सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं
hindi girlfriend bewafa shayari new2017
- सब के होते हुवे भी तन्हाई मिलती हे,
- यादो में भी गम की परछा~ई मिलती हे,
- जितनी भी दुआ करते हे किसी को पाने की,
- उतनी ही उनसे बेवफाई मिलती हे.
- .......................................................................................
- Use Nafrat Karne Se Fursat Na Mili
- Warna Mera D~ard La-ilaz Na Tha
- Humne To Us Sahar Me Bhi Tera Intzar Kiya
- Jaha Mohabbat Ka Riwaj Na Tha.
- .......................................................................................
- Kabhi woh samny Aa kr mujhe mila bhi nahi
- me us se baat karu itna hosla bhi nahi.
- wo mangta hai sitar~on ki roshni.
- mere pas to miti ka ek diya bhi nahi.
- .......................................................................................
- Nazrein Meri Kahin Thak Na Jaayein,
- Bewafa Tera Inte~zaar Karte Karte,
- Yeh Jaan Yun Hi Nikal Na Jaaye,
- Tum Se Ishq Ka Izhaar Karte Karte…
- .......................................................................................
- Kisi ki khatir~ mohabbat ki inteha kardo,
- Par itna bhi nahi ki us ko khuda kardo.
- Mat chaho kisi ko toot kar itna bhi,
- Ki apni hi wafaon se us ko bewafa kardo
- .......................................................................................
- Kinaro ki preet lehron ko kheech lati hai
- Par badnaam na ho mohabbat isiliye laut jati hai 0 Share4
- Zindagi Aur Bewafaa Hindi SMS Wallpaper
- Zindagi Aur Waqt Hindi SMS Wallpaper
- Zindagi Me Hamne Waqt Se Bahot Wafa Kar Li,
- Par Waqt Hamse Bewaf~aai Kar Chala Gaya.
- Kuch Hamare Naseeb Bure The,
- .......................................................................................
- Nazrein meri kahin thak na jaayein,
- Bewafa tere intz~aar karte karte,
- Yeh jaan yun hi nikal na jaaye,
- Tum se ishq ka izhaar karte karte.
- .......................................................................................
- Chahte The Jinhe Hum Unke Dil Badal Gaye,
- Samandar Gehr~ara Tukdo Main,
- Kabhi Khanjar Badal Gaye To Kabhi Kaatil Badal Gaye.
- .......................................................................................
- Dil Ko Aadat si Ho gayi Hai Chot Khane Ki
- Bhigi Palk~o Ke sang Muskurane Ki
- Kaash Anjan Pehle Se Jaan Jaate
- Toh Koshish Bhi Na karte Dil Lagane Ki
- .......................................................................................
- Unki Chahat Me Dil Majbur Ho Gya,
- Bewafai Krna Unka ~Dastur Ho Gya,
- Kasur Unka Nahi Mera Tha,
- Humne Chaha Hi Itna Ki Unko Sayd Gurur Ho.
- .......................................................................................
- Saase Tham Si Jati Hain Par Jaan Nai Jati
- Dard Hota Hain Par Aawaz Nahi Aati
- Ajeeb Se Log ~Hain Es Duniya Mein,
- Koi Bhul Nai Pata, To Kisi Ko Yad Nahi Aati.
- .......................................................................................
- Diwangi hamari har raaz khol deti he,
- Khamoshi hamari har ~baat bol deti he.
- Shikayat hai to sirf is duniyase,
- Jo dil ke jazbaat bhi paiso se tol deti he.
- .......................................................................................
- Aag dil me lagi jab wo khafa huve,
- Mehsoos hova tab, jab wo juda huve.
- Kar ke wafa kuch de na sake wo,
- Par bahut kuch de gaye jab wo bewafa huve.
- .......................................................................................
- Majburi main jab koi juda hota hai,
- Zaruri nahi ki wo ~bewafa hota he,
- De kar wo aapki aankho me aansu,
- Akele me aapsebhi zyada rota he.
- .......................................................................................
- Uss ajnabi ka yun n~a intezaar kiya karo,
- Iss aashiq dil ka na aitbaar kiya karo.
- Roz nikla karein kisi ke yaad main aanshu,
- Itna kabhi na kisi se pyar kiya karo.
- .......................................................................................
- Is dil se tum~hara pyar kam hoga nahi,
- Tum agar bewafa huye to kya aur ek gam sahi,
- Aapke karam he is zindgi aapka faisala karenge
- Sab kuch mil jayega aapko magar honge hum nahi.
- .......................................................................................
- Jisko hum apna maante he,
- Wo akshar bew~afaai kar jate he.
- Jinhe hum paraya samajte he,
- Wo he akshar hame kaam aate he.
- .......................................................................................
- Mere Jazbato Ko Kabhi Juth Mat Samajna,
- Agar Yaad Karte Ho To Milne ~Ki Dua Karna,
- Ham To Jee Rahe The Tumhare Naam Se He,
- Mar Bhi Gaye To Bewafa Mat Samajna.
- .......................................................................................
- Naakam Rahi Mohabbat Hamari To Kis Ko Hum Shikayat Kare,
- Zakhmi He Dil Wo Mere Dost~ Ki inayaat He,
- Bewafa He Wo Dost Mera Jiski Chahat Me Meri Ibadat He,
- Kar Ke Bewafai Kahete He Wo Ke Ye Ham Husnwalo Ki Aadat He.
- .......................................................................................
- Sab kuch hai mere paa~s, dil ki dawa nahi ,
- dur hai wo mujhse lekin khafa nahi …
- Mujhe yakeen hai wo abb bhi meri hai ,
- Wo ziddi bahot hai Lekin bewafa nahi … !
- .......................................................................................
- Hume bhi pyaar karne ka khayal aaya
- Jab bhi aaya khud ko tanha aur akela paya
- Dhundte rahe~ iss duniya mein humsafar
- Lekin kisi ko majbur toh kisi ko bewafa paya
- .......................................................................................
- Bahot Sochta Hu Ye Saagar Ki Lahero Ko Dekhkar,
- Kyu Ye Kinaare Se Takrake Waapas Chali Jaati He,
- Kya Ye Such Me Saagar Se Wafa Karti he,
- Ya Kinaaro Se Bewafaai Karti He.
- .......................................................................................
- Unki nasilee yaado me dubkar hamne,
- Isqh ki gehrai ko sa~maj gaye,
- Lakin wo to de rahe the hamko dhokha,
- Aur ham janke bhi kabhi unko bewafa na samja.
- .......................................................................................
- Pehle pyar me khata kar raha hu,
- Kisi bewafa se me w~afa kar raha hu.
- Wo thukra de to kya huva mere khuda,
- Tu he mila de tujse ye dua kar raha hu.
- .......................................................................................
- Woh aate he par samay se nahi,
- Woh chalte he p~ar marzi se nahi.
- Kaun kehta he ke woh pyar nahi karte,
- Karte to he par hum se nahi.
- .......................................................................................
- Mat Pucho Ke Mere Sabra Ki Imtehaan Kaha Tak He,
- Tu Sitam ~Kar Le Teri Hasrat Jaha Tak He.
- Wafa Ki Ummid Jinhe Hogi Unhe Hogi,
- Hame Dekhna He Ke Tu Bewafa Kaha Tak He.
- .......................................................................................
- Meri Saza Khatam Hone Ke Baad Bhi Muje Rehaai Na Mili,
- Duniya Me Bewafaai, Dhoke Mile , Kabhi Sacchi Na Mili.
- Duniyawalo ~Ko Maalum Tha Ke Me Begunaah Hu,
- Lakin Muje Safaai Ke Liye Koi Gavaahi Na Mili.
- Jab Dil Ghabraya Is Duniya Ke Shor Aur Aawaz Se,
- Bahot Talaash Ki Pa~r Kahi Bhi Tanhaai Na Mili.
- Ham Kabhi Jinse Wafa Karte The Apna Maankar,
- Usse Bhi Bewafaai Mili Koi Wafai Na Mili
- .......................................................................................
- Zindagi Ki Aap Kya Baate Karte Ho,
- Yaha To Hamari Maut Bhi Hamse Naaraz He,
- Ham Taj Mahaal Kyu Banvaaye,
- Yaha To Meri Mumtaj Hi Ek Bewafa He.
- .......................................................................................
- Is duniya me mujko barbaad karne ke baad,
- Meri barbaadi ka tamasa to dekh lena,
- Jab mera janaza nikle tumhare ghar ke saamne se,
- Tab kam se k~am do aanshu to baha lena.
- .......................................................................................
- Bewafai ka zikr hi aab kya karu,
- Sath Chalne ka ~vaada kiya tha jisne,
- Lekin ek aisa mod aaya zindgi me,
- To chale gaye Zindgi se ajnabi ki tarah.
- .......................................................................................
- Ye bewafa ki duniya he ~mere dost, zara sambhal ke chalna,
- Yaha barbaad karne ke liye log mohabbat ka sahara lete he.
- .......................................................................................
- Naakam rahi mohabbat meri to kis kis se shikayat karu,
- Zakhmi he dil aur wo mere dost ki enayat he,
- bewafaa he wo dost mera jiski chahat me meri ibaadat he,
- Kar ke bewafai ~kahte he wo ki ye ham husn walo ki aadat he.
- .......................................................................................
- तेरे होने पर खुद को तनहा समझू
- तेरे होने पर खुद को तनहा समझू !
- मैं बेवफा हूँ या ~तुझको बेवफा समझू !!
- ज़ख्म भी देते हो मलहम भी लगाते हो !
- ये तेरी आदत हैं या इसे तेरी अदा समझू !!
- .......................................................................................
- दिल प्यार में बेक़रार भी होता हैं !
- दोस्ती में थो~ड़ा इंतज़ार भी होता हैं !!
- होती नहीं प्यार में दोस्ती…..!
- पर दोस्ती में शामिल प्यार भी होता हैं !!
- .......................................................................................
- लोग जलते रहे मेरी मुस्कान पर,
- मैंने दर्द की ~अपने नुमाईश न की
- जब, जहाँ, जो मिला, अपना लिया,
- जो न मिला, उसकी ख्वाहिश न की”
- .......................................................................................
- दर्द कैसा भी हो आंख नम न करो
- रात काली सही कोई गम न करो
- एक सितारा बनो~ जगमगाते रहो
- ज़िन्दगी में सदा मुस्कुराते रहो
- बांटनी है अगर बाँट लो हर ख़ुशी
- गम न ज़ाहिर करो तुम किसी पर कभी
- दिल कि ग~हराई में गम छुपाते रहो
- ज़िन्दगी में सदा मुस्कुराते रहो
- अश्क अनमोल है खो न देना कहीं
- इनकी हर बूँद है मोतियों से हसीं
- इनको हर आंख से तुम चुराते रहो
- ज़िन्दगी में सदा मुस्कुराते रहो
- फासले कम ~करो दिल मिलाते रहो
- ज़िन्दगी में सदा मुस्कुराते रहो..
- .......................................................................................
- बिस्तर पर लेटे हुए छत को ताकता हू,
- गम के साये में खुशिया छाटता हू,
- ज़हन में गुजारते हुए खयालो से भागता हू,
- “सोच मत, सो~ जा”, कहकर खुदको डाटता हू,
- रात ऐसे ही काटता हू|
- रात भर सिर्फ जागता हू,
- रात ऐसे ही काटता हू|
- रात भर सिर्फ जागता हू,
- रात ऐसे ही काटता हू|
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें