सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं
judai shayari judai latest hindi2017
- Kitna Chaahata Hun Tujhe Yeh Mujhko Pata Nahi,
- Magar Tumhare Siwa Koi Aur Dil ~Mein Basa Nahi,
- Zamana Dusman Ho Gaya Chaahat Ka Hamari,
- Juda Ho Gaye Phir Se Ham Yeh Meri Khata Nahi….
- ...........................................................................................
- Tere Hote Huye Bhi Tanhai Mili Hai,
- Wafa Karke Bhi De~kho Buraai Mili Hai,
- Jitni Dua Ki Tumhe Pane Ki,
- Us se Jayada Teri Judai Mili Hai…
- ...........................................................................................
- Subah Juda Hai Raat Juda Hai,
- Apni To Her Baat Juda Hai,
- Tumse Bic~har Ker Aisa Laga,
- Jaise Dua Main Haath Juda Hai,
- Sab To Aate Rahte Hai,
- Tum Aao To Baat Juda Hai…
- ...........................................................................................
- Koi Pakar To Koi Khokar Juda Hota Hai,
- Koi Hanskar To Koi Rokar Juda Hota Hai,
- Magar Juda Hone Ka Dard Tab Hota Hai,
- Jab Koi Kisi Ka Hokar Juda Hota Hai…
- ...........................................................................................
- Chhodkar Chala Jaaun Ab ~Teri Yeh Duniya,
- Mere Data Mujhko Itni Si Izazat De De,
- Maine Payi Hai Nafrat S~ada Teri Di Zindagi Se,
- Maut Toh Laga Le Gale Itni Mohabbat De De….
- ...........................................................................................
- Dard E Judai Sa~hne Ki Aadat Si Ho Gayi,
- Gham Na Kisi Se Kahne Ki Aadat Si Ho Gayi,
- Hokar Juda Bhi Yaar Ne Le Liya Jeene Ka Wada,
- Rote Huye Bhi Jinda Rahne Ki Aadat Si Ho Gayi…
- ...........................................................................................
- Ishq Chhupta Hai Chhupane Se Kahan,
- Yeh Khud Be Khud Samne Aata Hai,
- Nahi Bachta Is Se Koi Bhi Kabhi,
- Yeh Sab Ko Hi Bada Tadpata Hai…
- ...........................................................................................
- Tere Jaane Ke Baad Sanam Mere,
- Sochta Hun Ke Kaise Jiyunga Main,
- Tujhse Kiya Hai Isi Liye Wa~da,
- Yeh Judai Ka Zahar Bhi Piyunga Main….
- ...........................................................................................
- Insan Kahan Marta H~ai Auron Ka Mara Hua,
- Insan Ko Khud Uski Tanhai Maar Deti Hai,
- Yun Toh Ji Bhi Sakta H~ai Yeh Yaar Ki Judai Mein,
- Magar Isko Toh Yahan Jag Hansayi Maar Deti Hai…
- ...........................................................................................
- ...........................................................................................
- Aap Toh Chalo Jaaoge Magar Kaise Jiyenge Hum,
- Aapki Judai Ka Jahar Kaise Piyenge Hum,
- Aap Bhale Hi Bhula Dena Apne Sagar Ko Magar,
- Na Bhule Se Bhi Kabhi Apne Gham Siyenge Hum….
- ...........................................................................................
- Aap Kya Jaano Kya Hota Hai Dard Judai Ka,
- Humse Yeh Puchho Kaisa Haal Hota Hai Tanhai Ka,
- Mout Ko Laga Lete Hain Majb~oor Hokar Gale Yaaro,
- Aisa Hota Hai Jab Bhi Hota Hai Hashar Rushwai Ka…
- ...........................................................................................
- Gham Hi Mile Itne Jeevan Mein,
- Ki Khusiyon Ko Bulana Bhool Gaye,
- Huva Teri Judai ~Mein Aisa Aalam,
- Ki Hum Apna Hi Thikana Bhool Gaye….
- ...........................................................................................
- Juda Tumse Hokar Kisi Tarah Jee Toh Raha Hun Main,
- Yeh Judai Ka Jahar Main Hardam Pee Toh Raha Hun,
- Yeh Maalum Hai Mujhko Ki Mere Jakham Bhar Na Sakenge,
- Magar In Jakhamon Ko Main Fir Bhi Si Toh Raha Hun…
- ...........................................................................................
- Jo Gujaare Hain Pal Humne Saath Unke,
- Hum Un Palon Ko Hi Dil Mein Utar Lenge,
- Bas Aap Khus Raho Yeh Dua Hai Sagar Ki,
- Hamara Kya Hai Hum Zind~agi Yun Hi Gujar Lenge…
- ...........................................................................................
- Apno Ne Hamein Yeh Shikhaya Hai,
- Ki Bewafayi Kya Hoti Hai,
- ~
- Door Unse Huye Toh Jana,
- Ki Judai Kya Hoti Hai…
- ...........................................................................................
- Teri Judayi Mein Sajan, Tere Patro Ka Sahara Hai,
- Viraan Meri Yeh Duniya, Tu Sansaar Hamara Hai,
- Najar Mila Nahi Sakti, Maafi Mangna Chahti Hun,
- Khat Likhti Hun Isliye, Galti Sudharna Chahti Hun…
- ...........................................................................................
- Koi Kabhi Khat Likhe,
- Yadi Naa Likhe To Woh Khatawar Hai,
- Bhrosa Kare Jo Judai Ke Jahar Par,
- Toh Woh Bharose Daar Hai,
- Kabhi Mile Ya Na Mile,
- Kuchh Likhe Ya Na Likhe Bharosa Rakhna,
- ~
- Agar Aap Sada Dil Se Likhta Hain,
- Toh Aap Dildaar Hain…
- ...........................................................................................
- Khate Hain Kasam Hum,
- Aapko K~abhi Khone Nahin Denge,
- Aap Ho Jaao Hum Se Juda,
- Hum Aisa Hone Nahin Denge,
- Aaapko Bhijwa Rahe Hain,
- Keemti Tohfa Machhron Ka,
- Jo Raaat Bhar,
- Aap Ko Sone Nahin Denge…
- ...........................................................................................
- Woh Eik Dost,
- Jo Pyara Sa,
- Lagta Hai,
- Bahut Pass Hai,
- Dil Ke Phir Bhi,
- Juda Sa Lagta Hai,
- Bahut Dino Se Aaya,
- Nahi Koi Paigam Uska,
- Shayad Kisi ~Baat Pe,
- Khafa Sa Lagta Hai…
- ...........................................................................................
- Wo Mujhe Mehndi Lage Hath Dikha Kr Royi,
- Main Kisi Aur Ki~ Hun Bas Etna Bataa Kar Royi,
- Shaayad Umar Bhar Ki Judai Ka Khayaal Aaya Tha Use,
- Wo Mijhe Pass Apne Bitha Kar Royi,
- ...........................................................................................
- Dukh Ka Ehasaas Dila Kar Royi,
- Kbi Kahati Thi Ki Main Nan Jee Paungi Bina Tumhare,
- Aur Aaj Ye Baat Dohra Kar Royi,
- Mujhse Jyada Bichdane Ka Gum Tha Use,
- ...........................................................................................
- Waqt-A-Rukshat Wo Mujhe Seene Se Lagaa Kar Royi,
- Main Bekasoor Hun Kudrat Ka Faisla Hai Yeh,
- Lipat Kr Mujhse Bas Woh Itna Bataa Kar Royi,
- Mujh Par Dukh Ka Pahaad Aik Aur Tutta,
- ...........................................................................................
- Jab Woh Mere Saamne Mere Khat Jala Kar Royi,
- Meri Nafrat Aur Adawat Pighal Gayi Ek Pal Mein,
- Woh Bewafa Hai To Kyun Mujhe Rula Ke Royi,
- Sab Gile-Shikwe Mere Ek Pal Mein Badal Gaye
- ...........................................................................................
- Zheel Si Aakhon Mein Jab Aansu Sazaa Kar Royi,
- Kaise Uski Mohabbat Par Shak Karein Hum,
- Bhari Mahfil Mein Woh ~Mujhe Gale Lagaa Kar Royi…
- ...........................................................................................
- Akela Mehsoos Karo Jab Tanhai Mein
- Yaad Meri Aaye Jab Judai Mein
- Main Tumhar~e Pass Hun Har Pal
- Jab Chahe Dekh Lena Apni Parchhayi Mein…
- ...........................................................................................
- wo aati ~thi milne hamse kabhi kabhi,
- lagta tha nahi hongey juda ham kabhi,
- Ab wo hamari kahan,
- Chhod gayi hamari jaan hamay yahan,
- Ab toh bas aati hai yaad,
- Aaati hai sapno mein kabhi kabhi…
- ...........................................................................................
- Khawab Tha Bhikar Gaya, Khayal Tha Mila Nahi,
- Magar Ye Dil Ko Kya Hua, Ye Kyu Bujha Pata Nahi,
- Tamam Din Udaas Din,~ Tamaam Shab Udasiyan,
- Kissi Se Kya Bichad Gaya, Ke Jaise Kuch Bacha Nahi…
- ...........................................................................................
- Jab Dhundo Ge Hame, Kareeb Hi Paoge,
- Hum Sa Juda Hoker Tum Kaha Jaoge,
- Galti Hui Hai Hum ~Se, Bewafai Ka Naam Mat Dijiye,
- Judai Ka Dar Dikha Kar, Maut Mere Naam Na Kijiye….
- ...........................................................................................
- Tum Kya Jaano Kya~ Hoti Hai Tanhai,
- Tute Hue Patte Se Puchho Kya Hoti Hai Judai,
- Yu Bewafai Ka Iljam Na Do Mere Dost,
- Is Waqt Se Puchho Kab Yaad Teri, Mujhe Nahi Aai…
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें