Chubtha to ~bahut kuch mujhko bhi teer ki tarah
Magar khamosh rehta hun apni takdeer ki tarah…!!!
Upar vaale ne kitne logo ki takdeer sawari hai
Kash vo ek baar mujhe bhi keh de ki aaj teri bari hai..!!
Galtfahimyon ke silsley aaj itne dilchasp hai
Ki har eit(pathar)~sochti hai,diwar mujh par tiki hai..!!
Zakhm guzar rahi hai,imethano ke daur se
Ek zakhm bharta nahi dusra taiyaar milta hai..!!
Koi khas fark nahi padta ab khwaish adhuri rehne par
Bahut karib se kuch sapno ko toote hue dekha hai maine..!!
Khud ko bikhrne ~mat dena kabhi kisi haal mei,
Log gire huye ghar ki eitay pathar tak le jaate hai..!!
Waqt cheen leta hai bahut kuch
Khair meri to sirf muskaan thi..!!
Jab jab dard ka baadal chhaya
Jab gham ka saya lehraya,
Jab aansu palkon tak aaya
Jab yeh tanha dil ghabraya,
Humne dil ko yeh samjhaya
Dil aakhir tu kyun rota hai,
Duniya mein ~yun hi hota hai
Yeh jo gehre sannate hain,
Waqt ne sabko hi baante hain
Thoda gham hai sabka kissa,
Thodi dhoop hai sabka hissa
Aankh teri bekar hi namm hai,
Har pal ek naya mausam hai
Kyun tu aise pal khota hai,
Dil aakhir tu kyun rota hai…

टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें