सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं
shayari love messages Hindi Sms
- Pal Pal se banta hai Ehasas,
- ehsas se banta hai Vishvas,
- vishvas se bante ~hai Rishte,
- aur rishte se banta hai koi Khas
- .......................................................................
- Aapki Yaad hi Meri Jaan hai,
- Shayad Iss Haqeeqat se Aap Anjaan hai,
- Mujhe Khud nahi Pata ki~ Mai Kaun hu,
- Aapka Pyaar hi Meri Pehchan hai..
- .......................................................................
- Hum wo ishq hain jo dil bankar dhadakte hai,
- hum wo khushbo hain jo baho m~ein mahakte hain,
- humse pyar na karna e-zalim hum vo dard hain jo ankho
- se chalakte hain
- .......................................................................
- Manzilo se apni door na jana
- raste ki pareshanio s~e toot na jana
- jab bhi jarurat ho zindgi me kisi apne ki
- hum aapke apne hai ye bhool na jana...
- .......................................................................
- Maa aapki Yaad Satati Hai, Mere Paas Aa Jaao,
- Thak Gaya Hoon, Mujhe Apne Aanchal Main Sulao,
- Ungliyaan Apni Pher Kar Baalon Mein M~ere,
- Ek Baar Phir Se Bachpan Ki Loriyaan Sunaao...
- .......................................................................
- 'Hans k chal Don
- kanch k Tukron per..!
- Agar 'tm' kaho, Ye Mery Bichaye hue Phool hain..'
- .......................................................................
- Zindagi badi ajeeb h~oti hai
- Kabhi haar to kabhi jeet hoti hai
- Tamanna rakho samandar ki gehrai ko chune ki
- Kinaro pe to bas zindagi ki shurwat hoti hai.....
- .......................................................................
- pholon ki tara gozr~o mere dil ki gali se ..
- khushboo ki tara muj pe bikhar jao kisi din
- mien apni har ek sans usi raat ko dedon
- sar rakh ke mere seene pe so jao kisi din
- .......................................................................
- Hotho se jo~ choo liya,
- Ehsaas Aab tak hai,
- Aankhe Nam hai,
- Aur sanson mein Aag ab tak hain,
- Aur kyon na ho...
- Khayi Bhi to 'HARI Mirch' hai.
- .......................................................................
- 'Main Ghalib aur Faraz Nahi Jo Biyaan Karon Lafzon Mein.
- "Dil_Nashiin"
- Kahan Alfaaz Ka Wazan Kahan Mere Yaar Ka Husn.'
- .......................................................................
- Nahi Chor Saktay Hum Dosro Ke Hath Mein Tum Ko.
- "Meri Jaan"
- Wapas Loot Aao Ke Hum Abhi Tak Akely hai.'
- .......................................................................
- Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain,
- Pehle dil phir zindagi say jur jatay hain,
- Kehtay hain us dau~r ko pyaar,
- Jisme log zindagi say bhi pyare ho jatay hain...
- .......................................................................
- Maa se rishta aisa banaya jaae,
- Jisko nigaaho me bit~haya jae,
- Rahe uska mera rishta kuch aisa ki,
- Wo agar udaas ho to humse bhi muskuraya na jaae...
- .......................................................................
- Pyar me Kuch Kuch Hota Hai
- Pyar me Dil To ~Pagal Hai
- Pyar me Kabhi Khushi Kabhi Gham
- Pyar ek aisi Paheli hai jo Na Tum Jano Na Hum...
- .......................................................................
- Ek muskan tu muhje ek baar de de
- khwab mein hi sahi ek deedar de de.
- Bas ek baar kar le tu aane ka wada
- phir Umar Bhar ka chahe intezar de de.
- .......................................................................
- Dosti ek saahil hai tufaano ke liye,
- Dosti ek aaina hai a~rmaano ke liye,
- Dosti ek mehfil hai anjaano ke liye,
- Dosti ek khawaahish hai aap jaise dost ko paane ke liye !!
- .......................................................................
- Tell me 5 reasons 4 which I'm your friend..??
- 1.
- 2.
- 3.
- 4.
- 5.
- Thappar maru kya..!!
- our friendship is unconditional..
- Aur tum reason khoj rahe ho
- .......................................................................
- Ankhon se dur ho par dil se nahi,
- Dil me zarur ho p~ar milte nahi,
- bus yehi gila hai tumse dost,
- tum milte zarur ho par dil se nahi..
- .......................................................................
- Tujhe Kisi Aur Ke Dil Mein Dekh,
- Mein Khuda Se Karne~ Gaya Fariyad,
- Kya Karen, Kambakhat Khuda Bhi
- Tumhara Chaahane wala Nikla.
- .......................................................................
- Zindagi nahi hmain doston sy pyaari,
- Dostn k liye haazir hai jaan hamaari,
- Aankhon mein hamaari~ aansoon hai tu kya,
- Jaan sy bhi pyaari hai muskaan tmhaari !
- .......................................................................
- Saath rehty rehty ~yuhin waqt guzar jayga
- Door hone k baad kaun kise yaad aayga
- Ji lo ye pal jb hm sath hai
- kal ka kya pata, waqt kahan le jayga
- .......................................................................
- Pyaar kamzor dil sy kiya nahi ja sakta,
- Zehar Dushman sy liya nahi ja sakta,
- Dil mein basi hai ulf~at jiss pyar ki
- uss k bina jiya nahi ja sakta.
- .......................................................................
- Jb Saawan Main Tanha Bhigo gy.
- Jb Aangan Khaali Paao gy.
- Jb Sahil Sy Takrati Lehron Main.
- Tm Door Kahin Kh~o Jaao gay.
- Jb Khud Sy Baatein Karty Karty.
- Tm Apni Tanhai Main Kho Jaao gy.
- Aur Dil Ki Baat Chupany Ko.
- Hm se Nazar Tm Churao gy.
- .......................................................................
- Pyaar to ahsash hai usaky ijhar ka
- Juban ki zarurat ky~a hai
- Pyaar to khudai hai Uski bandagi ki
- Numaish ki zarurat kya hai.
- .......................................................................
- Yeh jo hm mein tm mein rishta hai.
- KHUDA kary yeh ~sada rahy.
- Yeh chiragh hai to jala rahy.
- Yeh phool hai to khilla rahy.
- Tjhy naseeb hn muskurahtein.
- Tery paas tera naseeb ho.
- Tu jahan rahy sukhi rahy.
- Tere saath meri dua rahy.
- .......................................................................
- Mere hm sukhaan ka ye huk~am tha k ma kalaam us se kam kr do...
- Mere hont phr aisy sille k meri chup ny ussy rula diya...
- .......................................................................
-
- Nigahen nigahon se m~la k to daikho
- Kabhi kisi ko apna bana k to daikho
- Milna chahen gy sb log tmsy
- Kabhi tm achi trah naha kr to dekho
- .......................................................................
- Teri muskaan hamari kamzori hai,
- kehna para hamari majburi hai,
- tum kyu nahi samjhty ~hamari khamoshi ko,
- kya khamoshi ko zuban dena zarori hai?
- .......................................................................
- Dur hote hue bhi p~yar ka rishta nibhaty ho tm,
- Na jany kaise dil ko lubhaty ho tm,
- Yea kya jadu h tumhari dosti ka,
- Jo dil ko itna yaad aaty ho tm !
- .......................................................................
- jaan kr bhi wo mujhy jaan na pay
- aaj tak vo mujhy pehchan na pay
- khud hi ki hai bewafa~i hmny
- taki un oar koi ilzam na aay
- .......................................................................
- Tjhy bhool kr bhi na ~bhool payngy hm
- Bas yahi ek wada nibha paynge hm
- Mita dengy khud ko bhi jahan sy lekin
- Tera naam dil sy na mita payngy hm.
- .......................................................................
- Tere chehry py likhi dastan parhny ko dil karta hai
- Ay kam go tujh se guftgu karne ko dil karta hai
- Hai pehle safhe pe lafz dard, j~o k khud likhari hai
- Chan sahfat aor aage parhne ko dil karta hai
- .......................................................................
- Tery dam sy hi jaan hai W~ALLAH
- Jaan hai tu jahaan hai WALLAH
- Zakhm khaaye tu mu~ddatein guzrin
- Dil py ab tk nishaan hai WALLAH
- .......................................................................
- Mayri sarkash~i bhi thi munfarid
- mayri ajzi bhi kamal thi
- main ana parast bhala ka tha
- so gira tu apny hi paon main.
- .......................................................................
- Jugnoo , gohar , charagh , ujalay tu dy gia
- Wo khud ko dhondhnay k h~awalay tu dy gia
- Ab uss sy barh k kia ho varasat faqir ki
- bachooN ko apni bhik ky piyalay tu dy gia
- .......................................................................
- Badalna aata ~nahi hmko mausamo ki tarah
- Hr aik roop main tera intezar krty hain
- Na tm sameet sako gi jisy qayamat tk
- Kasam tmhari tmhy itna pyar krty hain.
- .......................................................................
- Woh mil jaty hain kahani ban kr
- Dil mein bas jatey hain nishani ban kr
- Jinhy hm rakhty hai~n apni aakhon main
- Kyn nikal jatey hain woh pani ban kr.
- .......................................................................
- Usko Chaha Bhi Tu Iqrar Na Karna Aaya
- Kat Gayi Umer,Hu~mein Pyar Na Karna Aaya
- Usny Manga Bhi tu hmsy Judai Mangi
- Aur Aik Hm Thy K Inkaar Na Karna Aaya
- .......................................................................
- Koi na milay to kismat sy gila nhi karty
- akSar log mil kr b~hi mila nhi karty
- hr shaakh pr bahaar aati hai Zaror
- pr hr shaakh pr phool khila nhi karty
- .......................................................................
- Ikrar main shabdn ki ahmiyat nahi hoti
- Dil k jazbat ki awaaz nahi hoti
- Ankhain biyan kr~ daiti hain dil ki dastan
- Muhabbat lafzon ki mohtaj nahi hoti
- .........................................................................
- Kabhi hasata hai pyaar,
- Kabhi rulata hai pyaar,
- Har pal ki~ yaad dilata hai yeh pyaar,
- Chaho ya na chaho,
- Par aapke hone ka ehsaas dilata hai yeh pyaar…
- ..................................................................
- कभी हसता है प्यार,
- कभी रु~लाता है प्यार,
- हर पल कि याद दिलाता है यह प्यार,
- चाहो या न चाहो,
- पर आपके होने का एहसास दिलाता है प्यार
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें