Shayaris With Gazal Shayari New 2017

Meri Na@zanin tum muje bhul jana,
Mujhe tum se milne na dega jamanaa
Kabhi hum mile the kisi ek shahar me,
Kabhi hum mile@ the gulon ki Dagar me
Samajanaa ki thaa khvaab koi suhaana
Meri Nazanin tum muje bhul jana,
judai ke sadmon ko hans hans ke sahana,
mere geet sunanaa to khamosh rehna
kabhi inko@ sun ke na aansu bahana
Meri Nazanin tum muje bhul jana,
sunaa hia kisi ki dulhan tum banogi,
kisi gair ki anjuman tum banogi
kabhi raaz-e-ulfat@ labon par na lanaa
Meri Nazanin tum muje bhul jana  ! ! !

aaj bichhade hain, kal kaa dar bhi nahin
jindagee itanee mukhtasar bhee naheen
jakhm dikhate nahe@en abhi lekin
thhnde honge to dard nikalegaa
aish utaregaa wakt kaa jab bhee
cheharaa andar se jard nikalegaa
kahanewaalon kaa kuchh nahi jata
sahne wale kamaal karate hain
kaun dhundhe jawaab dardon ke
log to bas sawaal karate hain
kal jo a@yega jaane kya hoga
beet jaae jo kal nahin aate
wakt ki shaakh todne walon
tuti shaakhon pe fal nahin aate
kachchi mitti hain, dil bhi insaan bhi
dekhane hi me sakht lagata hain
aansoo ponchhe to aansuon ke nishan
khushk hone me waqt lagta hai ! ! !

APNE MERI HONE KI NISHANI MANGE HAI SHAYARI IN HINDI

apne meri hone ki nishani mange
aaina mujse meri paheli surat mange
mera fan phir muje bazaar mein le aaya hai
yeh vo jagah ke jahan mero vafa bikate hain
baap bikate hain aur lakhte jigar bikate hain
kookh bikati hain di@l bikate hain sar bikate hain
is badalti hui duniya ka khuda koi nahin
saste daamo pe yahan roz khuda bikate hain
har kharidaar ko bazaar mein bikataa paya
hum kya paayenge kisi ne yahaan kya paayaa
mere aheshas mere phool kahin aur chale
bol pujaa meri bachi kahin  ! ! !

@Suna Hai Aaj Kal Wo Pareshan Rehta Hai,
Usse Kehna Be-Fikar Main Bhi Nahi Hu.
Suna Hai Wo Raaton Ko Jaga Karta Hai
Usse Kehna Soti Main Bhi Nahi Hu.
Suna Hai Wo Chhup Chhup Ke Rota Hai
Usse Kehna Hansti Main Bhi Nahi Hoon.
Suna Hai Wo Mujhe Yaad Bahut Karta Hai,
Usse Kehna Bhooli Main Bhi Nahi Hoon.
Suna Hai Usne Wafa Ka Daawa Kiya Hain,
Usse Kehna Bewafa Main Bhi Nhi Hoon  

टिप्पणियाँ