flirting shayari for girlfriends2017


  1. Mere dost mat karna Hasinaon se muhabbat,
  2. Vo nigahon se vaar k~arti hain.
  3. Kya bataoon tumhe inki haqiqat,
  4. Inhi nighaon se kitno se pyar karti hain.

  5. ==================================

  6. Suna hai ke ishq main neend udh jati hai,
  7. Suna hai ke ishq mai~n neend udh jati hai.
  8. Koi hamse bhi isk kare doston,
  9. Hame to kambhaqt neend hi bahut aati hai.
  10. ==================================

  11. Mujhe ko bas teri hi pyas lagti rehti hai,
  12. Mann mein har wa~qt tere aane ki aas rehti hai,
  13. Teri dewaangi mein is kadar diwane ho gaye,
  14. Ke har ladki ki maa aab to meri saas lagti hai.
  15. ==================================

  16. Khayalon ko kissi aahat ki aas rehti hai,
  17. Nigahon ko kissi soorat ki talash rehti hai.
  18. Tere bin koi kami to~ nahi hai mere dost,
  19. Bass gali wali jamadarni udhas rehti hai.
  20. ==================================
  21. Usne mehndi laga rakhi thi,
  22. Hamne uski doli utha rakhi thi,
  23. Hame maloom t~ha ke vo bewafa niklegi,
  24. Isliye hamne uski behen pata rakhi thi.
  25. ==================================

  26. Jab hum roya karenge teri yaden dhoya karenge,
  27. Jab Hum pia karenge tujhe yaad kia karenge,
  28. Agar Hum marr bhi g~aye to kya hoga,
  29. YAMRAJ ke Mobille se SMS kia karenge.
  30. ==================================

  31. Dekha tujhe to rooh khush ho gayi,
  32. Ek kami thi v~o bhi puri ho gayi,
  33. Pagal hain vo log jo kehte hain ki,
  34. Chimpanzi ki aakhri nasal kahin kho gayi!!

  35. ==================================
  36. Jab tum angdayi leti ho tho mera dum nikal jata hai
  37. Jab tum angdayi leti h~o tho mera dum nikal jata hai
  38. Arey thoda deodrant lagane main tera kya jata hai.

  39. ==================================

  40. Aapki charcha hai har gali mein,
  41. Har ladki ke dil mein aapke liye pyar hai,
  42. Ye koi chmatkar nahi ti~me hi aisa hai,
  43. Kyuki kuchh hi dinon me RAKHI ka tyohar hai.
  44. ==================================
  45. Tum dost~ meri ho nat khat si,
  46. Kuch ziddi ho kuch pagal si.
  47. Dil ke kone me rehti ho,
  48. Sab se achchi dost meri ho.
  49. ==================================
  50. Tum se “hi” kehelwana hai bahut asan,
  51. “eco notebook” ya “french fries” se ho jayega kaam.
  52. Batau me tum mahir ho par lagti abhi ho bachchi,
  53. “business” me tum mahir ho “accounts” me thodi kachchi.
  54. Waise tum ho badi si~mple with a sweet little dimple,
  55. Lekin jab baat aa jaye sports ya annual day ki.
  56. Tab aa jata hai chehre par powder, lali, kajal,
  57. “rani” ki tum fan ho par ho nahi kuch kam.
  58. ==================================
  59. Chai se udti bhaap (s~team) mein tumhari tasweer nazar aati hai,
  60. Rozana in hi chakkron mein meri chai thandi ho jaati hai.
  61. ==================================
  62. Lab khamosh ho jate hain,
  63. Jab tum saamne aate ho,
  64. Dil zor se dhadakta hai,
  65. Jab nigah ~milate ho,
  66. Saans rukne lagti hai,
  67. Jab tum muskurate ho,
  68. BHOOT ho kya?
  69. Kyon itna darate ho???
  70. ==================================

  71.  

  72. Pyar kar to ek se kar,
  73. Ho sake to kisi nek se kar,
  74. Jab tak na mile sacha dilbar,
  75. Kam se kam try to har ek se kar.
  76. ==================================
  77. Aasman pe jitne taare hain,
  78. Ankhon mein jitne ishare hain,
  79. Aamardar k jitne kinare hain,
  80. Utne hi screw~ dheele tumhare hain,

  81. ==================================
  82.  
  83. Assi v smart
  84. Tussi v smart
  85. Aada v rang saaf
  86. T~uada v rang saaf
  87. Bas ik chota jeya farak ae
  88. Asi dil ton saaf
  89. Tusi dimag ton saaf

  90.  
  91. ==================================

  92. Hothon se jo chhoo liya,
  93. Uska ehsaas ab tak hai,
  94. Aankhe nam hain, aur sanso mein aag ab tak hai,
  95. Aur kyo na ho… Khayi Bhi to ‘HARI Mirchi…’ hai.
  96. ==================================

  97. Dil ka ashiyan hum nahi sajate,
  98. Bagon me phool hum nahin khilate,
  99. Humari ek pasand se toot jayenge hazaron dil,
  100. Bas Is liye hum girlfriend nahin banate.
  101. ==================================
  102. Shaam hote hi ye dil udaas hota hai,
  103. Toote khwabon ke siwa kuch na pass hota hai,
  104. Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai,
  105. Bandar jab koi aas-paas hota hai.
  106. ==================================

  107. Jis taraf dekho apka hi naam hai,
  108. Jis taraf dekho ap~ka hi naam hai,
  109. Upar likha hai most wanted,
  110. Neeche 25 paise ka inaam hai.
  111. ==================================
  112. Zindagi main agar aise bikhroge to log tumhe pagal samjhenge,
  113. Aapni chahat ka tu~mko kaatil samjhenge.
  114. Chahat me bikhro nahi usme simat jao,
  115. Arre yaar thodi si aur apni akal ladao.
  116. ==================================

  117. Tumse mil kar ho gaya zindagi se pyar,
  118. Ab humein chh~od kar mat jana yaar,
  119. Bin tere hum jee na paayenge,
  120. Tum na hoge to hum ULLU kise banayenge.
  121. ==================================
  122. Hum aap ko dekhna chahte hain,
  123. Aap se milna chahte hain,
  124. Par ye log bahut zalim hain,
  125. Mujhe~ aap se milne nahi dete,
  126. Kehte hain “zoo bandh hai, kal ana”.

  127. ==================================

  128. Dekha tujhe to rooh khush ho gayi,
  129. Ek kami thi woh bhi puri ho gayi,
  130. Pagal hain woh log jo kehte hain ki,
  131. Chimpanzi ki aakhri nasal kahin kho gayi!!
  132. ==================================

  133. Tu kahe to chaand taare tod du,
  134. Tu kahe to bandh darwaaje khol du,
  135. Tu kahe to yeh duniya chhod du,
  136. Tu ek baar haske to dekh mere dost,
  137. Tere saare gande daa~nton ko tod du.
  138. ==================================

  139. Tere pyaar main kitna intezaar kiya,
  140. Tere pyaar main ~kitna intezaar kiya.
  141. Aur uss intezaar mein na jane kitno se pyaar kiya.
  142. ==================================

  143. Fizaon mein tum ho,
  144. Ghataon mein tum ho,
  145. Hawaon mein tum ho,
  146. Baharon mein tum ho,
  147. Dhoop mein tum ho,
  148. Chaon me~in tum ho,
  149. Ab tum he batao meri jaan,
  150. Kya tum kisi bhoot se kam ho.
  151. ==================================
  152. Dosti ki kadar karte hai hum,
  153. Aasma mein si~tare hain jitne.
  154. Yakin na ho to call kar ke dekh lo,
  155. Baat karenge aapke mobile mein paise ho jitne.
  156. ==================================

  157. Wo pal bhi kya tha,
  158. Jab aap ko log kiss pe kiss kiya karte the,
  159. Magar apki phooti kismat to dekho,
  160. Us waqt Aap “HUGGIES” pehna karte the.

  161. ==================================
  162. Ek geet likha hai,
  163. Maine aap ki surat dekh kar,
  164. Us geet ko san~geet diya hai,
  165. Maine aapki muskurahat dekh kar,
  166. Par usse gaana bhool gaya,
  167. Main apki awaaz sun kar.

  168. ==================================
  169. Tum sada hanste raho.
  170. Muskurate raho.
  171. Khilkhilate raho.
  172. Khush r~aho.
  173. Sada gungunate raho.
  174. Mera kya hai log tumhe hi pagal samjhenge.
  175. ==================================

  176. Tumhe kya pata ke GUM kya hai,
  177. Tumhe kya pata GUM kise kehte hain,
  178. Tum kya jaano GUM kya cheez hain,
  179. Kyonki…
  180. Tumne to hamesha THOOK se hi envelop chipkaya hai.
  181. ==================================

  182. Aaj kal tum mushkurati bahut ho,
  183. Mere dil ko bhaati~bahut ho,
  184. Dil kehta hai le jaaun tumhen dinner pe,
  185. Par suna hai tum khaati bahut ho!
  186. ==================================

  187. Arz kiya hai, zara gaur farmaiyega,
  188. Naa hi zaroora~t hai sitaron ki,
  189. Naa hi zaroorat hai faltu yaaron ki,
  190. Ek dost chahiye aapke jaisa,
  191. Jo watt laga de Hazaron ki.
  192. ==================================
  193. Tumko dekha to khayaal aaya…
  194. Tumko dekha to khayaal aaya…
  195. Tumko dekha to khayaal aaya…
  196. Paglon ke stock mein naya maal aaya.
  197. ==================================

  198. Jab jab ghire badal teri yaad aayi,
  199. Jab jhoom ke barsa sawan teri yaad aayi,
  200. Jab-jab mein bhiga teri yaad aayi,
  201. Ab raha nahin jata, Chhatri lauta de Bhai.
  202. ==================================

  203. Kashmir ki vadiyon mein,
  204. Barfeeli hawa~on mein,
  205. Jheel ke kinare Heer ko Ranjhe ne jo kaha,
  206. Wohi baat main tumse kahta hoon,
  207. SWEATER PAHENO THAND LAG JAYGI !
  208. ==================================
  209. Chhup gaya badli mein jaake,
  210. Chaand bhi sharma gaya.
  211. Chhup gaya badli mein jaake,
  212. Chaand bhi sh~arma gaya.
  213. Aur aapko dekha to,
  214. Bhooton ko paseena aa gaya.
  215. ==================================
  216. Ansoon tere nikle aur aankhein meri ho,
  217. Dil tera dhadke aur dhadkane meri ho,
  218. Khuda kare hamaari dosti itni gehri ho,
  219. Ki naukri tum ~karo aur salary meri ho…..
  220. ==================================

  221. Tum door sahi majboor sahi,
  222. Par yaad tu~mhari aati hai.
  223. Jab saans wahan par leti ho,
  224. To badboo yahaan tak aati hai.
  225. ==================================

  226. Jab tum aaine ke paas jaate ho?
  227. To aainaa kaheta hai?
  228. Beautiful.~. Beautiful..
  229. Aur jab aaine se door jaate ho?
  230. To aainaa kaheta hai?
  231. April fool.. April fool..
  232. ==================================

  233. Aaj mausam mein ajeeb si baat hai,
  234. Bekabu se hama~re khayalaat hain,
  235. Jee chahata hai chura loon aap ko aapse,
  236. Par mummy kehati hai chori karna paap hai.
  237. ==================================
  238. Tere chehre pe udasi aankhon mein nami hai
  239. Tere chehre pe udasi aankhon mein nami hai,
  240. Tere chehre pe udasi~ aankhon mein nami hai,
  241. TATA namak istemal karo kyun ki IODINE ki kami hai.
  242. ==================================

  243. Tujhe pane ke liye kuchh bhi kar sakta hu,
  244. Tere pyar mein jee aur mar sakta hu.
  245. Phir bhi tu nahi mili to~ koi gham nahi,
  246. Yeh formula dusri pe bhi try kar sakta hu.

  247. ==================================
  248. Dhoka mila jab bhi pyar mein,
  249. Zindgi mein ud~asi chaa gayi.
  250. Socha tha chhor denge is raah ko,
  251. Kambakht phir ek new number se miss call aa gayi…!
  252. ==================================
  253. Gori paan na khaya karo, honthon pe laali aati hai,
  254. Gori paan na khaya ~karo, honthon pe laali aati hai,
  255. By God, tera wazan dekh ke meri jaan nikal jaati hai.
  256. ==================================

  257. Tere khoobsurat aank~hon mein aansoo achche nahin lagte,
  258. Chaahe jitnaa bhi roye lekin kabhi sachche nahin lagte.
  259. ==================================

  260. Aasman mein kaali ghata chhai hai,
  261. Aaj fir se gharwal~i se maar khai hai,
  262. Dil to karta hai…sudhar jaoon magar,
  263. Kamvali aaj fir bheeg ke aai hai…..
  264. ==================================

  265. Chiragon mein agar noor na hota, to tanha dil itna majbur na hota.
  266. Kasam se hum aapse~ milne zarur aate, agar aapka aashiyana itni door na hota.
  267. ==================================

  268. Muskurana to har ladki ki adaa hai
  269. Muskuran~a to har ladki ki adaa hai,
  270. Use jo mohabbat samjhe,
  271. Woh sabse bada gadha hai.
  272. ==================================
  273. Har nazar ko ek nazar ki talash hai,
  274. Har cheh~re mein kuchh to ehsah hai,
  275. Aapse dosti hum yun hi nahi kar baithe,
  276. Kya karen hamari pasand hi kuchh KHAAS hai.

टिप्पणियाँ