Best romantic hindi love shayari2017


  1. Wafa ke rang me dubi har sham tere liye,
  2. Ye dagar, ye nagar mera naam tere liye,
  3. Tu mehkati rahe~ chandni raton ki tarah,
  4. Iss nayi subha ka paigam tere liye,
  5. ...................................
  6. Mohabbat ka matlab intezaar nahi hota,
  7. Har kisi ko dekhna pyar nahi hota,
  8. Yun to milta h~ roj mohbaat-e-paigam,
  9. Pyar jindagi h jo har baar nahi hota.
  10. ...................................
  11. Mein kuch lamha or tera sath chahta hu,
  12. Jo aankho m~ein bas jaye wo barsaat chatha hu,
  13. Suna h wo mujhe bahut chahta h,
  14. Bas ek baar mein use sunna chahta hu.
  15. ...................................
  16. Tumhare apnepan par naaz h humein,
  17. Kal tha jitna bharosa utna aaj h humein,
  18. Apna wo~ nahi jo khusi me sath de,
  19. Apna wo jo har pal apnepan ka eshaas de.
  20. ...................................
  21. Jante h sab fir bhi anjaan bante h,
  22. Iss tarah~ wo humein pareshan karte h,
  23. Puchthe h humse ki tumhe kya pasand h,
  24. Khud jawab hokar ye sawal karte h.
  25. ...................................
  26. Kya Mangu Khuda Se Aapko Paane K Bad
  27. Kiska Karu Intezar Aapke Aane K Bad
  28. Kyu Dosto Pe ~Jan Lutate Hai Log
  29. Malum Hua Aapko Dost Banane K Bad.
  30. ...................................

  31. Sabke Chehre Mei Woh Baat Nahi Hoti,
  32. Thode Se Andhere Mei Raat Nahi Hoti,
  33. Zindagi Mei Kuc~h Log Bahut Pyare Hote Hai,
  34. Kya Kare Unhi Se Aaj Kal Mulakat Nahi Hoti..
  35. ...................................
  36. Yaad Karne Ke Liye Koi Cheez Chahiye,
  37. Aap Nahi To Aap Ki Tasveer Chahiye
  38. Par Aap Ki Tas~veer Hamara Dil Bhehla Nahi Sakti
  39. Kyonki Wo Aap Ki Tarha Muskura Nahi Sakti
  40. ...................................
  41. Aassman humse naaraz h,
  42. Taaron ka gussa behisaab h,
  43. Wo sab humse jalte h, kyunki,
  44. Chand s~e bhi behtar, aap humare pass h.
  45. ...................................
  46. Aap jab samne se gujar jate h,
  47. Armaan dil ke ubhar jaate h,
  48. Dekh ka~r aapki pyari surat,
  49. Sehme hue phool bhi nikhar jaate h.

टिप्पणियाँ