~ata Hai Mere Dil Nasheen
Yunhi Meri Tasalli Ki Khatir Zara
mughko apna banane Ka wada karo.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kabhi jajbat to kabhi yadon ka jikar kiya karte hai,
kabhi aansu to kabhi dard ko piya karte hai,
hain hum aap ke tabhi to aap ko Miss kiya karte hain.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jaane kyun har achcha lamhaa pal
mein guzar kar yaadon mein samaa jata hai,
phir inn nazraano ko mann mein basa kar
ek nayi kahaani bana jata hai,
kyun iss kitaab ke har panne par
tera naam likha jata hai,
aankhon ki bhi kya galti hai
jab dard seedhe dil se nikal bahar aata hai.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
wapis ata nai koi mar jana ke badh se,
sahid hai arzoo apki kareeb hu apke dur jana ke badh se.
yuh to faqt khus hu ma har kisi ke samana,
par dil kyun khus nai hai mushkurana ke badh se.
tuhati hui umeed or do pal je pyar se,
kyun kisi pe aitbaar nai raha apke jana ke badh se.
jab tak ap dur the ma darta tha,
kyun gabrata hu apke pas ana ke badh se.
chalo chup ho jata hai hum apni yeh zid chor ke,
par phir kyun apka jikar ched deta hu ek bahana ke badh se.
khus itna kar de ki roya aa jaya,ya parasn kr de
itna ki anshu na aya khusi ke jana ke badh se.
khushi aur gum ko likhata hai
Apke ana se phela apke jana ke badh se.
apke ana se phela apke jana je badh se.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jis ke ley hum raaton ko jagte rahte hain
dekho hamari kismat woh bhi jagte hain kisi
or ki neendian churane ko

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tumhe kya pata janam ki pyar kya hota hai
Tumhe kya pata janam ki pyar kya hota hai,
Pata to tab hota jab tumne kisi ka suna hota,
Dil me kya hai tumne uss~e samjha hota,
Aankhen kya kehna chahti hai tumse tumne
kabhi use mehsus kiya hota….?

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Apna dil pesh karu ya
Apni vafa pesh karu
Kuch samjh mein nahi aata
Tujhe kya pesh ka~ru
Tujhe milne ki khushi mein fir
Koi nagma chedon ya
Tere dard judai ka gila pash karu.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Shayari Nasha Bhi Hai ,Ek Zajbaat Bhi Hai
HarToote Hue Dil Ka Ek Ehasaas Bhi Hai
Jo Samajh Sake Iske Lafzoon Ko,Uska Pyaar Bhi Hai
Aur Jo Na Samajh Sake, Uske Liye Ek Jhootha Khwaab Bhi Hai.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ik tum ho jeese pyar bhi yad nahi ,
Ik mein , hu jeese or kuch yad nahi ,
Jindgi moot ke do hi to tarane hai ,
Ik tume yad nahi , ik mujhe yad nahi .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Muskrana chaha muskra na sake ,
Geet bhi khusiyo ke hum ga na sake ,
Paray to kabhi apne bante nahi ,
Hum to apno ko bhi apna bana na sake

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Izhaar mohabbt ka kuch aise hua
kya kahe pyar kaise hua
Unki ek jhalak p~e nisar hue hm
Sadgi me mar-mite aur Ankho se ikarar hua.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Badal ki tara awara hain hm,
ap bhula na sakoge wo insaan hain hum,
jo tutkr fna ho jae a~pki khwaish k lea,
asman ka wo andekha sitara hain hm.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Unko Pyar Karna Hamari Kamzori hai.
Unko keh na pan~a hamari majbori hai.
Vo kyun nahi samajhte hamari khamosi ko,
kya pyar ka izhar karna zaruri hai.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kudrat k niymo se inayat na karna
in hasin nazaro se kaymat na karna
wo khud dega her chiz tu~mko bas
waqt se pahle pane ki khawhish na karna
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Na jane kya baat thi uski aankhon me,
Na jane kya najakat thi uski baaton me,
Humne to bus dekha uski sachai ko,
Na jane kya chahte t~hi uske pyar mein.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aur Bhi Bahut Si Cheejen,
Lutt Chuki Hain, Is Dil Ke Saath,
Ye Bataya Doston Ne Ishq Fermaane Ke Baad,
Har Ek Cheej Me Farak Dekhta Hun Ab Main,
Ek Te~re Aane Se Pehle,
Ek Tere Jaane Ke Baad.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Usne yeh soch kar hame alvida keh diya
“Galib”
Gareeb log hai mohabbat ya hamdardi
k siwa kya denge….
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Bus Itni Inayaat Ho Aapki
Marne Se Pehle
Bus Ek Bar Apko Mere Iss Dil Ka
Kalam Suna Du
Aur Teri Aankhen Mere Liye Num Hote Dekhu …

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Pehchan Ho Tum Meri
Tumse Hu Mein Yahan
Tere Pyar Mein Hu Ji Raha
Ussi Mein Marna Chahun Mein…

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Teri ankhoin ke samander main hum doob jayehge,
itna mat chalka inhe hum toot jayenge,
le le kwaab meri aknhoin se aur muskura,
tu hai to meri ankhoin main kwaab aur ban jayenge. ..




~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jab se ehsaas tera dil me utara maine…
band aankhon se bhi dekha nazara maine…
yaadon ki kitaabon me saja ke rakhunga…
har lamha jo tere sang gujara maine…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aapki muskan hamari kamjori hai,
Keh na pana hamari majburi hai,
Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko,
Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai?
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ek din hi nehi jisme teri yaad na aye,
Tere pyar ne mujhe pagal kar diya.
Subah mein jagu tho sirf tere liye,
Raath ko sojao tho sirf tere khwab dehkne ke liye. ..

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
yeh kaisa jadoo kiya tune mujh par
har pal tere khayalo mai khoya reheta hu
jab paas aate ho to awaaz kho jata hai
jab door jaate ho to aankhein ro padta hai…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Har dharkan ko teri aas hai,
Har nazar ko teri talash hai.
Har taraf hai jaise, tumhari hi kami,
Tere bin zindagi kya meri, kuch bhi to nahi.
Tumse milke laga, har khushi hai tujhse,
Aaj hui hu puri, thi adhuri kabse.
Na jana kabhi raaho se mere, sanam
Tut jayenge tere bin, ji na sakenge hum…

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Is suhane mausam me tumhara sath ho,
Garm bistar me kambal orhey tum paas ho,
Mere hont tumhen chuney ko tarsen,
Kash aisa bhi Ehsas ho…

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Humaare laboon ko samete hue apne laboon ke sath,
Karte rahe humse raat bhar wo meethi si baat.
Unn khoobsoorat paloon ki ek choti si hi raat,
Tamam umar ka Nasha de gayee apne pyaar ke sath…

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Humaare Liye Unke Dil Me Chaahat Naa Thee,

Kisi Khushi Me Koi Daawat Naa Thee,

Humne Dil Unke Kadmo Pe Rakh Diya,

Par Unhe Zameen Dekhney Ki Aadat Naa Thee!

Har Tasveer K 2 Rukh Hai, Jaan Or Gam-e-Jaana, Ek Naqsh Chhupana Hain Ek Naqsh Dikhana Hain!

Every girl has that one guy […]

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
तेरी मुहब्बत की हिफाज़त कुछ इस तरह की हमने,

जब देखा किसी ने प्यार से नज़रें झुका ली हमने ..!

चन्दन की लकङी फूलो का हार अगस्त का महीना सावन की फुहार भैया

की कलाई बहन का प्यार मुबारक हो आप को रक्षा बन्धन का त्यौहा थाम कर बैठे हो जिसे गर्दिश-ए-वक़्त में वो हाथ

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

खुदा की रहमत में अर्जियाँ नहीं चलतीं दिलों के खेल में खुदगर्जियाँ नहीं चलतीं चल ही पड़े हैं तो ये जान लीजिए

हुजुर इश्क़ की राह में मनमर्जियाँ नहीं चलतीं !

समंदर से भी गहरी है, मेरे यार की आँखें….!!

नदियों से भी लहरी है, मेरे दिलदार की आँखे, खो जाता हूँ इन नैन में, […]

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Wada Na Karo Agar~ Tum Nibha Na Sako,

Chaho Na Usko Jise Tum Pa Na Sako,

Dost To Duniya Mein Bahut Hote Hain,

Par Ek Khas Rakho Jiske Bina Tum Muskura Na Sako..

Khushi Ke Aasu Ru~kne Na Dena,

Gum Ke Aasu Bahne Na Dena, Yeh Zindagi Na Jane Kab Ruk Jayegi Magar, Yeh Pyari […]

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ajeeb Bhi Woh Hai Naseeb Bhi Woh Hai,

Duniya Ki Bheed Mein Kareeb Bhi Woh Hai,

Unki Duaon Se Hi Chalti Hai Zindagi,

Kyunki Khuda Bhi Woh Hai Taqdeer Bhi Woh Hai. Kabhi Laga Wo Mujhe Sata Rahe Hain,

Kabhi Laga Ke Wo Karib Aa Rahe Hain,

Kuchh Log Hote Hain A~nsuon Ki Tarah Pata […]


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


Mast Nazron se dek~h lenaa tha,

Agar tamanna thi aazmane ki,

Hum to behosh youn hi ho jaate,

Kya zaroorat thi muskurane ki ! Kismet se apni sabko shikayat kyu hai,
~
Jo nahi mil sakta usi se mohabbat kyu hai, Kitne khade hai raho pe,

Phir bhi dil ko usi ki chahat kyu hai !
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Phoolon ki yaad aati hai kaanton ko chhune par,

Rishton ki samajh aati hai faaslo~n pe rehne par,

Kuchh jazbaat aise bhi hote hain jo ankhon mein padhe nahin jaate,

Woh to nazar aate hain zubaan se kehne par  ! ! !

Naam ki kya baat karte ho, Log chehre tak bhool jate hain. Tum […]

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Teri mehfil se nikle kisi ko khabar tak na hui,

Tera mud mud ke dekhna hamein badnam kar gaya  ! ! !

Kese par hak jamaya apna samjhkar , Hos jab aya ,jab unhone kaha ke mujh par tumhara kya hak  ! ! !

Ye ishq hai na samjho umar bhar , Hai bhare glass […]

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Subah hoti hai meri, tere naam se,  din jaata hai apne kaam se.

Sham hote hi phir khayal aata hai tera, dua hai khuda se,

bana de tujhe mera  ! ! ! Khud m~e hum kuch iss tarah kho jaate hai kabhi,

Beeti hui yaadon ko lakar ro jaate hai kabhi,  Nind nahi aati raaton […]

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tu Hi Mil Jaye Mujhe Ye Hi Kaafi Hai,
Meri Har Sans Ne Ye Hi Dua Mangi Hai,
Jane Kyu Dil Khicha Jata~ Hai Teri Taraf,
Kya Tune Bhi Mujhe Pane Ki Dua Mangi Hai.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Haseen Palo Ko Fir Se Aabad Kar Rahe The
Chaand Se Aapki Baat ~Kar Rahe The,
Dil Ko Bada Sukoon Mila Janke Ye Ke
Aap Bhi Hame Yaad Kar Rahe The.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Teri Aawaz Sunne Ko Tarsta Hai Mann Mera,
Teri Ek Jhalak Pane Ko Bekarar Hai Mann Mera,
Apni Zindagi Ka Har Lam~ha Tere Sath Guzaaru
Har Pal Bas Yahi Chahta Hai Mann Mera.



टिप्पणियाँ