सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं
- Shaam Se Aaj Saans Bhaari Hai, Bekaraari Bekaraari Hai!
- Aapke Baad Har Gha~di Humnein, Aap Ke Saath Hi Guzaari Hai!
- =========================================
- Dua Maangi Thi Ik Aashiyaane Ki;
- Aandhiyaan Chal Padi Zamaane Ki;
- Mere Gham Ko K~oi Samajh Na Saka;
- Kyonki Mujhe Aadat Thi Muskuraane Ki!
- =========================================
- Mujhe udaas dekhkar usne kaha,
- Mere hote hue tumhe koi dukh nhi de skta;
- `Phir aisa hi h~ua` zindgi mein;
- Jitne dukh mile sab usi ne diye.
- =========================================
- Darya wafaon ka kabhi rukta nahi;
- Mohabat ~mein insan kabhi jhukta nahi;
- Khamosh hain hum ~unki khushi ke liye;
- aur Wo smajh baithe hain ki dil humara dukhta nahi...
- =========================================
- Dil ke dard ko dil todne waala kya jaane,
- pyaar ke rivajo ko ye jmaana kya jaane,
- hoti hai kitni takleef ka~bar mein,
- upper se phool chadane waala kya jaane
- =========================================
- Ab umar ho gayi hai dil k~i kitaab mein, kuch khusk paton ke siva kuch nahin raha,
- Jajbaat tamaam kho gaye lamhon ki dhool mein, ab dil mein dharkanon ke siva kuch nahi raha
- =========================================
- Waade bhi~ dost ne kya khub nibhaye,
- Zakham muft mein aur dard tohfe me bhijwaye,
- Is se badhkar wafa ki misaal kya hogi,
- Maut se pehle hi dost kafan le aye
- =========================================
-
- Har phool ki ajab kahani hai,
- chup rehna bhi p~yar ki nishani hai,
- kahin koi zakhm nai phir bhi kyun dard ka ehsas hai,
- lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai.
- =========================================
- Kaghaz kaghaz haraf sajjaya karta hai,
- Tanhai main sheher basaaya karta hai,
- Kaisa paagal shaks ha~i saari saari raat,
- Deewaroon ko dard sunaya karta hai,
- Ro daita hai aap hi apni baatoon par,
- Aur phir khud ko aap hansaaya karta hai.
- =========================================
- Dhoka diya tha jab tum ne mujhe,
- Dil se main na~raaz tha,
- Phir socha ki dil se tumhe nikal dun,
- Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.....
- =========================================
- Kismat par aitbar kisko hai,
- Mil jaye khushi inkaar kisko hai,
- Kuch ma~jburian hain mere dost,
- Warna judai se pyaar kisko hai.
- =========================================
- Is Behte Dard Ko Mat Roko;
- Yeh To Sazza Hai Kisi Ke Intezaar Ki;
- Log Inhe Aansu ~Kahen Ya Deewangi;
- Par Yeh To Nishani Hain Kissi Ke Pyaar Ki!
- =========================================
- Hai Koi Janaaza P~adne Wala;
- Main Apne Dil Ko Maar Betha Hun!
- =========================================
- Uttar Chukki Hai M~eri Rooh Mein Kisi Ki Nigah;
- Tarap Rahi Hai Meri Zindagi Kisi Ke Liye!
- =========================================
- Meri Tanhayi Ko Mera Shaunq Na Samjhna;
- Bohat Pyaar Se Diy~a Hai Yeh Tohfa Kisi Ne!
- =========================================
- Kuchh Zakhm Sadiyou~n Baad Bhi Taaza Rehte Hein, Faraz;
- Waqt Ke Paas Bhi Har Marz Ki Dawa Nahi Hoti!
- =========================================
- Shayed Khushi Ka Daur Bhi Aa Jaye Ek Din 'Faraz';
- Gham Bhi Toh Mil Geya Tha Tamanna Kiye Baghair!
- =========================================
- Ajab Hunnar Hai Mere ~Hath Mein, Yeh Shair Likhne Ka;
- Mein Apni Barbadian Likhta Hun, Log Wah Wah Karte Hain!
- =========================================
- Meri Chahat Ko Mere Halaa~t Ke Tarazu Mein Kabhi Mat Tolna, 'Faraz';
- Maine Woh Zakham Bhi Khaye Hain, Jo Meri Qismat Main Nahi The!
- =========================================
- Talaash Kar Meri Kami Ko Apne Dil Mein;
- Agar Dard Mile To Samajh Lena, Mohabbat Abhi Baki Hai!
- =========================================
- Jagmagaate She~har Ki Raanayion Mein Kya Naa Tha;
- Dhundne Nikla Tha Jisko, Bas Vahi Chehra Na Tha!
- Hum Vahi, Tum Bhi, Vahi, Mausam Vahi, Manzar Vahi;
- Faansle Badh Jaayenge Itne, Kabhi Socha Na Tha!
- =========================================
- Raat Ki Dhadkan ~Jab Tak Jaari Rehti Hai;
- Sotey Nahi Hum, Zimmedari Rehti Hai;
- Jabse Tuney Halki Halki Baatein Ki;
- Yaar Tabiyat Bhaari Bhaari Rehti Hai!
- =========================================
- Dard Hi Sahi Mere Ishq Ka Inaam To Aaya;
- Khali Hi Sahi Hathon Mein Jaam To Aaya;
- Main Hoon Bewaafa~ Sabko Bataya Usne;
- Yun Hi Sahi Uske Labon Pe Mera Naam To Aaya!
- =========================================
- Koi Naraz Hai Humse Ke Hum Kuch Likhte Nahi;
- Kahan Se Layein Lafz Jab Wo Milte Nahi;
- Dard Ki Zuban Hoti ~To Bata Dete;
- Woh Zakhm Kaise Bataye Jo Dikhte Nahi!
- =========================================
- Raha Yun Hi Namukkamal, Gham-e-Ishq Ka Fasaana;
- Kabhi Mujhko Neend ~Aayi, Kabhi So Gaya Zamaana!
- =========================================
- Aap To Chand Ho, Jisse Sab Yaad Karte Hain;
- Hamaari Kismat To Sitaron Jaisi Hai;
- Yaad Karna To Durr, Lo~g Apni Khwahish Ke Liye Bhi;
- Hamaare Tootne Ka Intezar Karte Hain!
- =========================================
- Meri Majburiyon Ko Meri Badkismati Mat Samajhna;
- Qyunki Hum Unn Rahon P~ar Se Bhi Guzre Hein;
- Jahan Kismat To Durr, Saaya Bhi Sath Nahi Deta!
- =========================================
- Nelaam Kuchh Iss Tarha Se ~Huay Bazar-e-Mohabbat Mein;
- Boli Lagane Wala Bhi Woh Tha, Jiss Ne Kabhi Jholi Faila Kar Manga Tha Mujhe!
- =========================================
- Aaj Unhone Ek Aur Da~rd Diya To Yaad Aaya;
- Hamne Hi To Maange The Unke Sare Dard Apni Duaao Mein!
- =========================================
- Toote Hain Sheesha D~il Haaye Dil Itne Ke Ehl-e-Dard;
- Rakhte Hain Paaon Khaak Par Sau Baar Dekh Kar!
- =========================================
- Hum To Hass Lete Hain Dukh Mein Bhi, Teri Rehmat Se;
- Varna Lo~g To Sukh Mein Bhi Pareshaan Rehtey Hain!
- =========================================
- Aaj Uss Nay Ek Dard Diya To Muje Yaad Aaya;
- Humm Nay Hi Duaon Main Uss Ke Saare Dard Mange Thay!
- =========================================
- Sozish-e-batin Ke Hai~n Ahbaab Munkir, Warna Yaan;
- Dil Maheet-e-girya Aur Lab Aashnaa-e-khanda Hai!
- =========================================
- Sozish-e-Batin = Inner aches
- Maheet-e-Girya = Tear~ful waste
- Aashnaa-e-Khanda = All smiles
- =========================================
- Ya Toh Deewaan~a Hanse, Ya Tu Jise Taufeeq De;
- Warna Iss Duniya Mein Kya Hai Muskaraane Ke Liye?
- =========================================
- Shahr Ki Raat Aur Main Naashaad-o-Nakaara Phiroon;
- Jagmagati Jaagti Sarko~n Pe Aawara Phiroon;
- Ghair Ki Bast Hai, Kab Tak Dar Badar Maara Phiroon;
- Ai Ghum-e-Dil Kya Karoon, Ai Wahshat-e-Dil Kya Karoon?
- =========================================
- Jagmagaate Shehar Ki Raanaaiyon Mein Kya Na Tha;
- Dhoondne Niklaa Tha Jisk~o, Bas Vahi Chehra Na Tha;
- Hum Vahi, Tum Bhi Vahi, Mausam Vahi, Manzar Vahi;
- Faasle Badh Jaayenge Itne Kabhi Socha Na Tha!
- =========================================
- Raha Youn Hi Namukkam~al, Gham-e-Ishq Ka Fasaana;
- Kabhi Mujhko Neend Aayi, Kabhi So Gaya Zamaana!
- =========================================
- Na Main Pass Unko Bulaa Saka;
- Na Main Dil Ki Baat~ Suna Saka;
- Woh Hansi Hansi Main Hi Chal Deeya;
- Ke Main Haath Tak Na Hila Saka!
- =========================================
- Dard Mein Bhi Yeh~ Lab Muskura Jate Hain;
- Beetey Lamhe Hamein Jab Bhi Yaad Atey Hain!
- =========================================
- Uski Justaju, Usk~a Intezaar Aur Yeh Akelapan;
- Thak Kar Muskura Dete Hein, Jab Roya Nahi Jaata!
- =========================================
- Humne Socha, Unke Pyar Mein Tadapna Chhod Denge;
- Unke Liye~ Tarasna Chhod Denge;
- Dil Ko Bola, Tu Bhul Ja Use;
- Dil Bola, Hum Dhadakna Chhod Denge
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें