hindi shayari emotional new2017


  1. Kismat dusra moka nhi deti,
  2. duniya anjan~e ko panah nhi deti,
  3. zindagi se itna pyar maat karna,
  4. Dost kyu ki ´maut´ kbhi riswat nhi leti.
  5. ................................................................................

  6. Pehli Mulaqat me kuch aisa hua ehsaas
  7. ki hum byaan bhi na kar paaye
  8. aakhri mulaqat me kuch to kehna hi tha unse
  9. yehi sochte hue~ unhe tanha chhod aaye
  10. ................................................................................


  11.  
  12. Dil ko uski hasrat se khaffa kaise karu,
  13. Apne rab ko bhul jane ki khata kaise karu,
  14. Lahu bankar r~ag rag me bas gaye hai wo,
  15. Lahu ko is jism se juda kaise karu.
  16. ................................................................................

  17. Mohabbat sabko mil jaaye jaruri to nahi.
  18. Woh bhi hame chahein jaruri to nahi.
  19. Kuch log bahut yaad aate hain dil ko,
  20. Hum bhi unki yaad ban jaaye jaruri to nahi...
  21. ................................................................................

  22. Dosti mein duriyaan to aati jaati rehti hain,
  23. Fir bhi dosti dilon ko milati rehti hain,
  24. Woh dost hi kya jo naaraz na ho,
  25. Par sachchhi dosti dost~on ko manaati rehti hain
  26. ................................................................................

  27. Seene se nikli aah ankhon mein thehar jati hai,
  28. Ankhen chalak na jay~en isliye jhuk jati hai,
  29. Jinda hone ka ehsaas hota hai saanson k chalne se,
  30. par koi yaad aye to ye bhi ek pal theher jati hai...
  31. ................................................................................

  32. Zindgi ka koi ehsas itna pyara na hota
  33. Agar apki yaad~o ka sahara na hota
  34. Hum khud ko khushnasib kahe nahi pate
  35. Agar aap sa dost hamara na hota
  36. ................................................................................

  37. Tanhaiyo me aksar waqt barbad kiya karte hai,
  38. Hum bhi har pal apko yaad kiya karte hai,
  39. Hum nah~i jante gharwale batate hai,
  40. Hum to nendo me bhi apka naam liya krte hai.
  41. ................................................................................


  42. Kisi ke dil mein basna bura to nahi
  43. Kisi ko dil mein ~basana khata to nahi
  44. Hain ye zamane ki nazar me bura to kiay hua
  45. Zamane wale bhi insan hai khuda to nahi
  46. ................................................................................

  47. Aap ki awaaz ne mujh par ye asar kar diya,
  48. Pyar mera tapd~ap ta tha isi soch mein,
  49. Kabhi na suni thi aisi pyari awaaz,
  50. Ek kashish si rahti hai sunne ke liye.
  51. ................................................................................
  52. Kya Khub banaya Uper wale ne tumhe,
  53. Akinan Varsh~o lage honge use banane me tumhe,
  54. Kya katil nigahe di hai uper wale ne tumhe,
  55. Kabhi jarurat nahi padegi kishi khanjer ki tumhe.
  56. ................................................................................

  57. Jaam pe Jaam pine se kya fayda,
  58. Sham ko pi subah utar jayegi,
  59. Arey do boon~d dosti ke pi le,
  60. Zindagi saari nashe mein guzar jayegi.
  61. ................................................................................

  62. Us din khuda ne bhi jasn manaya hoga,
  63. Jis din fur~sat se apko banaya hoga,
  64. Ankho se uske bhi nikle honge ansu,
  65. Jab tumko yaha bhejkar khud ko akela paya hoga.

टिप्पणियाँ