सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं
Dosti Shayari Quotes In Hindi2017
- Aansu Ponch Kar Hasaya Mujhe,
- Mere Galti Par Seene Se Lagaya Mujhe,
- Kaise Na Ho Pyaar U~ss Dost Se,
- Jiske Dosti Ne Jeena Shikhaya Mujhe.
- =====================================
- Hontho Pe Ulfat Ke Fasane Nahi Aate,
- Jo Beet Gaye Phi~r Wo Zamane Nahi Aate,
- Dost Hi Hote Hai Dosto Ke Hamdard,
- Koi Farishte Yaha Sath Nibhane Nahi Aate.
- =====================================
- Naraz Hokar Zindagi Se Mooh Nahi Modte,
- Muskil Ho Agar Ra~ah To Manzil Nahi Chodte,
- Tanha Mat Samjhna Khudko Kabhi Bhi,
- Hum Wo Dost Hai Jo Kabhi Sath Nhi Chodte.
- =====================================
- Rab Se Paani M~anga To Sagar Diya,
- Rab Se Phool Manga To Bagicha Diya,
- Rabse Ghar Manga To Mehal Diya,
- Rab Se Rab Manga To Aap Jaisa Dost Diya.
- =====================================
- Yaadon Ke Sahare Duniya Nahi Chalti,
- Bina Mile Me~hfil Nahi Sajti,
- Ek Baar Dil Se Pukaro To Dost,
- Dosto Ke Bina Yeh Dhadkan Nahi Chalti.
- =====================================
- Dosti Ki Gehrai Judai Mein Bhi Hoti Hai,
- Baate To Hoti Re~hti Hai,
- Par Bina Baato Ki Dosti Jab Jinda Rahe,
- Tabhi Usme Sachai Hoti Hai.
- =====================================
- Chahte Hai Hum Aapko Kitna Ye Bataye Kaise,
- Dosti Aap~ki Aapse Chupaye Kaise,
- Asmaan Se Bhi Unchi Hai Apni Dosti,
- Iss Chote Se Sms Mein Aapko Samjaye Kaise.
- =====================================
- Hamari Dosti Ke Saare Ehsaas Lelo,
- Dil Se Dosti Ke Saare Jazbaat Lelo,
- Nahi Chodenge Tufaan Mein Akele Aapko.
- Chaahe Dosti Ke Haza~ron Imtihan Le Lo.
- =====================================
- Kuch Khubsurat Sath Chuta Nahi Karte,
- Waqt Ke Sath Lamhe R~utha Nahi Karte,
- Milte Hai Kuch Dost Aise Zindagi Mein,
- Jinse Naate Kabhi Tuta Nahi Karte.
- =====================================
- Dosti Ka Haq Hum Yoon Ada Karte Hai,
- Dost Ke Naam Par Jaan Fida Karte Hai,
- Tumhe Phool Ka Zakham Bhi Na Aane Paye,
- Allah Se Roz Yahi Dua~ Karte Hai.
- =====================================
- Hawa Mein Taash Ka Ghar Nahi Banta,
- Rone Se Bigda Muqad~ar Nahi Banta,
- Duniya Jitne Ka Hausla Rakh-E-Dost,
- Ek Jeet Se Koi Sikandar Nahi Banta.
- =====================================
- Kyu Itni Mohabbat Karte Hai Dost Tum Se,
- Yahi Sawal Karte~ Hai Hamesha Apne Dil Se,
- Ye Dooriyan Sahi Nahi Jaati Humse,
- Yaad Bahut Karte Hai Dost Tumko Hum Kasam Se.
- =====================================
- Hum Jab Bhi Aapki Duniya Se Jayenge,
- Itni Khusiya Or Apnapan De Jayenge Ki,
- Jab Bhi Yaad Karog~e Is Dost Ko,
- Hasti Aankho Se Aansu Nikal Jayenge.
- =====================================
- Dost Teri Dosti Par Hum Naaz Karte Hai,
- Har Waqt Milne Ki ~Fariyad Karte Hai,
- Hum Neend Mein Bhi Tumhari Baat Karte Hai,
- Hame Nahi Pata Ye Sab Ghar Wale Kehte Hai.
- =====================================
- Zindgi Udhas Hone Ka Naam Nahi,
- Dost Sirf Paas Hone~ Ka Naam Nahi,
- Agar Tum Door Rehkar Bhi Hume Yaad Rakho,
- Isse Bada Humare Liye Koi Inaam Nahi.
- =====================================
- Aapki Hasi Bahut Pyaari Lagti Hai,
- Aapki Har Khushi Hamein Hamari Lagti Hai,
- Kabhi Door Na Kar~na Khud Se Humein,
- Aapki Dosti Humein Jaan Se Bhi Pyaari Lagti Hai.
- =====================================
- Aye Khuda Meri Iba~at Ka Maan Rakhna,
- Chahe Mujhe Har Kushi Pane Mein Nakam Rakhna,
- Mere Dost Ko Mile Mooh Mangi Kushi,
- Chahe Uske Liye Girvi Meri Jaan Rakhna.
- =====================================
- Dukh Hai Dard Hai To Dawa Hai Dosti,
- Is Ghutan Bhari Ji~ndagi Ki Hansi Fija Hai Dosti,
- Jo Na Samjhe Uske Liye Kuch Nahi Par,
- Dosto Ke Liye To Khuda Hai Dosti.
- =====================================
- Aankhon Se Door Ho Par Dil Se Nahi,
- Dil Mein Zarur H~o Par Milte Nahi,
- Bas Yahi Gila Hai Tumse Dost,
- Tum Milte Zarur Ho Par Dil Se Nahi.
- =====================================
- Dosti Ke Bhi Apane Andaz Hote Hai,
- Jagti Aankho Me ~Khawb Hote Hai,
- Soyi Aankho Me Sailab Hote Hai,
- Kyo Ki Dosti Ke Rishte To Nayab Hote Hai.
- =====================================
- Jazbaat-E-Ishq Nakaam Na Hone Denge,
- Dil Ki Duniya M~ein Kabhi Shaam Na Hone Denge,
- Dosti Ka Har Ilzaam Apne Sar Par Le Lenge,
- Par Dost Hum Tumhe Badnaam Na Hone Denge.
- =====================================
- Din Beet Jaate Hai Suhani Yaade Bankar,
- Baate Reh Jaati Hai ~Kahani Bankar,
- Par Dost To Hamesha Dil Ke Qareeb Rahenge,
- Kabhi Muskaan Kabhi Aankho Ka Pani Bankar.
- =====================================
- Aise Dost Ke Liye Jeena Sikho,
- Jo Aapke Liye Marne Ke Liye Taiyaar Ho,
- Aap Waise Dost Ko K~hush Rakho,
- Jis Ke Dil Mein Aapke Liye Pyar Ho.
- =====================================
- Kinaro Pe Sagar Ke Khajane Nahi Aate,
- Phir Jeevan Mein Do~st Purane Nahi Aate,
- Jeelo In Palo Ko Has Ke Janab,
- Phir Laut Ke Dosti Ke Zamane Nahi Aate.
- =====================================
- Har Waqt Kaam Mein Na Ulajh Jaya Karo,
- Kabh Hamari Yaad~o Ko Bhi Dil Se Lagaya Karo,
- Milne Ka Waqt Nahi To Koi Baat Nhi,
- Par Sms Karke Dosti To Nibhaya Karo.
- =====================================
- Zindagi Kuch Bhi Nahi Pyar Ke Bina,
- Jawab Kuch Bhi Nahi Sawal Ke Bina,
- Barish Kuch~ Bhi Nahi Badal Ke Bina,
- Dosti Kuch Bhi To Nahi Ek Aap Ke Bina.
- =====================================
- Tanha Thi Zindgi Lamho Ki Bheed Mein,
- Socha Koi Dost N~ahi Takdeer Mein,
- Par Jab Aap Dost Bane To Aisa Laga,
- Jaise Kuch Khas Tha Kismat Ki Lakeer Main.
- =====================================
- Tujhse Dosti Karne Ka Hisab Na Aaya,
- Mere Kisi Bhi Sawal Ka Jawab Na Aaya,
- Hum To Jagte Rahe T~ere Hi Khayalo Mein,
- Aur Tujhe So Kar Bhi Hamara Khawab Na Aya.
- =====================================
- Dost Hazar Nahi Sirf~ Ek Chahiye,
- Sukh-Dukh Mein De Saath Woh Yaar Chahiye,
- Hum Kisi Ko Bhulate Nahi,
- Lekin Jo Yaad Rakhe Hume Wo Yaar Chahiye.
- =====================================
- Har Kadam Par Imtihan Leti Hai Zindagi,
- Har Waqt Na~ye Sadme Deti Hai Zindagi,
- Hum Zindagi Se Shikwa Kaise Kare,
- Ki Tum Jaisa Dost Bhi To Deti Hai Zindagi.
- =====================================
- Khuda Ne Dost Ko Dost Se Milaya,
- Dosto Ke Liye D~osti Ka Rishta Banaya,
- Par Kehte Dosti Rahegi Zindagi Bhar,
- Jisne Dosti Ko Dil Se Nibhaya.
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें