सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं
Dooriyan Shayari Dard Shayari2017
- Saying Sorry Is The Purest Cure Of
- All Heart Aches And Heart Breaks!
- Admit To Yourself That You Have Done Wrong And Say Sorry.
- It Does Not Only Touches The Heart But
- Also Touches The Soul. It’s The Greatest Thing To Do
- That Will Give You The Greatest Feeling To Enjoy. :)
- ........................................................................................
- I’m Sorry May Not Mean That Much To You,
- But It Means A Lifetime Of Our
- Relationship To Me ! Please Forgive Me ?
- ........................................................................................
- Begano Se Dosti Ki Gunjais Nahi Hoti,
- Mout Ke Badh Koi Khavaish Nahi Hoti.
- Saayad Koi Pyaar Bhara Dil Tuta Hoga,
- Warna November Ke Mahine Mein Barish Nahi Hoti.
- I Am Sorry!!!
- ........................................................................................
- What I Did Was Foolish & Impulsive
- If I Cud Take It All Back I’d Do This So Instant
- I Truly Didn’t Mean To Hurt You In Any Way
- I’m Sorry For Hurting You
- ........................................................................................
- Know I’ve Hurt U…
- I Didn’t Mean To.
- I Am Soooooooooo Sorry…
- Please Forgive Me!
- ........................................................................................
- Sorry Is A Gud Weapons For Some People..
- Jaan Bujh Kar Galtiaan Karo,
- N After That Just Say Sorry..
- But Actually People Don’t Know The Deep Meaning Of Sorry….
- ........................................................................................
- If I Have Ever Done A Mistake,
- 4give Me Thinking That It Was A Mistake…
- And Dont Ever 4get Me Even By A Mistake….
- ........................................................................................
- Be The First One To Say Sorry
- When The Other Person Seems
- To Be Hurt Bcoz Of U & Be The
- 1st One To Forgive If A Person Says Sorry To U!
- ........................................................................................
- A Good Apology Has 3 Parts –
- 1) Im Sorry.. 2) It’s My Fault..
- 3) How Do I Make It Right? Well.. Unfortunately,
- A Lot Of People Usually Miss The 3rd Part..
- ........................................................................................
- Sorry Is Not Just A Word To Say…
- Its A Expression To Express For A
- Unfortunate Event That Experienced….
- ........................................................................................
- How Can I Begin To Say I`M Sorry.
- I Didn’t Mean To Upset You.
- I Hope That You Can Forgive Me.I’m Sorry.
- ........................................................................................
- Kaash, Maangne Pe Pehle Hi Har Dua Kubool Hoti
- Kaash, Dukhon Ka Saaya Bhi Zindagi Pe Na Hota
- Kaash, Kuch Woh Log Kuch Aur Hi Hote
- Kaash, Ki Logon Ki Bereham Nazar Humare Pyar Ko Na Lage
- ........................................................................................
- Kaash Jo Kehna Chaahti Hun, Unse Keh Paaun Ek Din
- Kaash Woh Samjh Sakte, Is Dil Ke Armaan
- Kaash Yeh Saare Kaash Sach Ho Jaayein Kaash
- ........................................................................................
- Abhi kuch dooriyan to kuch faasle baaki hai…
- Pal pal simatati shaam se kuch roshni baaki hai..
- Hame yakin hai woh dekha hua kal aayega zaroor..
- Abhi woh hosle to woh ummedein baaki hai…
- ........................................................................................
- mera intezaar kar aur mujhe karne kii wajah de
- tere dil main kya hai yeh aaj bata de
- jaana hai mujhe door ,kya tu seh paayegi yeh doori
- kya rahegi hai jaisi tu bas itna bata de
- ........................................................................................
- intzaar hai bas uss ghadi ka ye sanam
- jab tu lekar mujhe apni aaghosh me
- degi sukoon meri is rooh ko ye sanam.
- ........................................................................................
- nahin chahta main kii hum door ho toh,darmiyaan doori ho
- sirf takraar ho, ikraar ho, aur majboori ho
- pyaar ho toh magar aise jaise kaahin chhupa hua
- rishte main bachi na koi aas aadhoori ho
- ........................................................................................
- hai bada muskil rehna door tujhse
- yakeen karna tera mujhpe aur mera tujhpe
- magar main yeh vaada karta hoon tujhse
- meri subah hogi tujhse aur raat tujhpe
- ........................................................................................
- meri baatein sun k tujhko hai bharosa toh jata de
- door ja raha hoon, mujhe door jaane kii na sazaa de
- chahta hoon mohabbat apni khatir hamesha teri nazron main
- kaahin yeh dooriyan na mohabbat ko meri mita de
- ........................................................................................
- Darmiyan Dooriyan Na Hoti Kaash
- Bebasi Yun Chaayi Na Hoti Kash
- Zindgai Khushnuman Hoti Kaash
-
- ........................................................................................
- Chand Ka Kya Kasoor Agar Raat Bewafa Nikli,
- Kuch Pal Thehri Phir Chal Nikli,
- Unse Kya Kahein Woh To Sacche The,
- Shayad Hamari Taqdir Hee Humse Bewafa Nikli
- ........................................................................................
- Kabhi Jazbaat To Kabhi Yaadon Ko Dafan Karte Hai,
- Kabhi Aansu To Kabhi Dard Piya Karte Hai,
- Kya Khub Taqdir Di Hai Khuda Ne,
- Har Roj Mar Mar Ke Jiya Karte Hai.
- ........................................................................................
- Is Matlab Ki Duniya Me Koi Humara Na Hua,
- Jise Humne Sabse Zyada Chaha Usine Hume Dhokha Diya,
- Hum The Jinke Liye Taiyar Sabkuch Chorne K Liye,
- Kya Pata Tha K Ek Din Wo Hume Hi Chor Denge,
- ........................................................................................
- Hazar Gum The Meri Zindgi Akeli Thi,
- Khushi Jahan Ki Mere Vaaste Ek Paheli Thi,
- Wo Aaj Bhaag K Nikalte Hai Mere Saaye Se,
- Maine Jinke Liye Gum Ki Dhoop Jheli Thi.
- ........................................................................................
- Kab Kaun Kisi Ka Hota Hai,
- Sab Jhoothe Rishte Naate Hai,
- Sab Dil Rakhne Ki Baatein Hai,
- Sab Assli Roop Chhupate Hai,
- Ek Baar Nigahoon Mein Aa Kar,
- Phir Saari Zindagi Rulate Hai.
- ........................................................................................
- Naa Jaane Kyon Hume Aansoo Bahana Nahi
- Aatanaa Jaane Kyon Hume Haale Dil Sunana Nahi
- Atakyon Sabhi Bichad Jaate Hain
- Hamesha Humse Shayad Hume Hi Saath Nibhana Nahi Aata
- ........................................................................................
- Dariya Wafaoo Ka Kabi Rukta Nhi…
- Mohabat Me Insaan Kabhi Jukta Nhi…
- Hum Chup H Kisi Ki Khushi K Liye…
- Aur Woh Sochte H Dil Hamare Dukhta Nhi
- ........................................................................................
- Rishte Kaanch Ke Bane Hote Hai Tutne Par Chubhte Hai,
- Hatheli Par Sambhal Kar Rakhnakyoki Inhe”Todne”Me
- “Pal”Aur”Jodne” Me”Barso”Lag Jate
- ........................................................................................
- Takdeer K Hum Staaye Gaye He.
- Pyaar Me Har Taraf Se Thukraaye Gaye He,
- Aaj Hum Gum K Musafir He,
- Magar Aise Hum The Nahi Banaye Gaye He
- ........................................................................................
- Ashkon ko humne kayi baar roka,
- phir bhi na jane kyon ankhe dhoka de gayi,
- Bharosa to tha hame apne aap par magar,
- unka zikr aate hi naa jane kyon palke nam ho gayi.
- ........................................................................................
- har khushi kam hai,
- tera ghum bhulAne ke liye,
- ik tera ghum hi kaafi hai,
- mujhe umr bhar rulane ke liye!!
- ........................................................................................
- maut par bhi hai yaqeen
- un par bhi aitabaar hai
- dekhte haiN pahle kaun aa ta hai…
- dono ka intzaar hai!!!
-
- ........................................................................................
- Dil k dard ko chupana kitna mushkil hai,
- Toot k phir muskrana kitna mushkil hai,
- Door tak jab chalo kisi k sath tu phir,
- Tanha laut k Aana kitna mushkil hay..
- ........................................................................................
- Usne Mujhe Apni Bewafai Ka Sabut De Diya,
- Mujhe Meri Khushiyo Ki Judai Ka Sabut De Diya,
- Usne Dikha Diya ’Kumar’ Ishq-E-Wafa Ka Anjaam Kya Hota Hai,
- Mujhe Duniya Ki Bheed Me Meri Tanhai Ka Sabut De Diya…
- ........................................................................................
- Tum Kya Jaano Kya Hoti Hai Tanhai,
- Tute Hue Patte Se Puchho Kya Hoti Hai Judai,
- Yu Bewafai Ka Iljam Na Do Mere Dost,
- Is Waqt Se Puchho Kab Yaad Teri, Mujhe Nahi Aai…
- ........................................................................................
- Phir Aaj Wahi Saam Hai Saath Mein Hai Meri Tanhai
- Zindagi Kuch Thami Huyi Si Lagti Hai Kaisi Hai Yeh Khudaai
- Koshish Karta Hun Kisi Tarah Byaan Kar Sakun Apne Jazbaton Ko
- Sayad Isiliye Ban Jaati Hai Aksar Anjaane Mein Koi Rubai…
- ........................................................................................
- Jab se teri chahat apni zindagi bana li ha
- hum ne udas rehne ki adat bana li ha
- har din har rat guzrta he teri yad me
- teri yad hum ne apni ebadat bana li he
- ........................................................................................
- Mere Geet Sune Duniyane Magar
- Mera Dard Koi Na Jaan Saka,
- Ek Tera Sahara Tha Dilko,
- Tu Bhi Na Mujhe Pehchan Saka….
- ........................................................................................
- Ek din hamare annsoon humse pooch
- baithe,
- humey roz -roz kyon bulate ho,
- Humne kaha hum yaad to unhe karte hain
- tum kyon chale aate ho.
- ........................................................................................
- Kaise Tere Bagair Guzari TaMaM Raat,
- ShisheMe HuMne Jaan Uteri TaMaM Raat,
- Tera Na Aana Mautka PaigaM Tha Magar
- Nikle Na Phir Bhi Jaan HaMari TaMaM Raat…
- ........................................................................................
- Tadapke Dekho Kisiki Chahatme To
- Pata Chale Pyar Kya Hota Hai,
- Mil Jaye Har Koi Yunhi Rahonme
- To Kasie Pata Chale Ki
- Intezar Kya Hota Hai…
- ........................................................................................
- Chaand To Nikla Hai Magar Ye Raat Na Hai Pehli Si,
- Ye Mulakat Mulakat Na Hai Pehli Si,
- Ranj Kuch Kam To Hua Aaj Milne Se,
- Ye Alag Baat Hai Ke Ye Baat Na Hai Pehli Si…
-
- ........................................................................................
- Phir usi chand se rishta bana baithe,
- Phir usi saadgi se fareb kha baithe,
- Pathron se they taalukaat hamare,
- Phir bhee sheeshe ka ghar bana baithe…
- ........................................................................................
- Ye ishq nahi aasa, Itna to samajh lejiye…
- Ek Aag ka dariya hai, aur doob ke jaana hai
- ........................................................................................
- Kuch dost zindagi me is kadar samil ho jate
- he.Agar bhulana chaho to or yad aate he
- bas jate he wo dil me is kadar ki
- aankhe band karo to samne nazar ate he.
- ........................................................................................
- Hum ne jab kiya dard-e-dil ko baya, to sher ban gaya,
- Logo ne suna wah wah kiya, dard aur badh gaya.
- Mohobbat ki paak rooh mere shero me hai,
- Ek likha gam kam karne ke liye to gam aur badh gaya…
- ........................................................................................
- Mohabbat mein na padna mere dosto,
- mohabbat mein bas rusvai hai…
- pehle to dil aabad~ rahe ga,
- aakhir mein tanhai hai…
- ........................................................................................
- Dariya wafaoo ka kabi rukta nahi,
- Mohabat me insaan~ kabhi jukta nahi,
- Hum chup hai kisi ki khushi ke liye,
- aur wo sochte hai dil hamara dukhta nahi.
- ........................................................................................
- Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi…
- Wafa kar lo ~chahe jitni Bewafai hi milegi…
- Jitna marzi kisi ko apna bana lo,
- Jab ankh khulegi… Tanhai hi milegi !
- ........................................................................................
- Jo hukum karta hai woh iltejaa bhi karta hai…
- Yeh Aasman bhi jaake kahin pe jhukta hai’
- Tu agar bewafa hai to yeh buri khabar bhi sun le..
- Mera intezaar koi aur bhi kartaa hai…
- ........................................................................................
- Kuchh beete hue lamho se mulakat hui
- kuchh tute hue sapno se baat hui
- yaad jo karne baithe un tamam yado ko
- to aapki hi yaado se shuruat hui..
- ........................................................................................
- Bahut tamanna thi,~ pyar mein aashiyan banane ki,
- Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki.
- Usi ka karz hai, jo aaj hai aankhon mein aansoo,
- Saza mili hai humein muskurane ki !
-
- ........................................................................................
- Mere khwabon mein aana aapka kasur tha
- Aapse dil lagana~ hamara kasur tha
- Aap aaye the zindagi mein pal do pal ke liye
- Aapko zindagi samajh lena hamara kasur tha
- ........................................................................................
- A duniya badi bewafa hai samajhna,
- Kahin dil lagane k~ koshish na karna.
- Mere doston zindagi ek safer hai samajhna,
- Kahin thaher jane ki koshish na karna.
- ........................................................................................
- Duwa karna yaro juda ho rahe hai,
- Rahi zindagi to fir aaker milenge..
- Ager mergaye to du~wa karte rehna,
- Aansun bahane ki koshish na karna..
- ........................................................................................
- Kabhi ro ke muskuraye , kabhi muskura ke roye,
- Jab bhi teri yaad aayi tujhe bhula ke roye,
- ek tera hi to naam tha jise hazar bar likha,
- Jitna likh ke khush hue us se jayada mita ke roye.
- ........................................................................................
- Akela sa mehsus karo jab tanhai me,
- Yaad meri aye jab judai me,
- Mehsus karna t~umhare karib hu me,
- Jab chahe dekh lena apni hi parchai me.
- ........................................................................................
- Kadam yuhi dagmaga gaye raaste me,
- Warna sambhlna hum bhi jaanthe the,
- Thokar bhi lagi tho us pathar se,
- Jise hum apna mante the.
- ........................................................................................
- Kaash woh samajthe is dil ki tadap ko,
- Tho yun humein ruswa na kiya hotha.
- Unki ye berukh~i zulm bhi manzoor thi humein,
- Bas ek baar humein samaj-liya hota.
- ........................................................................................
- Wo roye to bahut, p~ar mujhse muh mod kar roye
- Koi majburi hogi to dil tod kar roye
- Mere samne kar diye mere tasveer ke tukde
- Pata chala mere piche wo unhe jod kar roye
- ........................................................................................
- Danishon ki duniya hai sari,
- Alfazon ka mydan hai sara.
- Zer aur zaber ko pehechan na pao,
- To mydan me aane ki koshish na karna.
- ........................................................................................
- Kashti ummidon ki ger sahil na paye,
- To khud dub jane ki koshish na karna.
- Kadam pe andhera karegi ye duniya,
- Kahin dil jalane ki koshish na karma.
-
- ........................................................................................
- Kabhi Yaad Aye To Ek Baar Kehna.
- Kabhi Aansu Ban K Ankhon Se Na Behna.
- Dost Na Sahi To Ajna~bi hi Rehna.
- Per KABHI ALVIDA NA KEHNA.
- ................................~........................................................
- Woh Umar Bhar To Sath Na
- Nibha Saka Mera ~Faraz….
- Han Yaad Ban K Kabhi Usne
- Mujhe Tanha Nahi Chora.
- ........................~................................................................
- Most Touching Lines said During a Break Up….
- ‘Chal Oye Meray Gift Wapis Kar…!’ :-)
- ........................................................................................
- Dil Ki Dharkanoo Ko ik lamha saber nahi,
- Shayad k us ko ab meri kader nahi,
- Her safer mein mera kabhi hamsafer tha woh,
- Ab safer to hai mager wo hamsafer nahi.!
- ........................................................................................
- Wada hum nai kya tha nibhaney k liye
- Ek dil dia tha ek dil pane k liye
- Unho ne mohabbat sikha di or kaha.
- Hum nai tou mohabbat ki thi tumhe azmaney k liye!
- ........................................................................................
- Tere khuwabon ki dunia or main tanha!
- Raat, samandar, chand, hawa or main tanha!
- Koi to kash mera bhi gham saaz baney!
- Mujh se sare log khafa or main tanha.
- ........................................................................................
- Datey hain kyun ye Dard bas hami ko,
- Kya Samjhen ge wo in Aankho ki nami ko,
- Lakhon Deewane hon jis Chand k,
- Wo kya Mehsus karen ge Ek Mri Kami ko….
- ........................................................................................
- Raat Gehri Thi Darr Bhi Saktay They.
- Hum Jo Kehte Thy, Kar ~Bhi Saktay They.
- Tum Jo Bichray To Ye Nahi Socha….
- Hum To They TANHA, Marr Bhi Saktay They.
- ........................................................................................
- Sapnay dekhe bhi nahi aur Toot gaye,
- Woh humain milay bhi nahi aur Rooth gaye,
- Hum jagtay rahy aur ~sari Dunya soti rahi,
- Ek barish thi jo humaray sath roti rahi.
- ........................................................................................
- Jab tak lafz wazu nahi karte,
- Hum aapki guftagu nahi karte,
- Kuch dil ka risht~a aisa hai ap se,
- Jis dua mein ap na hon,
- Hum aisi dua nahi karte…
- ........................................................................................
- Hum tu tere dil ki mehfil sajany aay the
- Tere kasam tujh~y apna banany aay the
- Kis baat ki saza di tony hum ko bewafa
- Hum tu tere dard ko apna banany aay the.
- ........................................................................................
- Tum kis se wafa ki umeed kar rahay thy
- Ye to woh shaks hy
- Jo apni ghalti ki wajha bhi
- Tumhen kehta hy.
- ........................................................................................
- Toot jata hai bikhar jata hai,
- Kaanch k ghar me muqaddar apne,
- Ajnabi tou sada pyar se milty hain,
- Bhool tou jaty hain aksar apne..
- ........................................................................................
- Is kadar hum yaar ko manane nikle,
- uski chahat ke hum deewane nikle,
- jab bhi use dil ka haal batana chaha,
- to uske hothon se waqt na hone ke bahane nikle…
- ........................................................................................
- Aansuo ke girne ki aahat nahi hoti,
- Dil ke tootne ki awaaz nahi hoti,
- Agar hota khuda ko ehsaas dard ka,
- to use dard dene ki Aadat nahi hoti..
- ........................................................................................
- Hamara har lamha chura liya aapne,
- aankhon ko ik chand dikha diya aapne.
- Hamein zindagi to di~kisi aur ne,
- par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne.
- ........................................................................................
- Dariya wafaoo ka kabi rukta nahi,
- Mohabat me insaan ka~bhi jukta nahi,
- Hum chup hai kisi ki khushi ke liye,
- aur wo sochte hai dil hamara dukhta nahi.
- ........................................................................................
- Apno ne Zehar ka jaam de diya,
- Gairon ne Bew~fa naam de diya.
- Wo jo kehte they bhul na jana hume,
- Aaj unhone hi bhari MEHFIL
- me ANJAAN keh diya hain….
- ........................................................................................
- Bahut tamanna thi, pyar mein aashiyana banane ki,
- Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki.
- Usi ka karz h~ai, jo aaj hai aankhon mein aansoo,
- Saza mili hai humein muskurane ki !
- ........................................................................................
- Hum ne jab kiya dard-e-dil ko baya, to sher ban gaya,
- Logo ne suna wah wah kiya, dard aur badh gaya.
- Mohobbat ki paak rooh mere shero me hai,
- Ek likha gam kam karne ke liye to gam aur badh gaya.
- ........................................................................................
- “Zindagi Sirf Mohabbat Nahin Kuch Aur Bhi Hai
- Zulf-o-Rukhsaar ki Jannat Nahi Kuch Aur Bhi Hai
- Bhookh Aur Pyaas ki Maari Hui Is Duniya Mein
- Ishq Ek Haqeeqat Nahin Kuch Aur Bhi”
- ........................................................................................
- kuchh beete hue lamho se mulakat hui
- kuchh tute hue sapno se baat hui
- yaad jo karne baithe~ un tamam yaado ko
- to aapki hi yaado se shuruat hui
- ........................................................................................
- Jo hukum karta hai w~e kahin pe jhukta hai’
- Tu agar bewafa hai to yeh buri khabar bhi sun le..
- Mera intezaar koi aur bhi kartaa hai…
- ........................................................................................
- Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi…
- Wafa kar lo chahe ~jitni Bewafai hi milegi…
- Jitna marzi kisi ko apna bana lo,
- Jab ankh khulegi… Tanhai hi milegi !
- ........................................................................................
- Bahot Koshish Ki Magar Na Bhula Paaya Main Tujhko,
- Yaad Tumhari ~Satati Rahi, Chaen Bhi Na Aaya Mujhko,
- Sote Waqt Bhi Chehra Saamne Nazar Aaye,
- Kya Mil-Jayega Mujhko Pyar Mera,
- Bas Yahee Sochte Sochte Raat Guzar Jaye.
- ........................................................................................
- Kehte hai pyaar ki seema nahi hoti,
- Yeh toh dhoka hai jo sab kehte hai,
- Pyaar ki seema honi chaiye,
- Taki koi dil kisi aur dil ka na ho jaye…
- ........................................................................................
- Tooti jogar ke jheel ke darpan pay ek kiran
- moj-e saba ny rooh mai kanta chobo diya
- ........................................................................................
- Raat ki tanhai mein unko awaaz diya karte hain
- Raat mein sitaaron se un~ka zikre kiya karte hain
- Woh ayen ya na ayen humare khwabon mein
- Hum toh bus unhi ka intezaar kiya karte hain
- ........................................................................................
- Ho chuki mulakaat abhi salaam baaki hai
- Tumhare naam ki d~o ghoont sharaab baki hai
- Tumko mubarak ho khushiyoon ka shamyaana
- Mere naseeb me abhi do gaz zameen baki hai
- ........................................................................................
- Har Inkaar Tere Ikraar Se Aacha Hoga
- Mera Har Din Teri Us Raat Se Aacha Hoga
- Na Ho Yakin T~o Jhaak Lena Apni Doli Se
- Mera Janaza Teri Baarat Se Aacha Hoga
- ........................................................................................
- Bekhudi Le Gayi Kahan Hum Ko,
- Der Se Intezaar Hai Apna,
- Rote Phirte Hai Sari Sari Raat,
- Ab Yehi Rozgaar Hai Apna..
- ........................................................................................
- Wafa ka naam na lo yaron,
- Wafa dil ko dukahati hai.
- Wafa ka naam lete hi,
- hume ek bewafa ki yaad Aati hai
- ........................................................................................
- Aap Gairon ki baat karte hain,
- humne Apno k~o Aajmaya hai!
- log Katoan se bachkar chalte hain,
- humne Fooloan se Jakhm khaya hai!!
- ........................................................................................
- Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
- Kat gayi umr, hamei~n pyar karna na aaya,
- Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
- Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya
- ........................................................................................
- Aankho me rahne walo ko yaad nahi karte,
- dil me rehne walo ki baat nahi karte.
- Humari to roo~ me bas gaye a Woh,
- tabhi to hum milne ki fariyad nahi karte.
- ........................................................................................
- Tum bin zindagi suni si lagti hai,
- Har pal adhuri si lagti hai…
- Ab to in saanson ko apni saanson se jodde,
- Warna zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai…

- Teri nazron se peene ka maza hi kuch aur hai
- tujhe dekh dekh A jeene ka maza hi kuch aur hai
- kar Bewafaayi mere saath tu….hum shikva nahin karenge
- Bas….tujhse wafa karne ka maza hi kuch aur hai….
- ........................................................................................
- Jane kis baat ki mujhko saja deta hai,
- meri hasti hui ankh~on ko rula deta hai.
- Ek muddat se khabar bhi nahi teri,
- koi is tarah bhi kya apne Pyar ko bhula deta hai.
- ........................................................................................
- kaash aasoun ke saath yaadein beh jati
- kaash ye khamosi ~sab kuch keh jati
- kaash kismat tumne likhi hoti to
- shayad meri kismat me pyar ki kami na rah jati
- ........................................................................................
- Jaan kar bhi woh Mujhe jaan na paaye,
- Aaj tak woh Mujhe pehchaan na paaye,
- Khud hi kar li b~ewafai humne,
- taaki unpar koi ilzaam na aaye.
- ........................................................................................
- Khuda ne kaash mohabbat banaayi na hoti
- toh aaj iss ~tarah hamare pyar ki rusvaayi na hoti
- kaash unke dil mein zara si wafa hoti
- toh iss tarah mere saath bewafaayi na hoti
- ........................................................................................
- Kon nahin hai bewafa sanam is duniya me,
- Toofan kashti se kare bewafayi,dobana hi chahe
- Saagar sahil se kare bewafayi,milkar bhi na mile
- Chandni raat se kare bewafayi,badalon me chup ke
- Zindagi bhi kare humse bewafayi,maut ko sopne.
- ........................................................................................
- Maksad se maangi huii dua ko ibadat nahi kehte..
- Irade se kiye hue pyar ko mohabbat nahi kehte…
- Khwahishon se mili cheez ko zarurat nahi kehte…
- ........................................................................................
- Nadaani mein hum kisse apna samajh beithe
- jo dikhaaya uss bewafa ne sapna hum haqeeqat samajh beithe
- dekho aaj chod diya h~amein usne ek gair ke liye
- jisse hum apna humsafar samajh beithe
- ........................................................................................
- Raha jo dil mein dhadkan ban ke
- bichda mujhse vo bewafa ban ke
- na ummid rahi jee~ne ki ab ae dosto
- milli hamein dava bhi ek sazaa ban ke
- ........................................................................................
- Ab toh gham sehne~ ki aadat si hogayi hai
- raat ko chhup chhup rone ki aadat si hogayi hai
- tu Bewafa hai….khel mere dil se ji bhar ke
- hamein toh ab chot khaane ki aadat si hogayi hai
- ........................................................................................
- Aankho me rahne walo ko yaad nahi karte,
- dil me rehne~ walo ki baat nahi karte.
- Humari to rooh me bas gaye a Woh,
- tabhi to hum milne ki fariyad nahi karte.
- ........................................................................................
- Tum bin zindagi suni si lagti hai,
- Har pal adhuri si lagti hai…
- Ab to in saanson ko apni saanson se jodde,
- Warna zindagi kuch pal ki mehmaan lagti hai…
- ........................................................................................
- Teri nazron se peene ka maza hi kuch aur hai
- tujhe dekh dekh A jeene ka m~aza hi kuch aur hai
- kar Bewafaayi mere saath tu….hum shikva nahin karenge
- Bas….tujhse wafa karne ka maza hi kuch aur hai….
- ........................................................................................
- Jane kis baat ki mujhko saja deta hai,
- meri hasti hui ankhon ko rula deta hai.
- Ek muddat se khabar b~hi nahi teri,
- koi is tarah bhi kya apne Pyar ko bhula deta hai.
- ........................................................................................
- kaash aasoun ke saath yaadein beh jati
- kaash ye khamosi sab kuch keh jati
- kaash kismat tumn~e likhi hoti to
- shayad meri kismat me pyar ki kami na rah jati
- ........................................................................................
- Jaan kar bhi woh Mujhe jaan na paaye,
- Aaj tak woh~ Mujhe pehchaan na paaye,
- Khud hi kar li bewafai humne,
- taaki unpar koi ilzaam na aaye.
- ........................................................................................
- Khuda ne kaash mohabbat banaayi na hoti
- toh aaj iss tarah hamare pyar ki rusvaayi na hoti
- kaash unke dil mein zara si wafa hoti
- toh iss tarah mere saath bewafaayi na hoti
- ........................................................................................
- Kon nahin hai bewafa sanam is duniya me,
- Toofan kashti se kare bewafayi,dobana hi chahe
- Saagar sahil se kare bewa~fayi,milkar bhi na mile
- Chandni raat se kare bewafayi,badalon me chup ke
- Zindagi bhi kare humse bewafayi,maut ko sopne.
- ........................................................................................
- Maksad se maangi huii dua ko ibadat nahi kehte..
- Irade se kiye hue pyar k~o mohabbat nahi kehte…
- Khwahishon se mili cheez ko zarurat nahi kehte…
- ........................................................................................
- Nadaani mein hum kisse apna samajh beithe
- jo dikhaaya uss bewafa ne sapna hum haqeeqat samajh beithe
- dekho aaj chod diya ha~mein usne ek gair ke liye
- jisse hum apna humsafar samajh beithe
- ........................................................................................
- Raha jo dil mein dhadkan ban ke
- bichda mujhse vo bew~afa ban ke
- na ummid rahi jeene ki ab ae dosto
- milli hamein dava bhi ek sazaa ban ke
- ........................................................................................
- Ab toh gham seh~ne ki aadat si hogayi hai
- raat ko chhup chhup rone ki aadat si hogayi hai
- tu Bewafa hai….khel mere dil se ji bhar ke
- hamein toh ab chot khaane ki aadat si hogayi hai
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें