सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं
sms shayari in hindi latest2017
- Jaagti Aankhon Se Bhi Dekho Duniya Ko,
- Khwabo Ka Kya Hai Woh Har Roz Aate Hain,
- Kagaz Ki Ka~sti Se Dariya Paar Kiya,
- Dekho Humko Kya Kya Kartab Aate Hain…..
- =======================================
- Are Oh Paagal Dil Itni Aasan Nahi Jeet,
- Jab Kaam K~i Line Mein Lag Gayi Hai Bheed,
- Tu Udaas Mat Ho Apne Jeevan Se,
- Jabki Paar Karne Hain Tujhe Bahut Saari Manzil,
- =======================================
- Akelaa Chalaa Tha Jo,
- Woh Paa Gayaa Manzil,
- Isliye Tu Th~oda Intezaar Kar,
- Kyunki Intezar Kar Rahi Hai Teri Manzil…
- =======================================
- Naye Safar Ka N~aya Intezaam Kah Denge,
- Hawa Ko Dhoop Chiragon Ko Shaam Kah Denge,
- Kisi Se Haath Bhi Chhup Kar Milaiye,
- Warna Molwi Sahab Ise Bhi Haram Keh Denge…
- =======================================
- Woh Bachpan Ki Baatein Woh Bachpan Ki Yaadein,
- Hun Ko Hardam Bahut Hi Yaad Aati Hain,
- Ab Toh Humko ~Bas Yeh Dekhna Hain Baaki,
- Ki Yeh Zindagi Humko Kahan Lekar Jati Hai…
- =======================================
- Aankho Ki Roshani Se Hai Har Pathar Aaina,
- Har Aaine Mein ~Khud Ki Gunahgar Dekhiye,
- Har Aadmi Mein Hote Hain Das Bees Aadmi,
- Jisko Bhi Dekhna Ho Kayi Baar Dekhna,
- =======================================
- Koi Kisi Se ~Khus Ho, Aur Woh Bhi Aksar Ho,
- Yeh Baat Toh Galat Hai,
- Rista Libash Bankar Maila Nahin Hua Ho,
- Yeh Baat Toh Galat Hai,
- Har Baat Uski Achhi, Lagti Hai Dil Ko Sachhi,
- Fir Bhi Thodi Hai Kachhi,
- Jo Uska Haadisa Hai, Mera Bhi Tajurba Ho,
- Yeh Baat Toh Galat Hai…
- =======================================
- Garaj Baras Fir Pyasi Dharti Ko Pani De Moula,
- Chidiyaon Ko Dana Bachhon Ko Gurdhani De Moula,
- Do Aur Do Ka Jod Hamesha Char Kahan Hota Hai,
- Soch Samajh Walon Ko Thodi Nadani De Moula,
- Fir Rohan Ka~r Jahar Ka Pyala Chamka Nayi Saliben,
- Jhuton Ko Duniya Mein Sach Ko Aabha De Moula,
- Fir Murat Se Bahar Aakar Charon Or Bikhar Ja,
- Fir Mandir Ko Koi Mira Deewani De Moula…
- =======================================
- Duniya Na Jee~t Paao To Haaro Na Khud Ko Tum,
- Thodi Bahut Toh Jahan Mein Narajagi Rahe,
- Gujro Jo Baag Se Toh Dua Mangate Chalo,
- Jismein Khile Hain Phool Wo Dali Hari Rahe,
- Har Vakt Har Mukam Pe Hansana Muhal Hai,
- Rone Ke Waste Bhi Koi Bekali Rahe…
- =======================================
- Hawa Khusboo Yaar Ki Laao,
- Dil Ko Hole Hole Sahlaao,
- Pahado Par Bhor Ki Lali,
- Jholiyan Kirano Se Bhar Laao,
- Basti Mein Dholak Dhapli,
- Sagun Wali Dhun Kuchh Gaao,
- Sham Pul Par ~Baith Kar Socho,
- Raat Hone Tak Utaar Aao,
- Abhi Sajdhaj Kar Chalegi Woh,
- Kahani Ko Fir Na Bhatkaao…
- =======================================
-
- Jaise Saare Raste Hi Band Ho,
- Kisko Aise Intezam Pasand Ho,
- Manjilen Toh Mili Na Ghar Bhi Loote,
- Kafan Si Kori Umar Sanchhand Ho,
- Bhukh Ke Maare Na Hildul Sake The,
- Sabko Jaise D~hyan Ka Aanad Ho,
- Nakli Foolon Se Bharee Bajar Mein Is,
- Asliyat Mein Kahan Se Makrand Ho,
- Aise Laachari Bhare Mahol Mein Bhi,
- Aur Thoda Inklab Buland Ho…
- =======================================
- Mout Ke Ba~ad Kon Si Cheej,
- Kitani Der Jinda Rah Sakti Hai :-
- Dil : 10 Minutes Tak,
- Dimak : 20 Minutes Tak,
- Aankhen : 240 Minutes Tak,
- Tavcha : 120 Hours Tak,
- Haddiyan : 30 Din Tak…
- =======================================
- Main Hu Fauji Tu Manmoji,
- Main Hu Fauji Are Tu Manmoji,
- Khub Mile Diwane Do,
- Ji Khub Mile Diwane Do,
- Is Mitti Ke S~aath Jude Hain,
- Farj Mohabbat Roji Roti,
- Dil Ke Andar Ishq Ka Jajba,
- Kya Jalwa Kya Parda Jalwa Tera Jalwa…
- =======================================
- Takdeer Aur Tadbeer,
- Mein Fark Sirf Itna Hai,
- Takdeer Likhi Hai,
- Tadbeer Se Use Paana Hai
- =======================================
- Din Beeta ~Andhera Hua,
- Ghadi Ki Suiya Sarkane Lagi,
- Naya Saal Aate Hi,
- Aapke Ghar Khusiya Barsane Lagi,
- Naye Varsh Ke Subh Avsar Par,
- Dil Se Dua Hajar Mile,
- Tum Mujhe Milo Miliniyam,
- Mujhko Tumhara Pyar Mile…
- =======================================
- Tu Itni Has~een Hai Aur,
- Khuli Sanvari Hai Is Tarah,
- Hichkole Khake Mat Chal,
- Budhe Bhi Machal Udhte Hain,
- Badnaam Husn Nahin,
- Husn Wali Hoti Hai,
- Pahle Chalti Hai Chaal Galat,
- Maat Khaaane Par Roti Hai…
- =======================================
- College Me~in Jaate Hain Hum,
- Taalim Paane Ke Liye,
- Park Aur Canteen Jaate Hain,
- Bojhil Dilon Ko Bahlane Ke Liye,
- College Honge Sab Band,
- Hostle Honge Sab Khali,
- Tu Park Mein Jana,
- Pata Rakha Hai Maine Maali…
- =======================================
- Humse Galti Huyi Maafi Ki Bhool Kar Baithe,
- Hum Paim~ane Se Saaki Ki Baat Kar Baithe,
- Na Insane Banke Jiye Na Haivan Ban Sake,
- Na Apne Bane Nag Air Ke Ho Sake,
- =======================================
- Koi Kabhi ~Khat Likhe,
- Yadi Naa Likhe To Woh Khatawar Hai,
- Bhrosa Kare Jo Judai Ke Jahar Par,
- Toh Woh Bharose Daar Hai,
- Kabhi Mile Ya Na Mile,
- Kuchh Likhe Ya Na Likhe Bharosa Rakhna,
- Agar Aap Sada Dil Se Likhta Hain,
- Toh Aap Dildaar Hain…
- =======================================
- Samne Ho Manjil To Raaste Na Modna,
- Jo Bhi Dil ~Mein Ho Woh Sapna Na Todna,
- Kadam Kadam Pe Milegi Muskil Aapko,
- Sitaare Chhune Ke Liye Kabhi Zameen Mat Chodna…
- =======================================
- Piya Prem Vart Ha Raakho,
- Utsav Paavan Aayo Re,
- Charan Piy~a Sansaar Hammaro,
- Piya Mahro Pyaro Re,
- Shorya, Yash, Dirghayu,
- Hai Yehi Prarthna,
- Karva Chhoth Aayo Re,
- Karva Chhoth Ki Subh Kamnaayen…
- =======================================
- Dil Ke Tootne Par Bhi Hansana,
- Shayad Zinda Dili Isi Ko Kahte Hain,
- Thokar Lagne Par Bhi Manzil Tak Bhatkana,
- Shayad Talaash Isi Ko Kahte Hain,
- Kisi Ko Chahkar Bhi Na Paana,
- Shayad Pyar Isi Ko Kahte Hain,
- Tute Khandhar Mein Bina Tel Ke Diya Jalana,
- Shayad Umeed Isi Ko Kahte Hain,
- Gir Jaane Par ~Bhi Fir Se Khada Hona,
- Shayad Himmat Isi Ko Kahte Hain,
- Aur Yeh Umeed, Himmat, Cahat, Talash,
- Shayad Zindagi Issi Ko Kahte Hain…
- =======================================
- Mastak Jhukakar Dekhiye,
- Abhimaan Mar Jaayega,
- Aankhe Jhukakar Dekhiye,
- Pathar Dil Pighal Jaayega,
- Daanto Ko Aaram Dekar Dekhiye,
- Swasthaya ~Jaayega,
- Haaton Ko Kaam Dekar Dekhiye,
- Charo Or Ujiyara Pasar Jaayega,
- Juba Par Lagaam Lagakar Dekhiye,
- Kalesh Ka Karwa Gujar Jaayega,
- Khawaiso Ko ~Ghatakar Dekhiye,
- Khusiyo Ka Sansaar Najar Aayega…
- =======================================
- Beta Vaarish Hai, Beti Paaras Hai,
- Beta Vans Hai, ~Beti Ansh Ahai,
- Beta Aan Hai, Beti Shaan Hai,
- Beta Tan Hai, Beti Man Hai,
- Beta Maan Hai, Beti Gumaan Hai,
- Beta Sanskaar Hai, Beti Sanskriti Hai,
- Beta Raag Hai, Beti Baag Hai,
- Beta Dawa Hai, Beti Dua Hai,
- Beta Bhagay Hai, Beti Vidhata Hai,
- Beta Sabd Hai, Beti Arth Hai…
- =======================================
- Niyat Teri Achhi Hai,
- To Naseeb Teri Dasi Hai,
- Karam Tere Ache Hain To,
- Ghar Mein Mathura Kasi Hai…
- =======================================
- Yeh Bhi Ek Dua Hai,
- Khuda Se,
- Kisi Ka Dil Na Dukhe,
- Meri Vajah Se,
- Eh Khuda Kar De Kuchh Aisi,
- Inayat Mujh Par,
- Ke Khusiya Hi Mile Sab Ko,
- Meri Vajah Se…
- =======================================
- May This Navratri Fill Your Life,
- With Colours Of,
- Happiness And Prosperity,
- Wishing You And Your Family,
- =======================================
- Bachpan Ke Du~kh Bhi Kitne Ache The,
- Tab Toh Sirf Khilone Tuta Karte The,
- Woh Khusiya Bhi Na Jaane Kaisi Khusiya Thi,
- Titli Ko Pakad Ke Uchhla Karte The,
- Paav Paani Mein~ Apna Aap Bhigoya Karte The,
- Ab Toh Ek Aansu Bhi Rusva Kar Jata Hai,
- Bachpan Mein Toh Dil Khol Ke Roya Karte The…
- =======================================
- The Most Difficult Phases,
- In Life,
- Is Not,
- When No One Understands You,
- It Is When,
- You Don’t Understand Yourself…
- =======================================
- USKI ZINDAGI MEIN
- Insaan Do Wajah Se Badal Jata Hai,
- Koi Bahut Khass,
- Uski Zindagi Mein Aa Jaaye,
- Ya,
- Koi Bahut Khass,
- Uss Ki Zindagi Se Chala Jaye…
- =======================================
- Holi Hai Gulal Ki Khela Kijiye,
- Rang Bhare Hai Pyar Se Aur Khela Kijiye,
- Saal Ka Tyohar Hai Rang Dala Kijiye,
- Dost Yaar Milke Khub Mauj Kijiye,
- Holi Hai Gulal Ki Khela Kijiye,
- Holi Hai Gulal Ki Khela Kijiye…
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें