GREAT QUOTES IN HINDI2017


  • Pahele PAAP karke fir PRAYACHIT karna
  • Wo kichad mein panv dalke dhone ke saman hai.
  • Kuwe mein utarne wali balti Zukti hai to
  • bharkar bahar nikalti hai.
  • Zindagi ka bhi yahi usul hai
  • “Jo zukta hai wo prapt karta hai”
  • Jo insaan aapke Dukh mein sath nahi deta
  • use aapke Sukh mein sath rahene ka koi adhikar nahi hai.
  • Aapka khus rahena hi aapke
  • Dushmano ke liye sabse badi saja hai.
  • Ziwan na to Bhavishya mein hai
  • Or Na to Atith mein hai Ziwan to
  • kewal is pal mein hai.
  • Is Duniya ka niyam hai
  • “Jab tak tumhara Kaam hai tumhara Naam hai,
  • Bad mein dur se hi salam hai”
  • Hum mein ek hi kami hai
  • Hum samjate sab kuch hai par
  • swikarna wo hi chahte hai jo hame karna hai.
  • Zibh mein haddi nahi hoti hai par
  • haddi tudwane ki takat jarur hoti hai.
  • GREAT THOUGHTS IN HINDI

  • Great Quotes in Hindi
  • Takat bahut jaroori hoti hai, chahe aapko dunia se apna hack lena ho, ya duna me kisi ko uska huck dilana ho Kyunki duna me to pyar bhi pyar se nhi milta hai.

  • Zindagi jab hame dusra mauka deti hai, to usase pahle wah hamse bahut kuchh chheen leti hai.
  • Zindagi me har pal kuchh na kuchh daw par laga hua hota hai, har pal ham kuchh khote hai ya kuch na kuch pate hai.

  • Jo log aap par bharosha karte hai, wahi aapki takat hote hai, jo log kisi aur ki baat mankar aapke prati koi negative soch paal lete hai, unke soch ko door karne ki koshish karna apna time barbaad karna hai.

  • Jaroorat to koi bhi puri kar sakta hai, lekin har koi pyar nhi kar sakta hai aur na har koi hamare pyar ke kabil hota hai.

  • Jaroorat pura karne ko pyar ka naam dena, 21st Century ka sabse Popular Trend hai.
  • Kisi ke bhi sath ho lene ki aadat aapko barbaad kar degi, kyunki sidhiya wahi hoti hai, lekin koi upar ki or chad rha hota hai to koi neeche upar rha hota hai.

  • Agar aapko uppar ki or jana ho, to kisi ke sath hone se pahle yah dekh le ki samne wala neeche na utar rha ho.

  • Jab tak aap girnte nhi hai tab tak aapko yah pata nhi chalta hai ki aap kitne majboot hai. Aur kin-kin stages me aap kabhi nhi harenge.

  • Kuchh bate purani hoti hai, lekin we baate kabhi apna chamak nhi khoti, Example: Arjun ko Dronacharya ki salah “Tote par nishana lagana ho to uski aankh par nishana lagao”.

  • Jab aapko goal ke alawa kuchh aur dikhai nhi deta hai, to aap apne goal ko aasani se pa sakte hai.
  • Jo na to aapki kamjoriyo ko dekhkar aapka majaak udhata ho aur na to aapki aankho me aansu dekhkar aap hasta ho.. wahi aapka sachha dost hai.

टिप्पणियाँ