सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं
kamyabi ki shayari manzil new2017
- Koi manzil nahi j~achati safar accha nai lagta
- Agar ghar laut bhi aau to ghar accha nahi lagta
- Karu kuch bhi me ab duniya ko sab accha hi lagta hai
- Mujhe kuch bhi tumhare bin magar accha nahi lagta
- .............................................................................................
- Wahan Na Phool k~hilte hain Na hi Mosam Badalte hain
- Wahan to Kuch nahi hota jahan par TUM nahi hote
- Yahan wese to Her Sogaat asani se milti hai,
- Par Mera DIL Nahi lgta Jahan par TUM nahi hote…
- .............................................................................................
- Sard mausam ka maza kitna alag sa hai,
- Tanha raat mein intazaar kitna alag sa hain,
- Dhund bani naqa~b, aur chupa lia sitaron ko,
- Unki tanhaai ka ab ehsas kitna alag sa hai
- .............................................................................................
- Saans Tham Jati Hai Par Jaan Nahi Jati
- Dard Hota Hai Par Aawaz Nahi Aati
- Ajib Log Hai Is Zamane Mein
- Koi Bhul Nahi~ Pata Aur Kisi Ko Yaad Nahi Aati
- .............................................................................................
- Taras gaye hain apke didar ko,
- Fir b dil aap ko hi
- yaad karta hai,
- humse khusnsib to apke~ ghar ka aina hai,
- jo har roz apke husn ka didar to karta hai.
- .............................................................................................
- Tumhari yaad or baraf-bari ka mausam,
- sulagta raha dil ke and~r akeley,
- Irada tha jee loon ga tujh se bichar ke,
- Magar guzarta nahi ab December akeley..
- .............................................................................................
- Jaane Uss Shakhs Ko Kaisa Yeh Hunar Aata Hai;
- Raat Hote He Ankhon Mein Utar Jaata Hai;
- Mein Uski Yaad Se N~ikloo, Toh Kahaan Jaun;
- Woh Meri Soch Ki Har Dehlez Pe Nazar Aata Hai!
- .............................................................................................
- Jeene k lye dard ka samaan bohat hai,
- Kuch roz se apna dil pareshan bohat hai,
- Milte hain shabo-ro~z sabhi log hum se,
- Aik tujh se mulakat ka arman bohat hai.
- .............................................................................................
- Dosti Ki Dasta~an Jab Waqt Sunata Hai
- Hame Bhi Koi Yaad Aata Hai
- Bhool Jate Hai Jindgi Ke Sare Gamoo Ko
- Jab Apke Saath Gujra Hua Pal Yaad Aata Hai.
- .............................................................................................
- Aye dil tu kyu rota hai use yaad karke,
- Wo to chale gay~e tujhe barbaad karke,
- Ab wo tere nahi kisi aur ke hai,
- Kya milega unke dar per baar-baar fariyad karke.
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें