@Faraz ab koi sauda koi junoon bhi nahin
Magar qaraar se din katt rahey hon
yun bhi nahin Lab-o-dahan bhi mila
gufta-gu ka fan bhi mila Magar jo
dil pe guzarti hai kah sukoon bhi
nahin Meri zubaan ki luknat se
badgumaan na ho Jo tu kahe to
tujhe umr bhar milun bhi nahin
Faraz jaise koi diya turbat-e-havaa
chahe hai Tu paas aaye to mumkin hai main rahun bhi nahin …!!!
Kuchh Muhabbat Ka Nashaa Tha Pehlay Hum Ko Faraz,
Dill Jo Tota To Nashey Se Muhabbat Ho Gai …!!!
@Kuch na kisi se bolenge tanhaai
mein ro lenge Hum berahbaron ka
kya saath kisi ke ho lenge
Khud to huey rusvaa lekin terey bhed na
kholenge Jevan zahar bhara saagar kab
tak amrit gholenge Nind to kya
Aayegi Faraz maut aaey to so lenge …!!!
MOST POPULAR URDU POETS IN OUR HISTORY AHMAD FARAZ SHAYARI
Masjid khuda ka ghar hai, peneey ki jagha nahi,
Kaafir ke dil mein jaa, Wahan Khuda nahi !!!
@Kaun deta hai umar bhar ka sahara aye Faraz,
Log to Janaazay main bhi kandhay badaltay rahtay hain …!!!
@Ab naye saal ki mohlat nahin milney
vaali Aa chukey ab to shab-o-roz
azaabon vaaley Ab to sab dashnaa-o-Khanjar
ki zubaan bolatey hain Ab kahan log
muhabbat ke nisaabo vaaley Zinda
rahney ki tamanna ho to ho jaate hain
Faakhton ke bhi kirdaar uqaabon vaaley
Na mere zakhm khiley hain na tera rang-e-hina
Mausam aaye hi nahin ab ke gulaabon vaaley

टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें