सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं
New famous mirza ghalib shayari in hindi2017
- Is qadarr tora hai mujhaay uss ke be-wafaai nay "ghalib"
- Abb koi agarr pyar se~ bhi daikhaay to bikharr jata hoon mai ...
- ................................................................
- Kitnaa khouff hota hai shaam kay andheroon mein,
- Poonch un parindoo ~say jin kay gharr nahi hotay ...
- ................................................................
- Hum toh fanaah ho gaye uskii ankhen dekh kar Ghalib,
- Naa janay woh Aainaa kiasay dekhte hogey ...!
- ................................................................
- Unkay dekhnay say jo aa jaati hai muh par raunaqq,
- Woh samajhatey hai ki bimaar ka haal achcha hai ...
- ................................................................
- Dil say terey nigaah jigarr tak utarr gaye,
- Dono ko eik adaa mein razaamand karr gaye ...
- ................................................................
- Hathoon key lakiroon pay matt jaa ae Ghalib,
- Naseeb unkay bhi hotay hain jinkaay haath nahi hotay ...
- ................................................................
- Kaiday-hayaat, banday-gham asal may dono eik hain,
- Maut say ~pahlay aadmey gham say nigaat paye kyun ?
- ................................................................
- Matt poonch key kya haal hai mera tere pechhee,
- Tu dekh key kya rangg hai tera meray aagay ...
- ................................................................
- Hazaroon khwaheeshen aise ki har khwahesh pay dum nikale,
- Bahhut nikale meray armaan lekin phirr bhi kam nikale ...
- ................................................................
- Nazzaare nay bhe kaam kiya waan naqaabb ka,
- Mastey say harr nigaah terey Rukhh par bikharr gaye ...
- ................................................................
- Jala hai jism jahan dil bhey jal gaya hoga,
- Kuraydtay ho jo ab raakkh, justjoo kya hai ?
- ................................................................
- Sarayy raah jo unsaay nazarr mili,
- To naksh dil ka~y ubharr gayay,
- Hum nazarr mila kar jhijhag gayay,
- Woh nazarr jhukaa kar chalay gayay ....
- ................................................................
- Sabnay pahnaa tha baday shaukk se kaagaz ka libaas,
- Jis kadarr logg thay ba~arish me nahaanay walay,
- Adal ke tum na humay aas dilaaoo,
- Katl ho jatay hain, zanzeer hilanay walay …
- ................................................................
- Nuktaa chi hai gam e dil, key sunayaa na banay,
- Kya baat b~anay wahan, jahan baat banyay na banay,
- Ishq par zorr nahi hai yeh woh attissh Ghalib,
- Jo lagaye na lagay bhujhaye na banay ...
- ................................................................
- Har eik baat pay kehtay ho tum key ‘toh kya hai’ ?
- Tumhi kaho key ye andaaz-e-guftguu kya hai ?
- Ragon may da~udtay firnay kay ham nahi qayal,
- Jab aankh hi say na tapkaa to firr lahoo kya hai ?
- ................................................................
- Na tha kuchh to khudaa tha, kuchh naa hota to khudaa hota,
- Dubayaa mujhko honay ne, na hota main toh kya hota ?
- Hua jab ghamm say yoon behiss to ghamm kya sarr kay katnay ka,
- Na hota gar juda tann say to zanoo par dharaa hota,
- Huye muddat key gh~alib marr gaya par yaad aata hai,
- Har ek baat par kahnaa key yun hota to kya hota ...
- ................................................................
- ................................................................
- Mushkil hai is yaari ko bhula pana,
- Mushkil hai tumhe yaadon se mita pana,
- Tum ek keemti tohfa ho dosti ka,
- Namumkin~ hai is tohfe ki keemat chuka pana
- ................................................................
- Ek din hamare annsoon humse pooch baithe, humey roz -roz kyon bulate ho,
- Humne kaha hum yaad to unhe karte hain tum kyon chale aate ho.
- ................................................................
- Kisi Faqeer Ki Jholi Mein Jab Maine Ek Sikka Dala;
- Tab Yeh Jaana Ke Iss Mehangayi Ke Zamaane Mein;
- DUA'EN Aaj Bhi Kitni Sasti Hein!
- ................................................................
- Badi der jali ye aag chubhan ki,
- sang dhadkan sulgi jae re,
- mai rah rah dekhu rasta tab bhi,
- wo ruke na palta aye re,
- ................................................................
- Na jane kahan se ,
- unhone hame bhulane ki,
- ada sikhli hai,
- bbhardwaj.vikass
- 20 Augu~st 2013 at 16:49
- Kal bhi kal ki bat huwi,
- aaj bhi kal me beet gaya,
- kal phir kal me aaj huwa,
- phir youn hi zamana beet gaya,
- nikhil mittal
- ................................................................
- Kal jo bet gaye vo yadein the.......
- Aj jo hai,vo haqeeqat hai....
- ................................................................
- Pyar sapna ke taraha hai,
- Jo accha bhi lagta hai,par pas rahata hai kuch dar ka leya.....
- ................................................................
- ................................................................
- badi wehshat se dekh raha hu is maikhane ko
- is ne waqt hi nahi diya sar jhukane ko
- mujhe marne se dar nahi lagta aye "umar"
- bas sharm si arahi hai us ke paas jane ko
- ................................................................
- Galti se ek rind Jo jannat me ja Pahuncha..yeh soch kar usne eerada badal diya,
- Jannat me kya maza hai~ jab daaru nahi milti..thodi si peekar haath me dozak ko chal diya
- ................................................................
- Kese par hak jamaya apna samjhkar.......
- Hos jab aya ,jab unhone kaha ke mujh par tumhara kya hak.......
- ................................................................
- andaz woh apna aaine~ me deknte hai ,
- Or yeh bhi dekhte hai ki koi dekhta naho .
- ................................................................
- Masjid khuda ka ghr h maykhana ni,kafir k dil m ja wha kguda ni
- ................................................................
- Kafir ke dil se aaya h~u mai dekh kar
- Waha khuda maujud hai use pata nahi.....
- ................................................................
- kaun kahta hai k~ kaafir k dil mein khuda nahi,
- bus wahan khuda ko kehte khuda nahi...
- ................................................................
- Hazaroon khwaheeshen aise ki har khwahesh pay dum nikale,
- Bahhut nikale meray armaan l~ekin phirr bhi kam nikale ...
- Sunte~y aye the nikle the Adam Khul (Jannat) se
- Magar bahot be-aabroo hoker tere Koochey se hum nikle
- ................................................................
- Rooh kaapti hai meri zehar dekh kar,
- Koi aur hoga tera hum-dum mere jaane ke baad...
- ................................................................
- Ye ishq hai na samjho umar bhar...
- Hai bhare glass mein j~aam barabar...
- Maza tou bottom ups hota hai...
- Glass ko phir bharne mein hota hai...
- ................................................................
- dil ne kiya saval savalo me kho gaye
- julmatkade se lote~ ujalo me kho gaye
- ham gajal suna ke apni hairani me rah gaye
- sab log apne apne chahne valo me kho gaye
- ................................................................
- takdeer bata tune mujhko kis mod pe lake chhod diya
- ek mod talak to saath~ diya ek mod pe lake chhod diya
- khud pyar kiya khud thukraya fir pyar bhara dil tod diya
- ................................................................
- ................................................................
- mai najar se pi rha hu
- ye shama badal na jaye
- na jhukao tum nigahe
- kahi ~raat dhal na jaye
- mere ask bhi ha isme
- ye sarab bal na jaye
- mera jam~ chune vale
- tera haath jal na jaye
- mai najar se pi rha hu
- ye shama badal na jaye
- ................................................................
- mei jindagi ke malik
- mere sine pe haath rakh de
- kahi unke ane ki khusi me
- mera dam nikal na jaye
- mai najar se pi rha hu
- ye shama badal na jaye
- ................................................................
- Safar zindge ka bhi bda ajeeb hai.........
- Aaj aap kahan par ho aur kal kahein dosre jegaha jana pdega kuch pta nahi....
- Jegha nay~i,log naye ,aur sapne bhi....
- Sapne bhi kuch aur jab ankhen khole tab haqeeqat samne aye.....
- Nahi kerta maan bena sapno ke jena ka.....
- par haqeeqat ka samna~ na kerna bhi to bujdile hoge.....
- Ankhon ke hai, vo to sapna dekha te hai.......
- Leken jes ko apna mana,use na zindge ma dard deya, Aur ya haqeeqat hai......
- Jesa mena apne zindge m~a,Apna sapno ma jegha de,Use na mera sath,Mera sapna ko toda....
- Aur yahi zindge ke haqeeqat hai.....
- ...............................~.................................
- dekhata hu tuje to d~ar lagta hai, n dekhata hu to need nhi aati, kya karu isaq chiz hi aisi hai, jo darati bhi hai aur hasati bhi hai, kyu ki isaq ka yehi dastur hai.
- ................................................................
- Zindigi ke doharon par
- Khada ~raha wo hamesha
- Kyuki ek ne kaha yahan tumhara koi thikana nai
- Aur dusre ne kaha yahan thikana koi dene wala nai..
- ................................................................
- Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
- Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..

- wo aye hamare qabr pe aur diye bujha gaye
- wo aye hamare q~abr pe aur diye bujha gaye
- diye me jo tail tha sar pe laga gaye
- ................................................................
- Aandhion jao aram karo apna diya toh hum khud bujhae baite hain
- ................................................................
- Hum ishq k raahi, ishq pe kurbaan...
- Ishq ko paan~a hi ab iklauti dua...
- Ye ishq ki manzil naseeb ho na ho,
- Ik baar dekhna h ho ke ispe b fanaa... ;)
- ................................................................
- tere baad fir kya arzoo-a-tamanna rakkhu,
- tere baad tu bta kya tere siwa rakkhu,
- kon hai jis pr tasabbur ki nazar rakku,
- kon hai ji~s ki hr waqt fiqar rakkhu,
- jo hd se tagaffush rahe mohabbat me kr gaye,
- ye ilzaam bhi unhi k hi naam ayega,
- luta koi bhi ho saamne manzil k pahuch kr,
- bs tere hi sr pe ye ilzaam ayega,
- jo log banate hai mahel ret me aksar,
- ab unhi ki bajeh se ye tufaan ayege,
- jo charag diy~a tohfe me mene tujhe us din,
- bo charag sab-a-gham me tere kaam ayega,
- lfz-dr-lfz ek qitaab ho jaun,
- zkhm-dr-zkhm zulm-a-wfa ka hisaab ho jaun,
- behayaee se ghu~tne lage dum haya ka jb,
- me us din tere ch~ahre pr ed naqaab ho jaun,
- zra bhujhne de ye charag tu fir chale jana,
- kha tha na sotey hua mt chhod kr jana.......................................
- ................................................................
- DHEERE DHEERE SE SAB DOOR HOTE GAYE .
- WAQT KE AGE MAJBOOR HOTE GAYE.
- RISHTON ME HU~MNE AISI CHOT KHAYIKI.
- BAS HUM BEWAFA OR SAB BE KASHOOR HOTE GAYE.
- ................................................................
- ................................................................
- Mohabbat ke nashe~ humne saari umar unhe khuda maana ...
- Hosh toh tab aaya jab usne kaha ke Khuda Sab ka hota hai.....
- ................................................................
- Yaha jurm hota hain haskar.....nahin kehta koi unse tu baskar.....honi chahiye unki pakad kaskar......kyon rehte hain yeh chup duniya se darkar...!!!
- ................................................................
- Kuchh ehsaas hai dabe dabe se;
- Kuchh e~hsaas hai thame thame se;
- Kuchh ehsaas hai Machalne ko baichan;
- Kuchh ehsaas chura lete hai neend aur chain;
- Kuchh ehsaas saje rahna chahte hai dil ki garaiyo me;
- Kuchh ehsaas jeena chahte hai surf tanhaiyon me;
- Kuchh ehsaas me Chadh gayi hai dhool;
- Jisme hai meri chahat ke phool.;
- Jeevan ke is darpan me sirf tumhari chhaya hai;
- Pyar ke is samar~pan me sirf tumhari hi maya hai.
- ................................................................
- Puchte Hai Wo Ghalib Kaun Hai,
- Koi Batla De Ke Hum Batlaye Kya...
- ..................~..............................................
- Jab se muhabbat hui h hme unse,logo ko love story p yakin hone laga h.
- web boom wazzub
- ................................................................
- ye nahi kehta ki uss k~huda ki saltnat se juda hu main...
- par itna to uss khuda ne hi kha. ki apni kismat ka khud khuda hu main.....
- ................................................................
- kal tak jo jo log dar~te the pani ki ek boond se,
- dariya ka rukh badalte hi tairak ban gaye
- ................................................................
- wo aye hamare qabr pe aur diye bujha gaye
- wo a~ye hamare qabr pe aur diye bujha gaye
- diye me jo tail tha sar pe laga gaye............Jab se pyar hua h ...dosto aisa lagta hai ki har love song mere liyehi bna h...skm shahabaaj
- ................................................................
-
- pyar hua iqrar hua h pyar karne se q drta h dil.....
- ................................................................
- Kehte hai hatho ki lak~iren adhuri hoto,
- Kismat me mohabbat nahi hoti,
- Lekin sach toh yeh hai ki haton me pyara haath HO koi toh lakeron ki bhi zarurat nahi hoti
- ................................................................
- Aandhion jao aram karo ap~na diya toh hum khud bujhae baite hain...
- ................................................................
- ................................................................
- Palko ke kinare humne bhigoye hi nahi,
- woh sochte hai hum ~roye hi nahi,
- woh puchte hai khwabon me kise dekhte ho,
- hum hai ki ek umr se soye hi nahi…
- ................................................................
- Kuch se kya h~oga bahot kuch se bahot kuch hoga,agar hum kuch se hi suruat kare to age chal kar bahot kuch hoga.
- ................................................................
- Kafir hun, yeh pta nhi
- Na ~dikha koi khuda kahin
- Masjid me baithkar peeta hun
- Kyuki peena koi gunah nhi..
- ................................................................
- Mera ishq bhi ajeeb tha,mohabbat kabhi huvi hi nhi,aur pyar m dil bhi tut gaya.
- ................................................................
- Poochh Kar Aaya Hoon Un Parindon, 'Ghalib' Banaya Nahin Ghar Shaam Ki Khamoshi Ka Maza ................................................................
- roj ek naya jakm de kr kehte hai apna khayak rakhna
- ................................................................
- dil doob jata hai akshar is tarah
- uski yaad mai
- ae dost
- duniya ne b pagal ka naam de diya
- ................................................................
- maalum na tha ki kho jaynge kabhi uske ishq mai is tarah
- jaise duniya mai usk~e siwa koi ho hi na
- ................................................................
- hai justaju ki khu~b se hai khub tar kaha
- ab thairti hai jake dekho najar kaha.
- ................................................................
- Tere ishq ne m~ujhe ayesa pyasa banaya,
- Tere ishq ne mujhe ayesa pyasa banaya,
- Tu ek minit ruk me pani pee ke aaya...
- ................................................................
- This comment has been removed by the author.
- ................................................................
- yuna ghamand kar tu apne husn par.
- tu ek nahi jise ~khuda ne husn se Nawaja he ,
- tera husn to kuch waqt tere sath he fir to mera sath hi tere kam aayega
- ................................................................
- Kafir ka dil hai,isme buton ne li jagah
- Kyon baithe khuda wahan par,
- Jahan uske~ liye jagah nahin
- ................................................................
- Wo jo geet tum nay suna nahi,,
- Meri umar bhar ka reyaaz tha..
- Meray dard ki thi wo daastan,,
- Jissay tum hansi main urra gaye
- ................................................................
- Abhi suraj dooba nahu zara si sham hone do,
- main khud laut aaunga mujhe nakaam hone do,
- mujhe badnaam karne ka bahana dhundhte ho kyuu..
- main khud ho jaunga badnaam pehle naam hone do....
- ................................................................
- Maut ko kyun karte ho badnaam tum,
- Darr to ab zind~agi se lagta hai,
- uski beerukhi ki parwah nahi hai mujhe,
- Darr to mujhe apni Aashqui se lagta hai
- kartik
- ................................................................
- wo hasti rahi ~rahi mujh pe,
- Aur hum haste haste chot khate rahe,
- ki zakhm bhi puchte hain mujhse,
- ki kya tujhe chot nahi lagti
- ................................................................
- Kon kahata hai k~i adhuri ho lakiren to kismat nahi hoti,
- kismat to unki bhi hoti hai jinki hathe hi nahi hoti
- ................................................................
- "Gham is kadar barhey ke mein ghabra ke pee gaya,
- Is dil ki be-~basi pe tarss kha ke pee gaya,
- Thukra raha tha mujh ko bari der se jahan,
- Main aaj sab jahan ko thukraa ke pee gaya.....
- .............................................................
- wo gairon ko~ apna samjhti rahi,
- Aur mujhe apni nazron main gair bna diya,
- main samajhta tha ki manzil huun main uski,
- mujhe to aapna rassta hi bna diya
- ................................................................
- dastaan-e-dard na bayaan ho jaye kahin,
- isliye en ho~onthon ko see ~leta huun,
- dard ke en taaman aansuon ko kissi tarah main pee leta huun,
- paar kya karun iss kambakht dil ka main;
- iss dil par pathar rakhar kissi tara m jee leta huun
- ................................................................
- dushmanon ki itni liyakat kahan ;
- hum to doston ke hatho~n nihal hue;
- dard me bhi itni himmat kahan thi;
- hum to teri berukhi se hallal hue;
- ................................................................
- Jaam Pe Jaam Peene Se Kya Faayada Doston
- Raat Ko Pee Hui Sharab Subah Utar Jaayegi
- Are Peena Hai To Do~ Boond Bewaffa Ke Peekar Dekh
- Saari Umr Nashe Mein Gujar Jaayegi.
- ................................................................
- kuch h~add tak shayar to hum pehle hi the, kuch tere Ishq ne bna diya
- kuch hadd tak aashiq to hum pehle hi the, kuch teri aashqui ne bna diya
- kuch hadd tak pagal to hum pehle hi the, kuch teri berukhi ne bna diya
- ................................................................
- Manjil meri kha kho gayi hai..
- rasta ab kaun dikhae mujhe ...
- Par gya h~u kisi bewafa ki batme.
- Bahar ab nikale kaun Mujhe...........
- ................................................................
- ................................................................
- Aankho ka ishara hi kuch aisa tha ki hum pal me kho gaye,
- Waqt ki qadr humne tab jaani jab mujhe neend se jagaya gayaa.
- ................................................................
- ................................................................
- ................................................................
- Yadon ki shamma,,jb bujhti di~khai degi...teri har sans mere wajud ki gavahi degi...
- Tum apne andar ka shor km karo...meri hr aaht sunaai degi.
- ................................................................
- Gaalib ne is khyaal se tod di Tasbeeh.....k kya loon uska naam gin k jo behisaab deta aaya hai.
- ................................................................
- Fikr a rojgar ne fasle bdha di~ye,,vrna sab yar sath the... abhi kal hi ki to baat hai,,,,
- ................................................................
- KAREGA ZAMANA~ BHI KARDRA HUMHARI EK DIN
- BUS HUMHARI WAFFA KARNE KI LAT MIT JAAYE
- ................................................................
- ISS KADAR BHO~OKHA HOON SAHAB
- KI DHOKA BHI KHA LETA HOON
- ................................................................
- Aaj kyu lout gaya woh mera khali ghar dekar,
- Kuda sh~ayaad usse abhi yakeen hua
- ................................................................
- Agar dil na dukhe kisi ka tumhare peene se, to pina koi gunah nahi
- par agar dil dukhe k~isi ka tumhare peene se, to khuda bhi maf tumko kar sakta nahi
- ................................................................
- Dil rota Hein mera, akhbaro me crime Ki khabre dekh kar
- kya aisa bhi din ayega, ja~b akhbar ke panne khali honge,
- na balatkar, na murder, na dahej, na koi bhi buri khabar hogi
- aur India Ki khushali ke, akhbar ke har panno me gungan honge
- ................................................................
- sanghe mar mar ko aansuvo se tharashe tho taaz mahal banthi hai,
- toote huve mere dil ki tukdo ko j~odo tho us bereham ki bewafai ki daastan banthi hai.
- ................................................................
- e janeman apni taqdeer ko itna mat aazma
- ye mat bhool ki ho jaega 1 din tera bhi khatma
- aaj jis khuda se ha~i tu itna khafa
- kal tak dua me mangta tha tu usika aasra
- ................................................................
- Har ummid ko ,jagate rahein hum,
- Tum door the, paas ate rahein hum,
- Na jane, kise isaq ka f~asaana bana liya hum ne....
- Tum bekabaar , aur neendain uratein rahein hum,
- ................................................................
- Zindagi ko g~am-e-daastaan mat bana ae Gaalib....
- Murdaa toh woh hai jinki nabzz hai dhadkano se Rukhsat..,,,
- fayyaz ahmad
- ................................................................
- Manjil bhi uski thi raste bhi uske the
- 1 me akela tha kafeele bhi uske the
- shat shat chaln~e ki soch bhi uski thi
- fir rasta badalne ka fesla bhi uska tha
- aaj kiyo akela hu dil sawal kerta hai
- log to uske the kiya khuda bhi uska tha
- ................................................................
- Gairo ki mehfil me apno ke raaj kya dete,
- Dil ke tute hue ngmo ko saaj kya dete,
- Ek muddt se khde the ~jiske intjar me,
- Usne mudkr hi na dekha use "awaaz" kya dete
- ................................................................
- Na chahkr bhi yaad aayege hum,
- Tnhaiyo me hm~esa stayege hum,
- Bus ek bar schche dil se yaad krna,
- Andhero me bhi dikh jayege hu
- ................................................................
- Koyal ki kok dekhiye minkhar e zaghan par,
- Khinjeer ke laboun~ pe gulabon ki mahek hai,
- Kiu kar ho aashkaar zamaane mein wafa ki,
- Jab kanch ke tukdhoun mein bhi heere ki chamak hai,
- ...........................................
- ................................................................
- ujjale apni yaado k hamare saath rehne do.......
- na jaane kis gali m~e zindagi ki aakhri shaam ho jaaye....
- ................................................................
- ऐ चाँद तू किस मजहब का है !!
- ईद भी तेरी और करवाचौथ भी तेरा!!
- ................................................................
- Tumse hi hai ye zindagi abad
- Bin tumhare ye hai barbaad
- Tum sang~ ho to sang asmaan
- Na ho sath to suna maidaan
- Bahome bharlu tumhe aur besumaar karu pyaar
- Kya pata kab ho jaaye mout se izhaar
- ................................................................
- Parwah kar uski jo teri parwah kare
- Zindagi mein jo kabi na tanha kare
- Jaan ban ke utar jaa uski ruh mein
- Jo jaan se b jyada tujhse wafa kare
- ................................................................
- Mohabbat ke nashe humne saari umar unhe khuda maana ...
- Hosh toh tab aaya jab ~usne kaha ke Khuda Sab ka hota hai.....
- ................................................................
- ................................................................
- Hum dosti ka farz yohi nibhate rahen ge,
- waqt be waqt aap ko satate rahen ge,
- DUA karo umar yo~ lambi ho hamari,
- warna yaad ban kar aap ko zindagi bhar rulate rahen ge.$$$$
- ................................................................
- Bachpan Gujar Gaya Mera Mere Waqt Ke Sath,
- Jawani Me Tanhai Ne Chod Diya Hame Apno Ke Sath,
- Apne Kehne ~Wale To Duniya Me Bahot the Magar,
- Samajane Wala Koi Na Tha Sath.............
- ................................................................
- Tanhai Ka Ehsaash Mujhe Aaj Ho Raha Hai,
- Zindgi Sitam Kar Rahi Hai,
- Aur Mujhe ~Pyar Ho Raha Hai,
- Labo Pe Unka Naam Aur Dil Me Ekraar Ho Raha Hai
- Aap Kya Jaano Mere Dil Ka Haal
- Mujhe Pyar Ho Raha Hai..........Mujhe Pyar Ho Raha Hai
- maaz khan
- ................................................................
- Yadoon k na jaane kitne roop hote hai...
- jab aati hai Ya~ad tumheri to rat me bhi dhup hoti hai...
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें