Love Shayari for Girlfriend Boyfriend 2017

आंखों को जब किसी की चाहत
हो जाती है, उसे देख के ही दिल को राहत
हो जाती है,
कैसे भूल सकता है को@ई किसी को, जब
किसी को किसी की आदत हो जाती है…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Me wo nhi Jo tuj@hse pyar me mujhe apnane ki shikayte krungi,
Tu or salamat rhe Teri khushi,
Dua hai meri . Mr ke bhi sath nibhaungi….

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
मेरी आँखों में कहीं प्यार , न पढ़ लेना तुम
जो छुपा र@क्खा है इक़रार , न पढ़ लेना तुम
बात दिल की मैं कहाँ लाया ज़ुबाँ पर
जब मैं ख़ामोश हूँ इज़हार , न पढ़ लेना तुम
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ajib si uljhn hai is Love word me zindgi khraab sb kuch brbaad fir bhi sirf unhi se pyaar….

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
I know with my heart you want you play,
But i love you when you look at me that way.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
mat pucho mujhe tumse pyar kitna h
mere dil me tumhare pyar ka ehsaas kitna h…
mar jaenge us din jab tum@ yaad na aaoege
mat pucho tumhari yaado ka mol kitna h……

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Bahut Bechain Hai Aaj ,
Ye Dil Mera.!!
Shayad Aaj Fi@r Ussey ,
Meri Zarurat Hogi..!!😖😔

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Zindhgi ma jarurth nhi h ab labjho ki
Pyar to cheeze ha ab bus ahashasho ki
Pass hotha to mhanjher h@i kya hotha
Meger ab to humha dhur sa khabher ha aphkha her saso ki

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kudha humha khabhi asha mhanjher na dikhyha
Humha khabhi koi aphnho sa judha na ker pya
Agher danhi ho moth bhi to kudha karha
Unsha phalha hum mer jya
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ahya ho tum humara jiben ma khubsurath uphher benker
Dhadhken sa judho ho humara ahashash benker
Labjho ma chupha ho humara shabdhh benker
Jiben ma sirf tumha chahha ha humhna
Chahaya fir mer jya hum her dhadhken ma tujha yad karka

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Talaash Karo Koi Tumhe Mil Jayega,
Magar Hamari Tarha Tumhe Kaun Chahega,
Zarur Koi Chahat Ki N@zar Se Tumhe Dekhega,
Magar Ankhein Hamari Kahan Se Layega..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Us ajnabi ka youn @na intezaar karo,
Is aashiq dil ka na aitbaar karo,
Roz nikla karen kisi ke yaad mein aanso,
Itna kabhi na kisi se pyaar karo.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jiski Yaad Me Sare Jahan Ko Bhul Gaye
Suna Hai @Aajkal Vo Humara Naam Tak Bhul Gaye
Kasam Khai Thi Jisne Sath Nibhane Ki Yaaro
Aaj Wo Humari Lash Par Aana Bhul Gaye

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
TERA ZIKER SUN K TARAP GAYI,
TERA NAAM LETE HI MAE ROOPARI,
MUJE AEK NISBAT KHASS HAI,
TERE ZIKER SE TERE  NAAM  SE.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Gujartein Hain Wo Saamne Jab Bhi Mere
To Yeh Mousam Haseen Ban Jata Hai
Udti Hui Unki Zulfon Ke Saaye Mein
Chand Bhi Aksar Sharma Jata Hai
Tareef Nahin Kar Sakta Unki Chand Alfazon Mein
Yeh Dil Itna Unpe Marta Hai Ki Shayar Ban Jata Hai…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Mere chehare ki hansi ho tum,
Mere Dil ki har khushi @ho tum,
Mere hontho ki mushkan ho tum,
Dhadakta hai mera ye Dil jiske liye
Wo Meri Jaan tum ho tum. ..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Roj milti hai wo to safar main hai
Use kya malum wo meri najar main hai
Itni manchali chulbauli wo hasina hai
Ki charcha uski sare shahar main hai
Jidhar dekhu udhar @use hi pata hoon
Aati najar hame wo computer main hai
Nagin si jab balkhake chalti wo
Ho jati nigah sabki kamar main hai
Jo lahrati ho dupatta hawao main iss kadar
To ‘loo’ bhi tham jati dophar main hai
Ki kapde bhi kam hai tere tan ke waste
Tab to bunde bhi na sharma iss umar main hai
Shayar ban gaya Avinash jab se dekha tujhe
Wo khoya rahta teri najar main hai.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Unka waada hai ki vo laut ayenge,
Isi umeed par hum jiye jayenge,
Yeh intezaar bhi unhi ki tarah pyara hai,
Kar rahe hai or Kiye jayenge..

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jaan se bhi zyada unhe pyaar kiya karte the
Yaad unhe din-raat kiya k@arte the
Ab un raahon se guzra nahi jaata
Jahan baith kar unka intzaar kiya karte the.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Phoolo Mein Bhi Kan@te Hote Hain
Pyar Karne Wale Aksar Rote Hain
Tadapte Hain Deewane Tamaam Umar
Aur Tadpane Wale Chain Se Sote Hain.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
apanii rusvaaii,,,, tere naam ka charchaa dekhuuN
ek zaraa sher kahuuN aur main kyaa kyaa dekhuuN
niind aa jaaye to kyaa mahafilen barpaa dekhuuN
aaNkh khul jaaye to tan@haaii kaa sehra dekhuuN
shaam bhii ho gaii dhundhlaa gaii aaNkhen bhii merii
bhoolne vaale main kab tak teraa rastaa dekhuuN
sab ziden us kii main puurii karuuN har baat sunuuN
ek bachche kii tarah se use haNstaa dekhuuN
mujh pe chhaa jaaye vo barasaat kii Khushbuu kii tarah
ang ang apnaa usii rut m@ein mehektaa dekhuuN
tuu merii tarah se yaktaa hai magar mere habib
jii men aataa hai koii aur bhii tujh saa dekhuuN
main ne jis lamhe ko puujaa hai use bas ek baar
Khvaab ban kar terii aaNkhon mein utartaa dekhuuN
tuu meraa kuchh nahiin lagtaa hai magar jaan-e-hayaat
jaane kyon tere liye dil ko dharaktaa dekhuuN

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ye kesa pyaar he jo mere dilme bas gaya,
Mujh ko ap ni zaat se je@se alg sa kar gaya
Dam ghutaa jata he mera tu to
Ja ke aye naa yaad teri aake
Saajan mere dil se jaye na kho gaya
Sab meri khushion ka wo karwaan tere
Jaane se gaya wo sath mere jo tha
Tu na aya loot ke qun yaad
Dil se jaye na @aaja ab to ek paal bhi
Tere bin jiyaa jaye naa
Yaad teri dil se mere ab to aake jaye na
Dam ghutaa jata he mera qun to jake aye na
Gut raha he meraa dam tu to
Jake aye na deed ki hasraat me tere,
jaan meri, jaye naa.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ye ishq nahin asan ye tohfa hai khuda ka,
bandhan hai ye dilon ka ye hakikat hai zindagi ka,
ye ishq nahin asan ye nasha hai Mohabbat ka,
Ye jaan hai iss dil ka arman hai ye zindagi ka..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Zindgi jab bhi teri bahon mein lati hai hamein,
Yeh zaami chand se behtar nazar aati hai hamein,
Har mulakat ka anjam judai kyon hai,
Aab to har waqt yahi baat satati hai.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Phool bankar muskarana zindagi,
muskarake gum bhulana zindagi,
jeet kar koi khush ho to kya hua,
haar kar khushiya manana bhi zindagi…

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jisko dekh kar hum chalna bhul jate hain
Usi ko dekhkar mor@ bhi nachna bhul jate hain
Khuda jane ye kaise mushkil aa padi
Khush hokar bhi hum muskurana bhul jate hain
Nind gayab ho gayi hai aajkal meri
Jab bhi yad aati hai to sona bhul jate hain
Bahut se aauzu rakhte hain dil main kahne ka
Magar jab samne aati hai to kahna bhul jate hain
Likhun main kaise@ usko najrana apne pagal dil ka
Jo bhi likhna chahte hain to likhna bhul jate hain
Unki khuli hui bikhri julfon ko dekhkar
Ab to suraj bhi nikalna bhul jate hain
Karun main kiya ab mujhko batao tum ‘Dost’
Usko dekhkar najren htana bhul jate hain..

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ban Ke Sitara Jag-Magaate Rehna
Har Khushi Apne Hontho Pe Sajate Rehna
Kisi Rishte Ke Liye Do Kadam Jaroori Hote Hain
Ek Yaad Karte Rehna Aur Ek Yaad Aate Rehna.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jaan Ke Anjaan Ban Na Acha Lagta Hai
Usko Apne Liye Pareshan Karna Acha Lagta Hai
Voh Karte Rahe Pyar Ka Iqrar Bar Bar
Mujhko Nadan Ban Ke Sun Na Acha Lagta Hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Nakaam Si Koshish Kiya Karte Hain
Hum Hain Ki Unse Pyar Kiya Karte Hain
Khuda Ne Takdir Me Ek Tuta Tara Nahi Likha
Aur Hum Hain Ki Chaand Ki Aarzu Kiya Karte Hain
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Suno! Zindagi Apni Hans
K Basar Kerna
Nafrato’n k Raasty Py
Na Safar K@erna
Suno! Wafa Na Ho Tou
Mohabbat Adhuuri Hy
Mohabbat k Safar Main
Wafa Ki Fikar Kerna
Suno! Zamana Jitna Bhi
Ho Humdard Tumhara
Zamany Ko Na
Shareek-e-@Safar Kerna
Suno! Mohabbat Har Kisi
Ka Muqaddar Nahi Hoti
Milay Jo Mohabbat Tou
Us ki Qadar Kerna …
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
ye nazarana tera bhi hai mera bhi
apne gham ko geet banake ga lena
rag purana tera bhi hai mera bhi
tu mujhko aur main tujh ko samjahaun kya
dil divana tera bhi hai mera bhi
shahron shahron galiyon jis ka charcha hai
wo afsana tera bhi hai mera bhi
maikhane ki bat na kar waiz mujh se
aana jana tera bhi hai mera bhi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Pyar Kar K Kisi Ko Dhoka Nai Dena
Doston Ko Aansuon Ka Tofa Nai Dena
Koi Roye Aap Ko Yaad Kar K
Zindagi Mai Kabhi Esa Mouka Nai Dena

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Mohabbat Humse Na Hogi??
Suna hy Is Mohabt mE Bohat
Nuksan hota hai
Mehakta Jhoomta Jevan
Ghamo k Naam hota hai
Suna hai Chain Kho kr Wo Sehr
se Sham Rota hai
Mohabbat J@o b krta hai Bohat
Bdnaam hota hai
Mohabbat Humse na hogi
Suna hai Is Mohabbat mE Kahin
bi Dil nahi lgta
Bina Uski Nigahon main Koi Mosam
nahi Jachta
Khfa Jis se Mohabbat ho Wo
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jeevan Ke Is Safar Mein Woh Lamhe Mitaye Kaise,
Jaate Jaate Yeh To Bata Ja Main Tujhko Bhulaon Kaise,
In Jalti Bujhti Aankhon Mein Jo Pyar Ka Diya Roshan Tha,
Us Diye Ki Roshni K@o Ab Main Bujhaon Kaise,
Tumhi Ne Bataya Tha Ke Tanha Jiya Nahi Karte,
Ab Tanha Chhod Gaye Ho To Khud Ko Samjhaon Kaise,
Khwahishon Ki Takmeel Mein Dukho Ki Sugaat Liye,
Apne Is Jeevan Ko Ab Main Bitaon Kaise..!!!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Unhai Jab Dekha Humne To Dekhte Reh Gaye,
Apna Dil Na Jane Kab De Gaye,

Pyar Kya Hota H Ye Mil Ker Jana Unse,
Is Me Dard Bhi Hota H Dur Reh Ker Jana Unse,

Is Dard-E-Dil Ki Wo Dawa Bangayi,
Dil Ka Sukun Rooh Ki Pyaas Bangayi,

Apne Pyar Ka Izhar Kaise Ker Dete Unse,
3 Lafzon Me Seemat Jaye Aisa Pyar Hi Kaha Tha Unse,

Pehla Pyar Banke @Is Dil Me Dhadakne Lagi,
Socha Maang Lu Sath Uska Us Se Hi,
Per Kaha Tha Raaz-E-Wafa Aana Mere Mukaddar Me,

So Tod Diya Dil Aur Chali Gai Chhod Ke,
Is Be-Dard Tanhayi Aur Bebasi Ke Sheher Me,

Bus Bechaniyo Ka Hi Sath Tha Akhir Tak,
Yehi Sabab Bani Pehli Galti Ka Ab Tak..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kya khabar thi is tarah se wo juda ho jayega
khwab mein bhi us ka milana khwab sa ho jayega
zindagi thi qaid hamen kya nikaloge us se
maut jab aa jayegi to khud riha ho jayega
dost banakar us ko chaha, ye kabhi socha na tha
dosti hi dosti mein wo khuda ho jayega
us ka jalva hoga kya jisaka ke parda nur hai
jo bhi us ko dekh lega wo fida ho jayega

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aaj Bhi Ek Sawaal Hai Dil Mein
Pyar Ka Gham Be-Shumaar Hai Dil Mein
Kuch Keh Nahi Pata Yeh @Dil Magar
Kisi Ke Liye Bahut Pyar Hai Iss Dil Mein.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aapke Pyar Me Hum Mashoor Ho Gaye
Aapse Kareeb Hokar A@uro Se Door Ho Gaye
Apni Keemat Kuch Thi Kahan
Tute Kanch The Par Kohinoor Ho Gaye.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tujhe Muhabbat Karna Nahi Ata,
Mujhe Muhabbat K Siva Kuch Nahi Ata….
Pyar Karne K B Do He Tareekay Hein,
Aik Tujhe Nahi Ata @Aik Mujhe Nahi Ata…

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Gile fuzul the ahad-e-vafa ke hote hue
so chup raha sitam-e-narava ke hote hue
ye qurbaton mein ajab fasale pade ki mujhe
hai aashna ke talab aashna ke hote hue
wo hilagar hain jo majaburiyan shumar karen
chirag hum ne jalayen hawa ke hote huye
na kar kisi pe bharosa ke kashtiyan dubin
khuda ke hote huye nakhuda ke hote huye
kise khabar hai ki kasa-ba-dast phirate hain
bahut se log saron par huma ke hote hue
‘faraz’ aise bhi lamhen kabhi kabhi aaye
ki dil girifta raha dilruba ke hote hue

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Ek sham kisi bazm mein jute jo kho gaye
hum ne kaha bataiye g@har kaise jayenge
kahane lage ki sher sunate raho yun hi
ginate nahi banenge abhi itane aayenge

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Pyar Ki Kismat@ Koi Na Jane
Mar Mitne Ko Taiyar Hai Diwane
Duniya Dekhe Tamasha Aur
Kahe, Jal Gaye Pyar Mae Parwane
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aaj Tak @Jo HUM
TUM Se Keh Na Sake
Aaj WAZAHAT Se
IQRAR Kerte Hyn
Jisey Tum ROZ Dekhty
Ho AAENEY Mein
Us Se HUM Be-Panah
PYAAR Kerty Hyn
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Nikal Aate Hain Anso Rone Se Pehle
Tot Jate Hain Sare@ Khwab Sone Se Pehle
Kehte Hain K Piyar 1 Saza Hai
Kash Ko Rok Leta Hone Se Pehle

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Gham mujhe hasrat mujhe vahashat mujhe sauda mujhe
ek dil deke khuda ne de diya kya kya mujhe
hai husul-e-arazu ka raz tark-e-arazu
main ne duniya chod di to mil gai duniya mujhe
kah ki soya hun ye apne iztarab-e-shauq se
jab wo aayen qabr par fauran jaga dena mujhe
subah tak kya kya teri umeed ne tane diye
aa gaya tha sham-e-gam ek neend ka jhonka mujhe
ye namaz-e-ishq hai kaisa@ adab kisaka adab
apne pay-e-namaz par karne do sajda mujhe
dekhte hi dekhte duniya se main uth jaunga
dekhati ki dekhati rah kjayegi duniya mujhegham
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
mujhe hasrat mujhe vahashat mujhe sauda mujhe
ek dil deke khuda ne de diya kya kya mujhe
hai husul-e-arazu ka raz tark-e-arazu
main ne duniya chod di to mil gai duniya mujhe
kah ki soya hun ye apne @iztarab-e-shauq se
jab wo aayen qabr par fauran jaga dena mujhe
subah tak kya kya teri umeed ne tane diye
aa gaya tha sham-e-gam ek neend ka jhonka mujhe
ye namaz-e-ishq hai kaisa adab kisaka adab
apne pay-e-namaz par karne do sajda mujhe
dekhte hi dekhte duniya se main uth jaunga
dekhati ki dekhati rah kjayegi duniya mujhe
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kaheen ik masoom nazuk si ladki
Bohat khobsoort mager sanwali si
Mujhay apnay khwabon ki banhoon main paa ker
Kabhi neend main muskurati tu ho gi
Usi neend main karwaten badel ker
Serhanay se takiyay girati tu ho gi
Wohi khawab din ki khamoshi main aa ker
Usay man he man main lubhatay tu hongay
Kaii saaz seenay ki khamoshion main
Meri yaad se
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dil Laga Kar Hum Ye Samjhe, Zindagi Kya Cheez Hai,
Ishq Kehte Hai Kise Aur Aashiqui Kya Cheez Hai,
Hai Ye Rukhsaar Ke Shole, Ye Bahein Marmari,
Aapse Mil Kar Ye Do Baatien, Samajh Mein Aa Gayi,
Dhoop Kiska Naam Hai Aur Chandni Kya Cheez Hai,
Aapki Shokhi Ne Kya Kya Roop Dikhlaye Hamein,
Aapki Aankhon Ne Kya Kya Jaam Pilaaye Hamein,
Hosh Kho Baith@e To Jaana, Bekhudi Kya Cheez Hai,
Aapki Raahon Mein Jab Se Humne Rakha Hai Qadam,
Humko Ye Mehsoos Hota Hai Ke Hai Manzil Pe Hum,
Kio Kya Jaane Mohabbat Ki Khushi Kya Cheez Hai,
Baad Muddat Ke Mile To, Is Tarah Dekha Mujhe,
Jis Tarah Ek Ajnabi Par Aj@nabi Daale Nazar,
Aap Ne Ye Bhi Na Socha Dosti Kya Cheez Hai,
Pehle Pehle Aap Hi Apna Bana Baithe Hamein,
Phir Na Jaane Kis Liye Dilse Bhula Baithe Hamein,
Ab Hua Malum Hum Ko Berukhi Kya Cheez Hai,
Pyaar Sachha Hai Mera To Dekh Lena, Aye Sanam,
Aap Aakar To Denge Khud Meri Zanjeer-E-Gam,
Banda Parvar Jaan Lenge Bandagi Kya Cheez Hai…

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ek pal mein ek sadi ka maza hum se puchiye
do din ki zindagi ka maza hum se puchiye
bhule hain unhen rafta rafta mudatton mein hum
qishton mein khudkushi ka maza hum se puchiye
aagaz-e-ashiqi ka maza aap janiye
anjam-e-ashiqi ka maza hum se puchiye
jalate diyon mein jalate gharon jaise zau kahan
sarakar raushni ka maza hum se puchiye
wo jan hi gaye ki hamen un se pyar hai
aankhon ki mukhbari ka maza hum se puchiye
hansane ka shauq hum ko bhi tha aap ki tarah
hansiye magar hansi ka m@aza hum se puchiye
hum tauba kar ki mar gaye bemaut ae ‘khumar’
tauhin-e-maikashi ka maza hum se puchiye
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kyon hijr ke shikave karta hai kyon dard ke rone rota hai
ab ishq kiya hai to sabr bhi kar is mein to yahi kuch hota hai
aagaz-e-musibat hota hai apne hi dil ke shararat se
aankhon mein phul khilata hai talavon mein kanten bota hai
ahabab ka shikwa kya@ kijiye khud zahir va batin ek nahi
lab upar upar hanste hain dil andar andar rota hai
mALLAHon ko ilzam na do tum sahil wale kya janon
ye tufan kon uthta hai ye kishti kon dubota hai
kya jane kya ye khoyega kya jane kya ye payega
mandir ka pujari jagata hai masjid ka namazi sota hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Hum Ne Kisi Ki Yaad Main Rona Hi Chor Diya
Apni Zindagi Ko Talaash Karna Hi Chor Diya
Sab Beeti Hui Baatein Bhula Di Hum Ne
Ab Dil Main Maazi Basana Chor Diya
Kaanton Se Bhar Dete Hain Log Daaman
Hum Ne Aangan Main Phool Khilana Hi Chor Diya
Kabhi Na Maangen Ga Kisi Se Bheek Mohabbat Ki
Is Hi Liye Hum Ne Pyaar Karna Hi Chor Diya
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


Dene Wale Ne Diya Sab Kuch Ajab Andaaz Se
Saamne Duniya Padi Hai Aur Utha Sakte Nahi

Uski Bhi Majbooriyan Hain, Meri Bhi Majbooriyan
Roz Milte Hain Magar Ghar @Mein Bata Sakte Nahi

Uski Yaadon Se Mehkane Lagta Hai Sara Badan
Pyar Ki Khushboo Ko Seene Mein Chupa Sakte Nahi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Gul tera rang chura laye hain gulzaron mein
jal raha hun bhari barsat ke baucharon mein
mujh se katara @ke nikal ja magar ae jan-e-haya
dil ke lau dekh raha hun tere rukhasaron mein
husn-e-begana-e-ehasas-e-jamal acha hai
gunche khilate hain to bik jate hain bazaron mein
zikr karte hain tera mujh se baunavan-e-jafa
charagar phul piro laye hain talvaron mein
zakhm chup sakate hain lekin mujhe fan ke saugaundh
gham ke daulat bhi hai shamil mere shahakaron mein
mujh ko nafarat se nahi pyar se maslub karo
main to shamil hun mohabbat ke gunahgaron mein
Poet of the poem or ghazal or Nazam: Ahmed Nadeem Qasmi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Mohabbat Aazmani Ho Tou
Bas Ita Hi Kaafi Hy
Zara Sa Rooth Kr Dekho
Mananey Kon Aata Hy
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Har Pal Tum Se Pyar Kiya Karte Hain
Ek Ajeeb Sa Khud Se Sawal Kiya Karte Hain
SMS To Auron Ke Bhi Aate Hain
Fir Bhi Hum Apke Hi SMS Ka Intezar Kiya Karte Hain
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Koi samajhayiye ki kya rang hai maikhane ka
aankh saqi ke uthe, nam ho paimane ka
garmi-e-shama ka afasana sunanevalo
raqs dekha nahi tum ne abhi paravane ka
chashm-e-saqi mujhe har gam pe yad aati hai
rasta bhool na jaun ka@heen maikhane ka
ab to har sham guzarati hai isi kuche mein
ye natija hua naseh tere samajhane ka
ab to har manzil se guzarna to hai aasan “iqbal”
ishq hai nam khud apne se guzar jane ka

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aage bade na qissa-e-ishq-e-butan se hum
sab kuch kaha maga@r na khule razadan se hum
ab bhagate hain saya-e-ishq-e-butan se hum
kuch dil se hain dare hue kuch aasman se hum
hansate hain usake giriya-e-beikhtiyar par
bhule hain bat kahake koi razadan se hum
ab shauq se bigad ke b@aten kiya karo
kuch pa gaye hain aap ke tarz-e-bayan se hum
jannat mein tu nahi agar ye zakhm-e-teg-e-ishq
badalenge tujhako zindagi-e-javidan se hum

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
” Mohabbat to BaaRish hai,
“Jise”…!!!
Choone ki khwaahish mein,
“Hathe@ ho jaati hai ..
“”Magar””..,
“Haath”…..
Hamesha khaaLi hiii Rehte hai ….”

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
khun-e-jigar vadiat-e-mishagan-e-yar tha
ab main hun aur matam-e-yak shahar-e-arazu
toda jo tu ne aaina timasal dar tha
galiyon mein meri nash ko khenche phiro ki main
jan dad-e-hava-e-@sar-e-rahaguzar tha
mauj-e-sarab-e-dasht-e-vafa ka na puch hal
har zarra misl-e-jauhar-e-teg aabadar tha
kam janate the hum bhi gam-e-ishq ko par ab
dekha to kam hue pa gam-e-rozagar tha

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Chand se phul se ya meri zuban se suniye
har taraf aap ka qisa jahan se suniye
sab ko aata hai duniya ko sata kar jina
zindagi kya muhabbat ke dua se suniye
meri aavaz parda mere chehare ka
main hun khamosh jahan mujhako vahan se suniye
kya zaruri hai ki har parda uthaya jaye
mere halat apne apne makan se suniye
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tanha Rehna To Seekh Liya
Par Khush Na Kabhi Reh Payenge
Teri Doori To Seh Leta Dil Mera
Par Tere Pyar Ke Bin Na Jee Payenge.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Kyu Chale Ja Rhe Ho Mujhse Munh Mod Kar
Pyar Ki Yaado Mein Bhatkane Ko Akela Chhod Kar
Aansu Nahi Thamte Hain Harjeet Teri Yaado Me
Chandni Bhi Jalati Hai Gam Ki Raaton Me
Apne Pyar Ko Na Yu Rusw@a Krunga
Jaan Kaha Hai Harjeet Tujhe Na Kuch Aur Khunga
Keh De Ke Khush Ho Door Ho Kar Mujhse
Teri Khushi Ke Liye Ye Dunia Bhi Chhod Dunga.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Zindagi Bhar Hum Tumhe Awaz Denge
Pyar Kya Hai, Hum Tumhe Bata Denge
Tod Do Bandish@e Zamaane Ki
Ek Duniya Nayi Hum Basa Denge.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Pyaar To Jindagi Ka Afsana Hai
Iska Apna Hi Ek Tarana Hai
Pata Hai Sabko Milenge Sirf Aansu
Par Na Jaane Duniya Me Har Koi Kyu Iska Diwana Hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Pyar Se Tab Tak Pyar Na Karo
Jab Tak Pyar Aap Se Pyar Na Karey
Jab Pyar Aap Se Pyar Kare
Tab Pyar Se Itna Pyar Karo
K
Pyar Kisi Or Se Pyar Na Kare
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tum aankhon se dur ho hui neend aankhon se dur
mere sathi gham ke chot se hua dil ka shisha choor
mujhe shikwa hai taqadir se nahi tum se koi gila
mujhe lakar yun pardes mein mera sab kuch chin liya
meri aankhon mein aansu aa base hun rone par majabur
mere zakhm hue pardesiya aa ris-ris ke nasur
mujhe rogi karake pyar ka diya gham ka rog laga
mere jalate hue charag ko meri qismat gai bujha
mujhe dhoka diya nasib ne n@ahi mera koi kusur
mujhe dhoka diya nasib ne nahi mera koi kusur
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Man mausam ka kaha, chai ghata, jam utha
aag se aag bujha, phul kh@ila, jam utha
pi mere yar tujhe apni qasam deta hun
bhool ja shikava-gila, hath mila, jam utha
hath mein jam jahan aaya muqaddar chamaka
sab badal jayega qismat ka likha jam utha
ek pal bhi kab@hi ho jata hai sadiyon jaisa
der kya karana yahan, hath bada, jam utha
pyar hi pyar hai sab log barabar hain yahan
maikade mein koi chota na bada, jam utha
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Mujh ko na dekh Door se Nazdeek aa k dekh
Patthar hoon Halka Phool se Mujh ko utha k dekh
Lafzon k Libaa@s mai utarta nahi koi
Pareshani Tu apni apne hi Ghar mai suna k dekh
Ye kya k Butt bana lye Pathar tarash kar
Tu Aadami ko Aadami ‘AZAR’ bana k dekh
Cherey k Daag aise to aate nahin

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Sajaya Tha Tere Pyar Say Humney Apni Zindagi Ko,
Mehkaya Tha Tere Pyar Say Humney Apna Gulistan,
Lekin Jaane Kya Khuda Ko Tha Manzur,
Ke Paane Ke Baad Apko Kho Diya Humne,
Ab Raat Sochne May Guzar Jati Hai,
Kyu Khusiyon Ko Nazar Lag Jati Hai,
Tere Sparsh Ko Odh Ker So Jati Hu,
Her Kerwat Per Tujhi Ko Sapno May Dhund Lati Hu.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Is Pyar Ka Andaz Kuch Aisa Hai
Kya Bataye K Yeh Anda@z Kaisa Hai
Kaun Kehta Hai K Tum Chand Jaise Ho
Sach To Yeh Hai K Chand Tumhare Jaisa Hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Pyar Sabhi Ko Jeena Sikha Deta Hai
Wafa Ke Naam Pe Marna@ Sikha Deta Hai
Pyar Nahi Kiya To Karke Dekho
Zalim Har Dard Sahena Sikha Deta Hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Chahat ka ek mitha mitha dard jagane sham dhale
teri yaden aa jati hain muj@hako rulane sham dhale
teri zulfen in kandhon par tera chehara hathon mein
main ne bhi dekhe hain kitane khvab suhane sham dhale
har din hum se wada karake yun hi agar tadapaoge
ik din yun hi ho jayenge hum bhi divane sham dhale
din ke ujale mein to mana lun lakh yatan se bahala lun
lekin dil ka pagal panchi ek na mane sham dhale
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Bolti Hai Dosti Chup Rehta Hay Piyaar
Hunsati Hay Dosti Rulata Hay Piyaar
Milati Hay Dosti Juda Karta Hay Piyaar
Phir Bhi Dosti Ko Chor Kar Log Karte Hain Piyaar

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jaan Se Bhi Zyada Unhe Pyar Kiya Karte The,
Yaad Unhe Hum Din Raat Kiya@ Karte The,
Ab Guzra Nahi Jaata Un Raahon Se,
Jahan Baith Kar Kabhi Unka Intzaar Kiya Karte The.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Gam-e-duniya se gar pai bhi fursat sar uthane ke
falak ka dekhana taqarib tere yaad aane ke
khulega kis tarah mazamun mere maktub ka yarab
qasam khai hai us kafir ne kagaz ke jalne ke
lipatana paraniyan mein shola-e-atish ka aasan hai
wale mushki@l hai hikamat dil mein soz-e-gam chupane ke
unhen manzur apne zakhmiyon ka dekh aana tha
uthe the sair-e-gul ko dekhana shokhi bahane ke
hamari sadagi thi iltafat-e-naz par marana
tera aana na tha zalim m@agar tamahid jane ke
laqad-kob-e-havadis ka tahammul kar nahi sakati
meri taqat ke zamin thi buton ke naz uthane ke
kahun kya khubi-e-auzag-e-ibna-e-zaman “ghalib”
badi ke usane jis se hum ne ke thi barha neki
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Haa Mujhe Usse Pyar Ho Gaya,
Ek Pal Mein Na Jaane Kya Ho Gaya,
Yun To Main Roz Usse Milta Hoon,
Na Jaane Aaj Usse Dekhte Hi Mujhe Kya Ho Gaya,
Wo Bhi Mujhse Izhar Kar Na Saki,
Main Bhi Naa Jaane Kaha Kho Gaya,
Aaj Usne Bahut Pyar Se Poocha Hai,
Wo Koun Hai Jisse Tumhe Pyar Ho Gaya,
Main Kaise Usse Kahoo Ke Wo Tum Hi Ho,
Jab Kehna Chaha To Uske Inkar Se Dar Gaya,
Wo Shayad Pyar Karti Hai Mujhse,
Na Jaane Kyon Mujhe Ye Guman Ho Gaya,
Kahi Aisa Na Ho Ke Isi Intezar Mein,
Koi Aakar Kahe Wo Kisi Or Ka Ho Gaya,
Na Dar Ae Dil Keh De@ Aaj Usse Ye Baat,
Haa Wo Tum Hi Ho Jisse Mujhe Pyar Ho Gaya..!!!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Wo gazal valon ka uslub samajhate honge
chand kahate hain kise khub samajhate honge
itni milati hai meri ghazlon se surat teri
log tujh ko mera mahbub samajhate honge
main samajha@ta tha muhabbat ke zaban khushbu hai
phul se log ise khub samajhate honge
bhool kar apna zamana ye zamane wale
aj ke pyar ko mayub samajhate honge
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ye Pyari Si Baate Teri,
Ye Pyari Si Aawaz Teri,

Ye Pyari Si Muskan Teri,
Mujhe Pagal He Bana Gayi,

Ye Pyara Sa Ehesas Tera,
Mujko Mujhi Se Chura Le Gaya,

Mera Dil, Churakar Le Jana Tera,
Isi Tarah Has-Has Kar Baate Krna Tera,

Chhoti Chhoti Bato Pe Pareshan Ho Jana Tera,
Or Mujhe Dekhte Hi Khushi@ Se Muskurana Tera,

Mujse Gale Milkar Mujme Hi Kho Jana Tera,
Meri God Me Sar Rakhkar So Jana Tera,

Pyar Or Dosti Ko Sath Me Tumne Bakhubi Se Nibhaya Hai,
Isi Dilkash Baato Se To Mujhe Pagal Tumne Banaya Hai.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jo tu hi sanam hum se bezar hoga
to jina hamen @apna dushawar hoga
gam-e-hijr rakhega betab dil ko
hamen kudhate-kudhate kuch aazar hoga
jo afrat-e-ulfat hai aisa to aashiq
koi din mein barason ka bimar hoga
uchatati mulaqat kab tak rahegi
kabhu to tah-e-dil se bhi yar hoga
tujhe dekh kar lag gaya dil na jana
ke is sangdil se hamen pyar hoga


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kisi Ek Se Karo Pyar Itna
Ke Kisi Aur Se Pyar Karne Ki Gunjaish Na

Voh Muskurade Aapko Dekh Kar Ek Bar
To Zindagi Se Phir Koi Khwaish Na Rahe
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ek ju-e-dard dil se jigar tak ravan hai aj
pighala hua ragon mein ik aatish-fishan hai aj
lab si diye hain ta na shikayat kare koi
lekin har ek zakhm ki muh mein zaban hai aj
tarikiyon ne gher liya hai hayat ko
lekin kisi ka ru-e-hasin darmiyan hai aj
jine ka waqt hai ya@hi marane ka waqt hai
dil apni zindagi se bahut shadaman hai aj
ho jata hun shahid har ahal-e-vafa ki sath
har dastan-e-shauq meri dastan hai aj
aaye hain kis nishat se hum qatl-gah mein
zakhmon se dil hai chur nazar gul-fishan hai aj
zindaniyon ne tod diya zulm ka gurur
wo dab-daba wo raub-e-hukumat kahan hai aj

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Hum Ne Dekhe Hai In Aakhon Ke Mahekte Khusboo
Haath Chooke Issay Rishton Ka Ilzaam Na Do
Sirf Ehsas Hai Yeh Rooh Se Mehsoos Karo
Pyar Ko Pyar Hi Rehna Do Koi Naam Na Do

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Bin Tery Shehr Ka Shehr Viran Rehta Hai
Bichar K Tujh Say Har Rasta Sunsan Rehta Hai
Wo Tujhy Tujh Se Zaida Pyar Karta Hai
Jo Tery Samny Aksar Anjan Rehta Hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kisi Ke Paigam Ko Zara Pyar Se Padha Kijiye
Kisi Ki Chahat Ka Ehsas @Kiya Kijiye
Koi Dil Se Yaad Karta Hai Aapko
Kam Se Kam Hichkiyan To Liya Kijiye.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ik Ishq Nagar Ki Vaadi Thi
Jahan Pyar Ki Nadiya Behti Thi
Kuch Dil@wale B Rehte Thay
Jo Pyar Ki Baten Krte Thay
Jab Bahar Ka Mosam Ata Tha
Aur Phoul Pyar K Khilte Thay
Mast Nasheeli Shamon Mein
Pyar Se 2 Dil Milte Thay
Ik Roz W@o Basti Ujar Gai
Aur Pyar Ki Hasti Bikhar Gai
Phir Har Ik Dil Ko Sog Laga
Aur Jeevan Bhar Ka Rog Laga
Dewane Phirte Rehte Hein
Aur Har Ik Se Wo Kehte Hein
Iqrar Kisi Se Na Karna
Pyar Kisi Se Na Karna.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Wo hamen jis qadar aazamate rahe
apni hi mushkilon ko badate rahe
wo akele mein bhi jo lagate rahe
ho na ho un ko hum yaad aate rahe
yaad karne par bhi dost aaye na yaad
doston ke karam yaad aate rahe
aankhen sukhi hui nadiyan ban gain
aur tufan badsatur aate rahe
pyar se un k@a inkar bar-haq magar
lab ye q der tak thar-tharate rahe
thin to kamanen hathon mein agyar ke
tir magar apanon ke janib se aate rahe
kar liya sab ne hum se kinara magar
ek naseh garib aate jat@e rahe
maikade se nikal kar janab-e-‘khumar’
qaba-o-dair mein khak udate rahe
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Maat Roko Iss Behte Dard Ko
Saza Hai Ye Kisi Ke Intzar Ki
Keh Lo Inhe As@hk Ya Diwangi
Ye To Nishani Hai Kisi Ke Pyaar Ki

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tumhare shahar ka mausam bada suhana lage
main ek sham chura lun agar bura na lage
tumhare bas mein agar ho to bhool jao hamen
tumhen bhulane mein shayad mujhe zamana lage
hamare pyar se jalne lag@i hai ye duniya
dua karo kisi dushman ki baddua na lage
na jane kya hai us ke bebak aankhon mein
wo muh chupa ke jaye bhi to bevafa lage
jo dubana hai to itane sukun se dubo
ke aas pas ke laharon ko bhi pata na lage
ho jis ada se mere sath bevafai kar
ke tere bad mujhe koi bevafa na lage
wo phul jo mere daman se ho gaye mansub
khuda kare unhen bazar ke hawa na lage
tum aankh mund ke pi jao zindagi ‘qaiser’
ke ek ghunt mein shayad ye badmaza na lage

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Mohabbat Na Rahe Tou Phir
Raha Kuc@h Bhi Nahi Kerta
k Itni Taiz Aandhi Main
Bachaa Kuch Bhi Nahi Kerta
Wo Mujh Ko yaad Rakhna
Ab Gawara Hi N@ahi Kerta
Main Jis Ko Yaad Rakhne
K Siwa Kuch Bhi Nahi Kerta
Kaha Tha Tujh Se Nadaan
k Zulm Ki Taiz Baarish Main
Siwaye Kachy Makano’n k
Gira Kuch Bhi Nahi Kerta …

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Kisi Na Kisipe Aitbar Ho Jata Hai
Ajnabi Koi @Shaks Yaar Ho Jata Hai
Khubiyo Se Nhi Hoti Mohabat Hamesha
Khamiyo Se B Aksar Pyar Ho Jata Hai


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kis Qadar Anokha Hy
Zaabta Mohabbat Ka
Kab Na Jaany Ho Jaye
Mo’ajza Mohabbat Ka
Apni Zaat Se Bhi Wo
Ajnabi Sa Lgta Hy
Jis K Saath Ho Jaye
Haadsa Mohabbat Ka

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Behti Hawaon Se Awaaz Aayegi
Har Dhadkan Se Fari@yaad Aayegi
Bhar Denge Aapke Dil Me Pyar Itna Ki
Saans Bhi Loge To Sirf Meri Yaad Aayegi.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ik Saal Purana Qissa Hai
Ik Larka Tha Deewana Sa
Karta Tha Manmana Sa
Wo Shokh Shokh Chanchal Sa
Mehka Mehka Pagal Sa
Ik Roz Muhabbat Ker Betha
Or Ab K Sal Ka Qissa Hai
Ab Wo M@azi Ka Hissa Hai
Wo Pyaar Pe Jaan Ko Waar Gya
Or Apne Aap Ko Maar Gya
Sare Jag Se Jeet Gya
Bas Apne Aap Se Haar Gya .

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Thora Likhti Ho Kya Khoob Likhti Ho
Choti Si Soch Kamal Zahn Rakhti Ho
Khushi Deni Ya Gham,Kya Stock Rakhti Ho
Manti Nahin Modern Hoon Q Naqab Main Rahti Ho
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dil Maray Mujh Say Sanbhalnay Ka Wada Ker Lay
Samnay Bhaytayn Hain Unsay Milnay Ka Erada Ker Lay
Koiee Baat Bhi Ais Waqat Aun Say Ker Lay
Pass Anay Ka Unsay @Koiee Bahana Ker Lay
Jazbaat Per Appnay Pahaylay Zara Qaboo Ker Lay
Aizharay Piyar Ka Thoray Sa Ahtaymam Ker Lay
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jab Yaad Karte Hai Kisi Ko ,Wo Waqt Suhana Hota Hai
Uth Jati Hai Kalam Likhne@ Ko,Wo Pyar Deewana Hota Hai
Kar Deti Hai Haal-E-Dil Bayaan.Wo Kalaam Shayraana Hota Hai
Jab Yaad Karte Hai Kisi Ko.Wo Waqt Suhana Hota Hai…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jaam Par Jaam Hum Piya Nahi Karte

Jam Par Jam Hum@ Piya Nahi Karte,
Pee Lete Hai Jarur Par Kisiko Dikhaya Nahi Karte,
Jee Ha!

Wo To Humari Unse Najre Mil Gai
Warna Pyar Bhi Hum Kisise Kiya Nahi Karte.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Bahte Ashkon Ki Zubaan Nahi Hoti
Lafzon Mein Mohabbat Bayaan Nahi Hoti
Mila Hai Pyaar To Kadar Karo
Kismat Har Kisi Par Meherbaan Nahi Hoti
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Unhe Bhoolne Ki Kos@hish Ki Maine
Dil Ne Kaha Yaad Karte Rehna
Wo Hamare Dard Ki Fariyad Sune Na Sune
Apna To Farz Hai Unhe Pyar Karte Rehna
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jo chahate ho so kahate ho chup rahane ke lazzat kya jano
ye raz-e-muhabbat hai pyare tum raz-e-muhabbat kya jano
alfaz kahan se laun main chal@e ke tapak samajhane ko
izahar-e-muhabbat karte ho ehasas-e-muhabbat kya jano
kya husn ke bhikh bh@i hoti hai jab chutaki chutaki judati hai
hum ahal-e-garaz jane is ko tum sahib-e-daulat kya jano
hai farq bada ae jan-e-”raza” dil dene mein dil lene mein
ulfat ka ta’alluq janate ho rishte ke nazakat kya jano

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Garmi-e-shauq-e-nazzara ka asar to dekho
gul khile jate hain wo saya-e-dar to dekho
aise nadan to na the jan se guzaranevale
nasiho, rahabar-o-rahaguzar to dekho
wo to wo hain tumhen ho jayegi ulfat mujhase
ek nazar tum mera mahabub-e-nazar to dekho
wo jo ab chak gareban bhi nahi karte hain
dekhanevalo kabhi un @ka jigar to dekho
daman-e-dard ko gulazar bana rakha hai
aao ek din dil-e-purakhun ka hunar to dekho
subah ke tarah jhamakata hai shab-e-gam ka ufaq
“faiz” tabindagi-e-dida-e-tar to dekho

टिप्पणियाँ