सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं
hindi duaa shayari sms message2017
- Aakhir Koi Umeed-E-Asar Bhi~ Duaa Ke Baad
- Kuchh Aap Bhi Kahen Meri Iltijaa Ke Baad
- .....................................................
- #Is Ka Gilaa Nahin Ki D~uaa Be-Asar Gai
- Ik Aah Ki Thi Vo Bhi Kahin Jaa Ke Mar Gai
- .....................................................
- Yoon Tujh Ko Ik~htiyaar Hai, Taasir De Na De
- Dast-E-Duaa Ham Aaj Uthaaye Hue To Hain
- .....................................................
- 3Vo Jaate Hain Aati Hai~ Qayaamat Ki Sahar Aaj
- Rotaa Hai Duaaon Se Gale Mil Ke Asar Aaj
- .....................................................
- #Hoti Nahin Qubool D~uaa Tark-E-Ishq Ki
- Dil Chaahtaa Na Ho To Duaa Men Asar Kahaan
- .....................................................
- #Mujh Ko Ye A~itaraaf Duaaon Mein Hai Asar
- Jaayen Na Arsh Par Jo Duaayen To Kya Karen
- .....................................................
- Maangaa Karen Ge Ab Se Duaa Hijr-E-Yaar Ki
- Aakhir Ko Dushmani Hai Duaa Ko Asar Ke Saath
- .....................................................
- Sunte Hain Ki Mil Jaati Hai Har Cheez Duaa Se
- Ek Roz Tumhen Maang Ke Dekhenge Khudaa Se
- .....................................................
- Sab Kuchh Khuda Se Maang Liy~aa Tujh Ko Maang Kar
- Uthte Nahin Hain Haath Mere Is Duaa Ke Baad
- .....................................................
- #Maangen Ge Ab Duaa Ki Use~ Bhool Jaayen Ham
- #Lekin Jo Vo Baavaqt-E-Duaa Yaad Aa Gayaa
- .....................................................
- #Hatheliyon Ki Duaa Phool ~Le Ke Aai Ho
- Kabhi To Rang Mere Haath Ka Hinaai Ho
- .....................................................
- #Arsh Se Ho Ke Jo Maayoos Duaayen Aain
- Main Ye Samajha Ki~ Mere Ghar Men Balaayen Aain
- .....................................................
- #Marne Ki Duaayen Kyon Maan~goo, Jine Ki Tamannaa Kaun Kare
- Ye Duniyaa Ho Yaa Vo Duniyaa, Ab Khvaahish-E-Duniyaa Kaun Kare
- .....................................................
- Keejiye Aur Koi Zulm Agar Zid Hai Yahi
- Leejiye, Aur Meri Lab Pe Duaaen Aain
- .....................................................
- Marzi-E-Yaar Ke K~hilaaf Na Ho
- Log Mere Liye Duaa Na Karen
- .....................................................
-
- #Lamhaat-E-Yaad-E-~Yaar Ko Sarf-E-Duaa Na Kar
- Aate Hain Zindagi Mein Ye Aalam Kabhi Kabhi
- .....................................................
- Ik Teri Tamanna Ne ~Kuchh Aisaa Navaazaa Hai
- Maangi Hi Nahin Jaati Ab Koi Duaa Ham Se
- .....................................................
- Tum Salaamat Raho Hazaar Baras
- Har Baras Ke Hon Din Pachaas Hazaar
- .....................................................
- Dua Karoon Na Karoon~, Soch Hai Yehi Ke Tujhe,
- Dua Se Pahle Mere Dil Ka Muda’a Maaloom.
- .....................................................
- Jaan Tujh Par Ni~saar Karta Hoon,
- Main Nahin Jaanta Dua Kya Hai.
- .....................................................
- Lab Pe Aati Hai Dua ~Ban Ke Tamanna Meri,
- Zindagi Shama’ Ki Soorat Ho, Khudaya Meri.
- .....................................................
- Masjid To Bana Di Dam Bha~r Mein, Eimaan Ki Haraarat Waalon Ne,
- Man Apna Purana Paapi Hai, Barson Mein Namaazi Ban Na Saka
- .....................................................
- Unhen Zauq-E-Ibaadat Bhi H~ai, Aur Gaane Ki Aadat Bhi,
- Nikalti Hain Duaayein Un Ke Munh Se Thumriaan Ho Kar.
- .....................................................
- Ya Taalib-E-Duaa T~ha Main Ek Ek Se, Jigar,
- #Ya Khud Yeh Chaahta Hoon, Dua Mein Asar Na Ho.
- .....................................................
- #Tayyaar They Nam~aaz Pe Hum Sun Ke Zikar-E-Hoor,
- Jalwa Buton Ka Dekh Ke Neeyat Badal Gai.
- .....................................................
- #Is Saadgi Ko Kaun Na~ Apnaaye Ai Khuda#
- #Dil Haath Bhi Uthaata Nahin Aur Dua Buland#
- .....................................................
- #Yaad Aaye Hain~ Uff Gunaah Kyaa-Kyaa
- Haath Uthaaye Hain Jab Dua Ke Liye
- .....................................................
- #Jab Duaa Di Usay, Alfaaz Sab Apne Bartey,
- Iss Bhalaai Mein, Ye Tho~da-Sa Buraa Hum-Ne Kiya.
- .....................................................
- #Duaa-Ko Shauq Hai Takra Ke Laut-Aane Ka,
- Zubaan Lafz-Zada,H~aasil-E-Bayaa'n Khaali.
- .....................................................
- Suraj Ki Har Kiran Teri Surat Pe Vaar Doon
- Dozakh Ko Chaahta Hoon Ki Jannat Pe Vaar Doon
- Itni Si Hai Tasalli K~i Ho Ga Muqaabla
- Dil Kya Hai Jaan Bhi Apni Qayamat Pe Var Doon
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें