Ajnabi shayari hindi new 2017

Ehsaas Aur Bhi Barta Hai Mohabbat Ka Jab Tum Ajna~bi Ban Kar Paas Se Guzarti Ho…!!!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Teri Baatoon Ko Tu Seene Sy Laga Rakha Hay, Hoti Teri Tasvir Agr To Use Ankho Mein Basa Leta..!!!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Main Tu Khud Apne Liye Bhi Ajnabi Syi Ban Gyi H~un, To Bata Mujhsey Juda Hoo Kr Tujhe Kaisa Laga
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Qissa E Gham E Hayat Na Pouch Aye Ajnabi, Jin Halat Mein Je Rahey Hein Kamal Kr Rahey Hein...
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Ajnabi Si Rahon Mein Ajnabi Musafir Ek Mujh Sy Poch Beitha Hai Rasta Bata 2 Ge Ajnabi Si Rahoon Ke Ajnabi Musafir Sun Rasta Koi Bhi Ho Wasta Koi Bhi Ho Manzilein Nhi Miltin Manzilein Toh Dhoka Hain Manzilain Jo Mil Jain Jostuju Nhi Rehti Zindgi Ko Jeene Ki Arzoo Nhi Rehti
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jaisy woh ajnabi larki Mujh sey pyar karti hai Mujhey~ chahti hai Akser yunhi chup chup ker Dekhti hai, janey kiya sooch ker Nazrein chura jati hai Kuch ghabra si jati hai Apney aanchal ko hawaoon k zoor per lehrati hai Mehsoos mujhey yeh hota hai k Shayad mujhey woh bohat chahti hai Mujhey aisa ehsas dilati hai jesay Woh ...

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ehsaas Aur Bhi Barta Hai Mohabbat Ka Jab Tum Ajnabi Ban Kar Paas Se Guzarti Ho…!!!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Teri Baatoon Ko Tu Seene Sy Laga Rakha Hay, Hoti Teri Tasvir Agr To Use Ankho Mein Basa Leta..!!!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Qissa E Gham E Hayat Na Pouch Aye Ajnabi, Jin Halat Mein Je Rahey Hein Kamal Kr Rahey Hein...
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Ajnabi Si Rahon Mein Ajnabi Musafir Ek Mujh Sy Poch Beitha Hai Rasta Bata 2 Ge Ajnabi Si Rahoon Ke Ajnabi Musafir Sun Rasta Koi Bhi Ho W~asta Koi Bhi Ho Manzilein Nhi Miltin Manzilein Toh Dhoka Hain Manzilain Jo Mil Jain Jostuju Nhi Rehti Zindgi Ko Jeene Ki Arzoo Nhi Rehti
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ajnabi Shehar Ke Ajnabi Raaste Meri Tanhaye Pr Muskrate Rahe Mein Bahot Door Tak Uoon Hi Chalta Raha Tum Bahot Deer Tak Yaad Aate Rahe
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Wo Ajnabi Tha Tu Mujhse Dil Lagaya Kyun Is Gair Ko Apna Banaya Kyun Wo Mera Hota Tu Mujhe Choor Ke Kyun Jata Wo Mera Nhi Tha Tu Meri Zindagi Mein Aya Kyun
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Ajnabi Duniya Mein Akela Khwab Hoon Mein Sawaloon Se Ghira Aik Jawab Hoon Mein Jo Na Samajh Sake Unke Liye Kyun? Jo Samajhe Unke Liye Ek Kitaab Hoon Mein
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Us Ajnabi Ka Yun Na Intezar Karo Iss Aashiq Dil Ka Na Aitbar Karo Roj Nikla Kare Kisi Ki Yaad Mein Ansu Itna Kabhi Kisi Se Na Pyaar Karo
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Tumhe Ab Bhul Hi Jae Tu Acha Hai Ye Fasle Or Bhi Badh Jae Tu Acha Hai Tumari Chahtein Hum Ko Nhi Hasil Tu Ab Gair Hi Ban Jaye Tu Acha Hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Hum Aa Ke Tere Shaher Se Wapas Na Jaye Yeh Faisla Kiya Hai Tughe Dekhne Ke Baad Kehte Hai Tum Ko Log Maseha Mgr Yahan Ek Shaks Mar Gaya Hai Tumhein Dekhne Ke Baad
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Ek Ajnabi Se Mujhe Itna Pyar Kyun Hai Inkar Karn~e Pr Chahat Ka Ikrar Kyun Hai, Use Pana Nhi Meri Taqdeer Mein Shahid, Phir Har Mod Pe Usi Ka Intezar Kyun Hai.!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Usay Yaqeen Ho Jaye Kuch Is Ada Se Sunana Hall-~E-Dil Humara Ajnabi … Woh Khud Hi Keh De Kisi Ko Tarpana Buri Baat Hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Yun Nazar Ki Baat Aur Dil Chura Gay Andheroon Ke Saye Mein Dhadkan Suna Gaye, Hum Tu Samjhe The “Ajnabi” Aapko, Ap Tu Humein Apna Bana Gaye
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Kabhi Jo Hum Pe Jaan Diya Karti Thi Jo Kehte Thy Wo Maan Liya Karti Thi Kal Anjaan Ban Kr Pass Se Guzar Gyi Woh Jo Door Se Pehchan Liya Karte Thi…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Dil Ke Ghar Mein Basne Wale Ajnabi Nahi Hote Har Waqt Yaad Any Waly Ajnabi Nahi Hoty Khushi Dene Waly To Apne Hoty Hen Par!Gham Deny Waly Bhi Ajnabi Nahi Hoty..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Wo Ajnabi Sahi Koi, Rishta Zaroor Hai Mene Kisi Jaghan Use Deikha Zaroor Hai Ye Aur Baat Hai Wo Milta Nhi Humein Lakin Humare Pas Wo Rehta Zaroor Hai Hum Hi Samajh Na Paye Tu, Us Ka Qasoor Kiya Kuch Khamoshi Ke Lub Se Wo Kehta Zaroor Hai Sansoon Ke Aane Jane Sy Milta Hai Ye Ehsas Es Dil Mein Koi Aj Bhi Rehta Zaroor Hai..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Phir koi aaya dil-e-zar nahi koi nahi raharau hoga kaheen aur chala jayega dhal chuki raat bikharne laga taron ka gubar ladakhadane lage aewanon mein khwabida chirag so gai rasta tak tak ke har ek rahaguzar ajanabi khak ne dhundala diye qadmon ke surag gul karo shamen bada do mai-o-mina-o-ayag apne bekhwab kiwadon ko muqaffal kar lo ab ~yahan koi ...
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Tabahi ka apni nishan chod aaye varaq dar varaq dastan chod aaye har ek ajanabi se pata puchate hain tujhe zindagi hum kahan chod aaye wohi log jine ka fan janate hain jo ehasas-e-sud-o-ziyan chod aaye nikal aaye tanaha teri rahaguzar par bhatakane ko~ hum karavan chod aaye   Poet of the Poem /  Ghazal or Nazam: Kaif Azeemabadi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

os pade bahar par aag lage kanar mein tum jo nahi kanar~ mein lutf hi kya bahar mein us pe kare khuda raham gardish-e-rozagar mein apni talash chodakar jo hai talash-e-yar mein hum kaheen janevale hain daman-e-ishq chodakar zist tere huzur men, maut tere dayar mein Poet of the poem  / Ghazal or Nazam :Jigar Moradabadi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Badala na apne aap ko jo the vahi rahe milate rahe sabhi se magar ajanabi rahe duniya na jit pao to haro na khud ko tum thodi bahut to zahan mai naraza~gi rahe apani tarah sabhi ko kisi ke talash thi hum jisake bhi qarib rahe dur hi rahe guzaro jo bag se to dua mangate chalo jisamen khile hain ...
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Wo Ajnabi Tha To Mujse Dil Lagaya Kyun? Is Gair Ko Apna Banaya Kyun ? Wo Mera Hota To Mujhe Chhod K Kyun Jata? Wo Mera Nahi Tha To Meri Zindagi Me Aya Kyun?
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Sun Lii Jo Khudaa Ne Vo Duaa Tum To NahiiN Ho? Daravaaze Pe Dastak Kii Sadaa Tum To NahiiN Ho? Simatii HuIi SharmaaIi HuIi Raat Kii Raanii? SoIi HuIi KaliyoN Kii Hayaa Tum To NahiiN Ho? Mahasuus Kiyaa Tum Ko To Giilii HuIi PalkeN? Bhiige Huye Mausam Kii Adaa Tum To NahiiN Ho? In Ajanabii RaahoN MeN NahiiN KoIi Bhii ...
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jis Shakhs Ki Khatir Ujarha Khud Ko Kal Shab Ja Raha Tha Ik Ajnabi K Sath
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Bheer Main Ik Ajnabi Ka Saamna Acha Laga Sub Se Chup Kar Wo Kisi Ka Dekhna Acha Laga Surmayi Ankhon K Neechay Phool Se Khilnay L~agay Kehtay Kehtay Kuch Kisi Ka Sochna Acha Laga Baat Tau Kuch B Nahi Thi Laikin Is Ka Aik Dum Haat Ko Honton Pe Rakh K Rokna Acha Laga Dil Main Kitnay Ahad Bandhay Thay ...
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Ek Ajnabi Se Hamein MOHABBAT Hogayi Hai Ye Zindagi Hamari Mukammal Hogayi Hai Sochte Hain Wo Chehra Kaisa Hoga Jis Se Hamein CHAH~AT Hogayi Hai Jab Leti Hoon Naam,Ye Saansein Mehek Uthti Hain Ab Ye Saansein Bhi Meri Us Ki Hogayi Hain
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Bheed Mein Ek Ajnabi Ka Saamna Achcha Laga, Sabse Chhup Kar Woh Kisi Ka Dekhna Achcha Laga, Surmayi Aankhon Ke Neeche Phool Se Khilne Lage, Kehte Kehte Kuch Kisi Ka Sochna Achcha Laga, Baat To Kuch Bhi Nahi Thi Lekin Uska Ek Dum, Haath Ko Honthon Pe Rakh Kar Rokna Achcha Laga,
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Ajnabi Duniya Me Akela Khwab Hu Mei! Sawalo Se Ghira Ek Jawab Hu Mei! Jo Na Samajh Sake Unke Lie Koun? Jo Samajhe Unke Lie Ek Kitaab Hu Mei Share By : Vinay Kumar Jaiswal
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Ajnabee Mehfil Main Kisi Se Dil Na Lagana. Suna Hai Bin Bulaye Anay Waly Bin Bataye Chaly Bhi Jate Hain.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Usay Yaqeen Ho Jaye Kuch Iss Ada Se Sunana Hall-E-Dil Hmara Ajnabi … Woh Khud Hi Keh De Kisi Ko Tarpana Buri Baat Hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Hum Aa Ke Tere Shaher Se Wapas Na Jaye Yeh Faisla Kiya Hai Tughe Dekhne Ke Baad Kahte Hai Tum Ko Log Maseeha Magar Yaha Ak Shak~s Mar Gaya Hai Tumhe Dekhne Ke Baad
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ek Ajnabi Se Mujhe Itna Pyaar Kyon Hai, Inkar Karne Par Chahat Ka Ikraar Kyon Hai, Use Pana Nahi Meri Taqdeer Mein Shayad, Phir Har Mod~ Pe Usi Ka Intezaar Kyon Hai.!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Zindagi Mein Har Chiz Pahli Baar Hoti Hai Kahin Kisi Se Pyaar To Kahin Takrara Hoti Hai Jo Kya Hua Ke Hum Ajnabi Hai Aapke Liye Magar D~osti Ajnabiyon Se Hi Pahli Baar Hoti Hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Yun Nazar Ki Baat Aur Dil Chura Gaye,~ Andhero Ke Saaye Mein Dhadkan Suna Gaye, Hum To Samjhe The “Ajnabi” Aapko, Aap To Hume Apna Bana Gaye
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Dilme Me Aansuon K Siwa Koi Cheez Nahi Tikti Kab Milegi Uski Yaadon Se Mujhe Mukhti Zindegi Toh Mela Hai Ajnabiyon Ka Kisi Ajnabi K Chale Jane Se Zindegi Toh Nahi Rukhti
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Us Ajnabi Ka Yun Na Intzaar Karo Is Aashiq Dil Ka Na Aitbaar Karo Roj Nikla Kare Kisi Ki Yaad Me Ansu Itna Kabhi Kisi Se Na Pyaar Karo
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Ek Ajnabi Hay Magar,Rooh-Shanas Lagta Hy Meri Tarha Mujhy,Wo Bhi Udaas Lagta Hy Karon Talash Tou Ho Shak Wajood Pe Us K Jo Aankhain Band Karon,Aas Paas Lagta Hay
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Kabhi Wo Hum Pe Jaan Dia Karti Thi Jo Keh~tay They Wo Maan Lia Karti Thi Kal Anjaan Ban Kar Paas Se Guzar Gai Woh Jo Door Se Pehchaan Lia Karte Thi…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Hawa-e-Dasht Mughay Aab Tu Aajnabi Na Samagh Kay Aab Tu Bhool Gay Rastay Bhe Ghar Kay Mujhay
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Dil K Ghar M Basne Waly Ajnabi Nhi Hoty Hr Wakt Ya~d Any Waly Ajnabi Nhi Hoty Khushi Dene Waly To Apne Hoty Hen Par!Gham Deny Waly B Ajnabi Nhi Hoty..!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Woh Kaath Ke Purze Ura Raha Tha Hawaoon Ka Rukh Dikha Raha Tha Kuch Aur Bhi Ho Gaya Numaayan Main Apna Likha Mita Raha Tha Wo Ek ~Din Ek Ajnabi Ko Meri Kahani Suna Raha Tha
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Ajnabi Shehar Ke Ajnabi Raaste Meri Tanhaye Par Muskurate Rahe Main Bohat Door Tak Uoon Hi Chalta Raha Tum Bohat Deer Tak Yaad Aate Rahe
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Tumhe Ab Bhul Hi Jae To Acha Hai Ye Fasle Aur Bhi Badh Jae To Acha Hai Tumari Chahtein Hum Ko Nahi Hasil To Ab Gair Hi Ban Jaye T~o Acha Hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


Yun Nazar Ki Baat Aur~ Dil Chura Gaye Andhero Ke Saaye Mein Dhadkan Suna Gaye Hum To Samjhe The “Ajnabi” Aapko Aap To Hume Apna Bana Gaye




Ajnabi shayari,Ajnabi Shayari Sms,New Ek Ajnabi Shayari,whatsapp facebook ajnabee shayari,ajnabi sms,ajnabi shayri in hindi,sayari ajnabi,ajnabi messages,ajnabi hindi poems,ghazals ajnabi 2017.

टिप्पणियाँ