सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं
Latest hindi shayari hindi sms 2017
- Zindagi Ko Maine Thukra Diya Hota
- Khud Ko Bhi Ab Tak M~ita Diya Hota
- Is Dil Mein Basi Hain Yaadein Aapki
- Warna Is Dil Ko Bhi Jala Diya Hota
- ........................................................................
- Dum Labon Par Hai Agar ~Ab Bhi Nahi Aaoge,..
- Laash Paaoge Meri Mujhko Nahi Paaoge,..
- Yahi Behtar Hai Mera Haal Na Poocho Mujhse,..
- Tum Mera Haal Haal Sunoge To Tadap Jaaoge,..
- ........................~................................................
- aaj ki raat bs Teri ho lu…
- lipat k tujhse j~ee bhar k ro lu…
- janti hu tere bin jee n skungi…..isliye..
- ye aakhiri raat Teri baaho me chain se so lu….
-
- ........................................................................
- Mat Kar Itni Muhobbat Aey Dil…
- Pyar Ka Dard Seh Na Payega
- Toot Jayega Kisi Din Apno Ke Haathon Se…
- ~
- Kisne Toda Yeh Bhi Kisi Se Keh Na Payega…!!
- ........................................................................
- Rishte Banaye Hai to Nibaye Jao,
- Har pal Apno ko Hasaye Jao,
- Pata nahi kisi ko fur~sat Hai ya nahi Hame yaad krne ki,
- Khud Hi tang kar-kar ke Apni yaad dilaye Jao.
- ........................................................................
- बहुत खूबसूरत हैं आँ~खें तुम्हारी
- बना दीजिए इनको किस्मत हमारी
- उसे और क्या चाहिये ज़िंदगी में
- जिसे मिल गई है मुहब्बत तुम्हारी
- ........................................................................
- Aaj Bhi Soona Pada Hai Har Ek Manjar;
- Tere Jaane Se Sab Kuch~ Veeran Lagta Hai;
- Uss Raaste Pe Aaj Bhi Hum Teri Raah Dekhte Hain;
- Jahan Se Tera Laut Aana Aasaan Lagta Hai!
- ........................................................................
- Diya Diye Se Jala Loon To Chain Aaye Mujhe;
- Tumhein Gale Se Laga Lo~on To Chain Aaye Mujhe;
- Mohabbton Ke Saheefay Hain Ya Azaab Koi;
- Tere Khatoot Jala Loon To Chain Aaye Mujhe!
- ........................................................................
- Mana Ki Pyaar Kisi Ka Mere Paas Nahi;
- Magar Tumhein Bhi~ Mohabbat Ka Ehsaas Nahi;
- Jaane Pee Gaye Hum Kitne Gham-E-Aansu;
- Ab Kuch Aur Peene Kee Pyaas Nahi!
- ........................................................................
- Pehli Mohabbat Thi Hamari, Hum Jaan Na Sake;
- Pyaar Hota Hai Kya Hum Pehchan Na Sake;
- Humne Unhe Dil Mein ~Basaya Hai Iss Kadar Ki;
- Chah Kar Bhi Hum Unhe Apne Dil Se Nikaal Na Sake!
- ........................................................................
- Gulshan Kee Baharon Pe Sar-E-Shaam Likha Hai;
- Phir Uss Ne Kitabon Pe Mera Naam Likha Hai;
- Yeh Dard Isi Tarah ~Meri Duniya Mein Rahe Ga;
- Kuch Soch Ke Us Ne Mera Anjaam Likha Hai!
- ........................................................................
- Zindagi Ka Har Zakham Uski Meharbani Hai;
- Meri Zindagi To Ek A~dhuri Kahani Hai;
- Chahta To Mita Dete Har Dard Ko;
- Magar Yeh Dard Hi To Uski Aakhri Nishani Hai!
- ........................................................................
- Pyaar Ne Yeh Kaisa Tohfa De Diya;
- Mujhko Ghamo Ne Pathar Bana Diya;
- Teri Yaadon Mein Hi Kat Gayi Umar Sari;
- Aur Main Logon Se Kehta Raha Ki Tujhe Kab Ka Bhula Diya!
- ........................................................................
- Kabhi Aansu To Kabhi Khushi Dekhi;
- Humne Aksar Mazboori Aur Bekasi Dekhi;
- Unki Narazgi Ko Hum Kya Samjhe;
- Humne To Khud Apni Taqdeer Kee Bebasi Dekhi!
- ........................................................................
- Jo Teer Bhi Aata Vo Khaali Nahi Jaata;
- Maayoos Mere Dar Se Savaali Nahi Jaata;
- Are Kaante Hi Kiya Karat~e Hain Phoolon Ki Hifaazat;
- Phoolon Ko Bachane Koi Maali Nahi Jaata!
- ........................................................................
- Humne Socha, Unke Pyar Mein Tadapna Chhod Denge;
- Unke Liye Tarasna Chhod Denge;
- Dil Ko Bola, Tu B~hul Ja Use;
- Dil Bola, Hum Dhadakna Chhod Denge!
- ........................................................................
- Ai Khuda Kisi Ko Aisi Zindagi Na De;
- Zindagi De To Yun~ Bebasi Na De;
- Dil Mein Rahe Sada Chahtein Yaar Ke Milan Kee;
- Par Na Ho Sake Mulaqat Unse Aisi Koi Mazboori Na De!
- ........................................................................
- Unki Tasveer Ko Seene Se Laga Lete Hain;
- Iss Tarah Judai Ka Gh~am Mita Lete Hain;
- Kisi Tarha Zikar Ho Jaye Unko Hamare Dard Ka Agar;
- Hans Kar Bheegi Palkon Mein Sab Dard Chupa Lete Hain!
- ........................................................................
- Raat Ki Dhadkan Jab Tak Jaari Rehti Hai;
- Sotey Nahi Hum, Zi~mmedari Rehti Hai;
- Jabse Tuney Halki Halki Baatein Ki;
- Yaar Tabiyat Bhaari Bhaari Rehti Hai!
- ........................................................................
- Door Jaakar Bhi Hum Door Jaa Na Sakenge;
- Kitna Royenge Hum ~Bata Na Sakenge;
- Gham Iska Nahi Ki Aap Mil Na Sakoge;
- Dard Iss Baat Ka Hhoga Ki Hum Aapko Bhula Na Sakenge!
- ........................................................................
- #Dekh Ke Humein Woh Sir Jhukaate Hain;
- #Bulaa Ke Mehfil Mein ~Nazrein Churaate Hai;
- #Nafrat Hai Humse Toh Bhi Koi Baat ~Nahi;
- #Par Gairon Se Mil Ke Dil Kyun Jalate Hai!
- ........................................................................
- #Main Bikhar Jaunga Zanjeer Ke~e Kadiyon Kee Tarah;
- Aur Reh Jayegi Iss Dasht Mein Jhankar Meri!
- ........................................................................
- #Kyon Hijr Ke Shikwe Karta Hai Kyon Dard Ke Rone Rota Hai;
- Ab Ishq Kiya To Sabr Bhi Kar Is Mein To Yahi Kuch Hota Hai;
- Aaghaz-E-Musibat Hota Hai~ Apne Hi Dil Kee Shaamat Se;
- #Aankhon Mein Phool Khilaata Hai Talvon Mein Kaante Bota Hai!
- #........................................................................
- #Har Sitam Seh Kar Kitne Gham Chipaye Humne;
- Teri Khatir Har D~in Aansu Bahaye Humne;
- Tu Chhod Geya Jaha Humein Raahon Mein Akela;
- Bas Tere Diye Zakhm Har Ek Se Chipaye Humne!
- ........................................................................
- #Khamosh Chehre Par Hazaaron Pehre Hote Hai;
- Hasti Aankhon Mein Bhi Zakham Gehre Hote Hain;
- Jinse Aksar Rooth Jaate Hai Hum;
- Asal Mein Unse Hi Rishte Gehre Hote Hain!
- #........................................................................
- Zikar Us Parivash Ka Aur Bayaan Apna;
- Ban Geya Raqeeb Aakhir Tha Jo Raazdaan Apna;
- Mai Woh Kyon Bahut Peete Bazm-E-Ghair Mein Ya Rab;
- Aaj Hi Hua Manzoor Unko I~mtihaan Apna!
- ........................................................................
- Aisa Nahi Ki Unse Mohabbat Na~hi Rahi;
- Jazbaat Mein Wo Pehli Si Shiddat Nahi Rahi;
- Sar Mein Wo Intezar Ka Saudaa Nahi Raha;
- Dil Par Wo Dhadkano Kee Hukuumat Nahi Rahi!
- ........................................................................
- #Tanha Hu Is Dard Mo~habbat Mein;
- Meri Tarah Behaal Tum Bhi Ho;
- Hum Hai Kisi Ujhde Hue Shahar Ki Misaal;
- Aankhen Bata Rahi Hai Ki Viraan Tum Bhi Ho!
- ........................................................................
- #Pal-Pal Ki Chahat Ne Mujhe Pal-Pal Tadpaya;
- Har Pal Ki Tarah Es P~al Bhi Khud Ko Tanha Paya;
- Bhula Bhi Dete Ush Pal Ko Ager Us Pal Uska Khayal Na Aaya Hota;
- Kambkhat Har Pal Ki Taraha Aaj Ye Pal Bhi Mera Na Ho Paya!
- ........................................................................
- #Achha Hota Jo Tumse Pyaar Na Hua Hota;
- Chain Se Rehte Hum Jo Tumhara Deedar Na Hua Hota;
- Hum Kab Ke Pahunch Chuke Hote Apni Manzil Par;
- Agar Bewafa Tujh Par Aitbar Na Hua Hota!
- ........................................................................
- #Zakham Aisa Diya Ki Koi Dawa Kaam Na Aayi;
- Aag Aisi Lagai Ki Paani Se Bhi Bujh Na Paayi;
- Aaj Bhi Rote Hain Hum~ Unki Yaad Mein;
- Jo Chod Kar Chale Gaye Aur Unhe Hamari Yaad Tak Na Aayi!
- ........................................................................
- #Duniya Hai Patthar Ke Jazbaat ~Nahi Samajhti;
- Dil Mein Jo Chhupi Hai Woh Baat Nahi Samajhti;
- Chaand Tanha Hai Taaro Ki Baraat Mein;
- Dard Magar Chand Ke Zalim Raat Nahi Samajhti!
- ........................................................................
- Aaj Jarurat Hai Jiski Wo Paas Nahi Hai;
- Ab Unke D~il Mein Wo Ehsas Nahi Hai;
- Tadapte Hain Do Pal Baat Karne Ko;
- Shayad Ab Waqt Hamare Liye Unke Pass Nahi Hai!
- ........................................................................
- #Iss Ajab Daur Mein Aashiq Bhi Ajeeb Hote Hai;
- Ek Din Dost Du~sre Din Rakeeb Hote Hai;
- Iss Liye Toh Maine Mohabbat Nahin Ki Hai;
- Mohabbat Mein Toh Sirf Dukh Naseeb Hote Hai!
- ........................................................................
- #Aankhon Mein Raha Dil Mein Utar Kar Nahin Dekha;
- Kashti Ke Musafir Ne Samandar Nahin Dekha;
- Be-Waqt Agar Jaunga Sab Chaunk Padenge;
- Ek Umar Hui Din M~ein Kabhi Ghar Nahin Dekha!
- ........................................................................
- #Pane Ki Aarzu Me Jiye To They Bahut;
- Aansu Hi Na Nikle Roya To The Bahut;
- Pal Bhar Ke Li~e Unhe Aazmaya To Tha Bahut;
- Apna Hi Na Bana Sake Jise Chaha Tha To Bahut!
- ........................................................................
-
- #Dil Tootega To Fariyad Karoge Tum Bhi;
- Hum Na Rahe To Humein Yaad Karoge Tum Bhi;
- Aaj Kehte Ho Hamare Paas Waqt Nahi;
- Par Ek Din Mere Liye Waqt Barbaad Karoge Tum Bhi!
- ........................................................................
- #Haasi Haasi Me Kitano Ko Hasa Diya;
- Haasi Haasi Me Kitn~e Gammon Ko Chupa Liya;
- Haans Kar Gaya Koi Is Kadar Ki;
- Umar Bhar Ke Liye Haasna Bhula Diya!
- ........................................................................
- Koi Achhi Si Saza~ Do Mujhko;
- Chalo Aisa Karo Rula Do Mujhe;
- Tumhein Bhulun To Maut Aa Jaye;
- Dil Kee Gehrai Se Yeh Dua Do Mujhko!
- ........................................................................
- #Hum Ne Mana Ki Taghaful Na Karoge Lekin;
- Khaak Ho Jayenge Hum Tumko Khabar Hone Tak;
- Partawe-E-Khur Se Hai Shabnam Ko Fanaa Ki Taleem;
- Main Bhi Hun ~Ek Inayat Kee Nazar Hone Tak!
- ........................................................................
- ........................................................................
- #Aisa Nahi ~Hai Ki Ab Teri Mujhko Zaroorat Nahi Rahi;
- Bas Toot Toot Kar Ab Bikhrne Kee Himmat Nahi Rahi;
- Aisa Nahi Hai Ki Tere Peeche Teri Yaad Aati Nahi Rahi;
- Bas Ab Foot Foot Kar Rone Kee Himmat Nahi Rahi!
- ........................................................................
- Ye Kya Jaane Mein Jana Hai, Jaate Ho Khafaa Hokar;
- Main Tab Janu Mere Dil Se Chale Jao Juda Hokar;
- Qayamat Tak Udegi Dil Se Uthkar Khaak Aankhon Tak;
- Isi Raaste Geya Hai Hasraton Ka Kafila Hokar!
- ........................................................................
- Tujhe B~hule Magar Teri Yaadon Ko Na Bhula Paaye;
- Saare Sansar Ko Jeet Liya Bas Ek Tujhse Na Jeet Paaye;
- Teri Yaadon Mein Aise K~ho Gaye Ki Kisi Ko Yaad Na Kar Paaye;
- Tumne Mujhe Is Kadar Tanha Kar Diya Ki, Ab Tak Kisi Aur Ke Na Ho Paaye!
- ........................................................................
- Dard Se Hum Ab Khelna Seekh Gaye;
- Bewafa Ke Saath Jeena Seekh Gaye;
- Kya Batayein Ki~s Kadar Dil Toota Hai;
- Maut Se Pehle Kafan Hum Odhna Seekh Gaye!
- ........................................................................
- #Pehla Sa Wo Junoon,,
- Wo Mohabbat Nahi Rahi,,
- Kuch Kuch Sambhal Gaye Hain,
- Unki Duaa Se Hum..!!
- ........................................................................
- #Hai Chand Ka Muhn Bhi Utra Utra
- Taro Ne Chamkna Chod Diya
- Jis Din Se Juda Wo Humse Huye
- Is Dil Ne Dhadkna Chhod Diya
- ........................................................................
- Roz taaron ko numaish mein khalal padta hain
- Chaand pagal hain andhere mein nikal padta hain
- Uski yaad aayi hain saanson, jara dhire chalo
- Dhadknon se bhi ibaada~t mein khalal padta hain
- ........................................................................
- Raaz jo kuch ho ishaaron me bata bhi dena
- Haath jab usse milaao dabaa bhi dena
- Nashaa vese to buri she hian, magar
- “Rahat” se suni ho to thodi si pilaa bhi dena
- ........................................................................
- #Naye safar ka naya intzaam kah denge
- Hawa ko dhu~p, charaagon ko shaam kah denge
- #Kisi se hatth bhi chhupa kar milaiye
- Warna maulvi saahab ise bhi haraam kah denge
- ........................................................................
- #Lave deeyon ki hawa mein uchhalte rahna
- Gulo ke rang pe teza~b daalte rahna
- Mein noor ban ke jamaane mein fel jaaunga
- Tum aaftaab mein keede nikalte rahna
- ........................................................................
- Mausamo ka khyaal rakah karo
- Kuchh lahoo mein ubaal rakha karo
- Laakh sooraj se ~dostaana hi
- Chand jugnoo bhi paal rakha karo
- ........................................................................
- Nai hawaon ~ki sohabat bigaad deti hain
- Kabootron ko khuli cchat bigaad deti hain
- Jo jurm karte hain itne bure nahi hote
- Sazaa na de ke adaalat bigaad deti hain
- ........................................................................
- Kam sab gerjaruri hain, jo sab karte hain
- Aur hum kuch nahi karte, gajab karte hain
- #Aap ki nazaron m~ein, sooraj ki hain jitni ajmat
- Hum charaagon ka bhi, utna hi adab karte hain
- ........................................................................
- #Kasti tera nase~eb chamkadar kar diya
- Is paar ke thapedon ne us paar kar diya
- Afwah thi ki meri tabiyat khrab hai
- Logo ne puch puch ke bimar kar diya
- ........................................................................
- Juba to khol, nazar to mila, jawaab to de
- #Mein kitni baar luta hun, mujhe to hisaab to de
- Tere badan ki likhawat mein hain utaar chadhav
- Mein tujhko kaise p~adhunga, mujhe kitaab to de
- ........................................................................
- Raah Dekheng~e Na Duniya Se Guzarne Wale;
- Hum To Jaate Hain Thehar Jaye Thehrne Wale;
- Ek To Husn Bala Us Pe Banawat Aafat;
- Ghar Bigdenge Hazaron Ke Sanwarne Wale!
- ........................................................................
- Raaz Dil Ka Dil Mein Chupate Hai Woh,
- Samne Aate Hi Nazar Jhu~kate Hai Woh,
- Baat Karte Nahi, Ya Hoti Nahi,
- Par Shukar Hai Jab Bhi Milte Hai Muskurate Hai Woh.
- ........................................................................
- Raaz Dil Ka Dil Mein~ Chupate Hai Woh,
- Samne Aate Hi Nazar Jhukate Hai Woh,
- Baat Karte Nahi, Ya Hoti Nahi,
- Par Shukar Hai Jab Bhi Milte Hai Muskurate Hai Woh.
- ........................................................................
- #Raaz Dil Ka Dil Mein Chupate Hain Woh;
- Samne Aate Hi~ Nazar Jhukate Hain Woh;
- Baat Karte Nahi, Ya Hoti Nahi;
- Par Shukar Hai Jab Bhi Milte Hain Muskurate Hain Woh!
-
- ........................................................................
- #Pyaar Ki Aanch Se To Patthar Bhi Pighal Jata Hai;
- Sache Dil Se Sath De To Naseeb Bhi Badal Jata Hai;
- Pyaar Ki Rahon Par Mil Jaye Sacha Hamsafar;
- To Kitna Bhi Gira Hua Insaan Bhi Sambhal Jata Hai!
-
- ........................................................................
- Pyaar Koi Barish Nahi Jo Barse Aur Tham Jaaye;
- Pyaar Suraj Bhi Nahi Jo Chamke Aur Doob Jaaye;
- Pyaar To Naam Hai Saans Ka J~o Chale Toh Zindagi;
- Aur Agar Ruke Toh Maut Ban Jaaye!
- ........................................................................
-
- ........................................................................
- Pyara Sa Ehsas Ho Tum, Har Pal Mere Pas Ho Tum,
- Jine Ki Ek Aas ~Ho Tum, Mann Ka Ek Vishwas Ho Tum,
- Shayad Is Liye…. Kuch Khas Ho Tum.
-
- ........................................................................
- Phool Hun Main Meri Khusbu Tum Ho;
- Dil Hun Main Meri ~Dhadkan Tum Ho;
- Jaan Hun Main Aur Meri Rooh Tum Ho;
- Jism Hun Main Aur Meri Zindagi Tum Ho!
-
- ........................................................................
- #Pyaar Ke Panno Se Bhari Kitab Ho Tum;
- Rishton Ke Phulo Mein Ek Gulab Ho Tum;
- Jo Log Kehte Hain Ki Pyaar Sacha Nahi Hota;
- Un Logon Ke Har Sawal Ka Jawab Ho Tum!
-
- ........................................................................
- #Parwah Kar Uski Jo Teri Parwah Kare;
- Zindagi Mein Jo Kabhi Na Tujhe Tanha Kare;
- Jaan Ban Ke Utar Jaa ~Uski Rooh Mein;
- Jo Jaan Se Bhi Jyada Tujh Se Wafa Kare!
- ........................................................................
- Pehli Bar Zindagi Mein Humne Chaha Hai Jisko;
- Unse Humne ~Apne Pyaar Ka Izhaar Kar Diya;
- Ab Woh Apne Dil Ko Beqarar Karein Ya Na Karein;
- Magar Humne Toh Apne Dil Ko Beqarar Kar Diya!
- ........................................................................
- Parwah Kar Uski Jo Teri Parwah Kare;
- Zindagi Mein Jo Kabhi Na Tanha Kare;
- Jaan Ban Ke Utar Ja Uski Rooh Mein;
- Jo Jaan Se Bhi Jyada Tujhse Wafa Kare!
- ........................................................................
- Nazarein Mile To Pyaar Ho Jata Hai;
- Palkein Uthe To Izhaa~r Ho Jata Hai;
- Na Jaane Kya Kasish Hai Chahat Mein;
- Ki Koi Anjaan Bhi Hamari Zindagi Ka Haqdaar Ho Jata Hai!
- ........................................................................
- Pani Se Pyaas Na Bujhi;
- Toh Maikhane Ki ~Taraf Chal Nikla;
- Socha Shikayat Karun Teri Khudha Se;
- Par Khudha Bhi Tera Aashiq Nikla!
- ........................................................................
- #Parwah Kar Us~ki Jo Teri Parwah Kare;
- Zindagi Mein Jo Kabhi Na Tanha Kare;
- Jaan Ban Kar Utar Ja Uski Rooh Mein;
- Jo Jaan Se Bhi Jyada Tujhse Wafa Kare!
- ........................................................................
- #Nahi Jo Dil~ Mein Jagah To Nazar Mein Rehne Do;
- Meri Hayaat Ko To Apne Asar Me Rehne Do;
- Main Apni Soch Ko Teri Gali Me Chhod Aaya Hun;
- Mere Wazood Ko Khwabon Ke Ghar Mein Rehne Do!
- ........................................................................
- Najro Se Jab Najar Ka Taqrar Hota Hai;
- Her Morh Pay Kisi Ka Intezaar Hota Hai;
- Dil Rota Hai Zakahm Ha~ste Hai;
- Shayad Isi Ka Naam Pyar Hota Hai!
- ........................................................................
- Nazar Se Nazar Kee Mulaqat Dekhi Hai;
- Pyaar Mein Hote Hue Tee~ron Kee Barsaat Dekhi Hai;
- Yun To Lakhon Dekhe Hain Humne Dil Lagane Wale;
- Par Teri Chahat Mein Humne Baat Koi Khaas Dekhi Hai!
- ........................................................................
- Nazar Se Nazar Ko Milao Nazar Ka Aitbar Karo;
- Hum Tum Se Sanam, Tum Hum Se Pyaar Karo;
- Tum Jo Rootho To Ku~ch Bhi Karke Manaayein Tumko;
- Hum Jo Pal Bhar Ko Jayein To Tum Intezar Karo!
- ........................................................................
- Nafrat Na Kabhi Karna Humse;
- Yeh Hum Seh N~ahi Paayenge;
- Ek Baar Keh Dena Humse Zaroorat Nahi Ab Tumhari;
- Kasam Khuda Kee Tumhari Duniya Se Hans Kar Chale Jayenge!
- ........................................................................
- Nafrat Kabhi Na Karna Humse;
- Yeh Hum Seh Nahi Paayenge;
- Ek Baar Keh Dena Humse Zaroorat Nahi Ab Tumhari;
- Kasam Khuda Kee ~Tumhari Duniya Se Hans Kar Chale Jayenge!
- ........................................................................
- Na Koi Kisi Se Door Hota Hai;
- Na Koi Kisi Ke Kareeb Hota Hai;
- Aata Hai Chal P~yaar Khud Uske Paas;
- Jab Koi Kisi Ka Naseeb Hota Hai!
- ........................................................................
- Na Mahfileh Azeeb Hai Na Manzar Azeeb Hai;
- Usne Nigahon Se Jo Chalaya Wo Khanjar Azeeb Hai;
- Na Dubne Deta Hai ~Na Nikalne;
- Uski Nigaho Ka Ye Samandar Azeeb Hai!
- ........................................................................
- Nafrat Bhi Hai Tumse, Mohabbat Bhi Hai Tumse;
- Par Meri Mohabb~at Nafrat Pe Haavi Ho Jati Hai;
- Tumse Door Jaane Kee Meri Har Koshish;
- Na Jaane Kyon Mujhe Tere Aur Kareeb Le Aati Hai!
- ........................................................................
- Na Aana Usse Le Kar ~Mere Janaze Mein,
- Meri Mohabbat Ki Tauhin Hogi;
- Main Chaar Logon Ke Kandhe Pe Hounga,
- Aur Meri Jaan Peeche Paidal Hogi
- ........................................................................
- Na Aana Usse Leke Mere Janaze Mein,
- Meri Mohabbat Ki T~auhin Hogi,
- Main 4 Logon Ke Kandhe Pe Hounga,
- Aur Meri Jaan Paidal Hogi
- ........................................................................
- Na Jane Kab Wo Haseen Raat Hogi;
- Jab Unki Nig~ahein Hamari Nigahon Ke Saath Hongi;
- Baithe Hain Hum Uss Raat Ke Intezar Mein;
- Jab Unke Hontho Kee Surkhiya Hamare Hontho Ke Saath Hongi!
- ........................................................................
- Muddat Hui H~ai Yaar Ko Mehman Kiye Hue;
- Josh-E-Qadah Se Bazm Chiraghan Kiye Hue;
- Karta Hun Jama Phir Jigar-E-Lakht Lakht Ko;
- Arsa Hua Hai Dawat-E-Mizhgaan Kiye Hue!
- ........................................................................
- Mujhe Apne Jism Kee Khushbu Se Madhosh Kar Do;
- Mujhe Apni Nazuk Si Baahon Mein Mehsoor Kar Do;
- Laga Ke Seene Se Mujhe Saare Gham Door Kar Do;
- Main Tumse Juda Na Ho Saku Mujhe Itna Majboor Kar Do!
- ........................................................................
- Mujhe Kisi Se Mohabbat Nahi Siva Tere;
- Mujhe Kisi Kee Jarurat Nahi Siva Tere;
- Meri Nazar Ko Thi J~iski Talaash Barson Se;
- Kisi Ke Paas Woh Surat Nahi Siva Tere!
- ........................................................................
- Mohhabat Muqaddar Hai Ek Khawab Nahi;
- Ye Vo Ada Hai Jis~me Sab Kaamyaab Nahi;
- Jinhe Panaah Mili Unhe Ungliyon Par Gin Lo;
- Magar Jo Fanaa Hue Unka Koi Hisaab Nahi!
- ........................................................................
- Mohabbat Wafa Ke Siwa Kuch Bhi Nahi;
- Duniya Mein~ Gham Ke Siwa Kuch Bhi Nahi;
- Tumhare Paas Mere Bina Sab Kuch Hai;
- Par Hamare Paas Tumhare Siwa Kuch Bhi Nahi!
- ........................................................................
- Mohabbat Kar~o Itni Ki Hadh Na Rahe;
- Intezar Karo Itna Ki Waqt Na Rahe;
- Bharosa Karo Itna Ki Shaq Na Rahe;
- Nibaho Mohabbat Aise Ki Kisi Aur Ka Us Par Haq Na Rahe!
- ........................................................................
- Mohabbat Ke Mayne Humse Kya Puchte Ho;
- Hum In Batoon Se Anjaan Hain;
- Bus Ek Gujarish Ha~i Ki Bhool Naa Jaana Hume;
- Kyonki Tumhara Pyaar Hi Hamari Jaan Hai!
- ........................................................................
- Mohabbat Mein Kuch Is Tarah Wafa Karun;
- Woh Bhool Bhi Jaye To Yaad Karun;
- Mohabbat Ne Bas Itna Sikhaya Hai Mujhe;
- Ki Khud Se Pehle Unke Liye Dua Karun!
- ........................................................................
- Mohabbat Mein Main Khud Ko Bhool Jaunga;
- Raha Wada Teri Sh~ohbat Mein Main Duniya Bhool Jaunga;
- Kabhi Aajmana Humein Bhi Apni Mehfil Mein;
- Main Teri Khatir Duniya-E-Mehfil Bhool Jaunga!
- ........................................................................
- Mitti Ka Jism Lekar, Pani K Ghar Mein Hu;
- Mnzil Hai Mau~t Meri Aur Main Har Pal Safar Mein Hu;
- Hoga Katal Mera Pata Hai Mujhko Par;
- Yeh Malum Nahi Ke Main Kis Katil Ki Nazar Mein Hu!
- ........................................................................
- Jee Bhar Ke Dekh~oon Tujhe Agar Tujhko Gawara Hoo;
- Betab Meri Nazrain Hoo Or Pyar Tumhara Ho;
- Jaan Ki Fikar Hoo Na Z~amaney Ki Parwa;
- Ek Tera Pyar Hoo Sirf Hamara Hoo!
- ........................................................................
- Jabse Is Dil Par Tumhara Naam Aaya Hai;
- Ek Suroor Sa Har Waqt H~um Pe Chhaya Hai;
- Na Jaane Ye Pyaar Ka Nasha Hai Ya Kuch Aur;
- Har Jagah Humein Bas Aapka Hi Chehra Nazar Aaya Hai!
- ........................................................................
- Jahan Yaad Na Aaye Teri, Woh Tanhaai Kis Kaam Kee;
- Bigde Rishte Na Ba~ne, To Khudaai Kis Kaam Kee;
- Beshak Apni Manzil Tak Jana Hai Humein;
- Lekin Jahaan Se Apne Na Dikhein Woh Unchaai Kis Kaam Kee!
- ........................................................................
- Jab Koi Khayal Dil Se Takrata Hai;
- Dil Na Ch~ah Kar Bhi Khamosh Reh Jata Hai;
- Koi Sab Kuch Keh Kar Pyaar Jatata Hai;
- To Koi Kuch Na Keh Kar Pyaar Nibhata Hai!
- ........................................................................
- Jab Se Sanam Tum Ko P~aya Hai;
- Tere Har Hukum Ko Sar Aankhon Pe Bithaya Hai;
- Aur Kya De Sakta Hun Main Tum Ko Sanam;
- Roshni Tujhe Dene Ke Liye Khud Ko Jalaya Hai!
- ........................................................................
- Jaam Peene Sai Kya Faida;
- Sham Ko Pee Suba~h Utar Jayegi;
- Arre Do Boond Mohobbat Ke Peele Saqi;
- Zindagi Saari Nashe Mein Guzar Jayegi!
- ........................................................................
- Jab Kisi Ke Sapne Kisi Ke Armaan Ban Jaye;
- Jab Kisi Kee Hansi ~Kisi Kee Muskaan Ban Jaye;
- Pyaar Hi To Kehte Hain Use;
- Jab Kisi Kee Saanse Kisi Kee Jaan Ban Jaye!
- ........................................................................
- Ishq Wahi Hai Jo Ho Ektarfa;
- Izhaar-E-Is~hq To Khwahish Ban Jaati Hai;
- Hai Agar Ishq, To Aankho Mein Dekho;
- Zuban Kholne Se Yeh, Numaish Ban Jaati Hai!
- ........................................................................
- Ishq Tujse Kart~a Hun Main Zindagi Se Bhi Jyada;
- Main Darta Nahi Maut Se Teri Judai Se Jyada;
- Chahe To Aajma Le Mujhe Kisi Aur Se Jyada;
- Meri Zindagi Mein Kuch Nahi Teri Mohabbat Se Jyada!
- ........................................................................
- Apke Didar Ko N~ikalte H Tare,
- Apki Khushbu Se Chalti H Bahare.
- Apke Pass Ha Aise Nazare,
- Ki Chup-Chup K Chand B Apko Nihare
- ........................................................................
- palko ke kinare humne bhigoye hi nhi
- wo sochte hain hum~ roe hi nhi
- wo puchte hain hum khwabo me kise dekhte hain
- hum hain ke ek umar se soye hi nhi
- ........................................................................
- Apno Ki Chahat Se Bada Koi Dhoka Na Tha,
- Sahil Par Dubne~ Ka Bharosha Na Tha,
- Kanto Ne Jakhm Diya Hota To koi Sikwa Na Hota,
- Fool Bhi Zakhmi Kar Denge Kabhi Socha Na Tha.
- ........................................................................
- सच्चाई के आईने काले हो गये,
- बुजदिलों के घर मेँ उजाले हो गए।
- झूठ बाजार मेँ बेखौफ बिकता रहा,
- मैंने सच कहा तो जा~न के लाले हो गए!
- ........................................................................
- Jab Jab Aapse Milne Ki Umeed Nazar Aayi
- Mere Pairon Mein Zanjeer Nazar Aayi
- Gir Pade Aansu ~Aankhon Se
- Aur Har Aansu Mein Aapki Tasweer Nazar Aayi
- ........................................................................
- Karoge Y~aad Ek Din Is Pyar Ke Zamane Ko
- Chale Jayenge Jab Hum Kabhi Na Vapas Aane Ko
- Chalega Mehfil Me Jab Zikr Hamara Koi
- To Tum Bhi Tanhayi Dhundoge Aansu Bahane Ko
- ........................................................................
- एक समंदर जो मेरे काबू में है
- और इक कतरा है जो संभलता नही,
- एक जिंद~गी है जो तुम्हारे बगैर बितानी है
- और इक लमहा है जो गुजरता नहीं ।
- ........................................................................
- Badi Hseen Thi Z~indgi Jab
- Na Kisi Se Muhabbt Na Kisi Se Nafrat Thi
- Zindgi Me Ek Mod Aisa Aaya
- Muhabbat Ek Se Hui Or Nafrat Sari Dunia Se Ho Gai
- ........................................................................
- Suna hai wo keh kar gaye hai ke ab to hum,
- Sirf tumhare khuwaboon main hi aayenge,
- Koi keh day unse k w~o wada kar lay,
- Hum Zindgi bher k liye soo jayenge.
- ........................................................................
- Ek Lamha Men Ek ~Manzar Guzar Jata Hai.
- Jab Koi Apna Begana Nazar Aata Hai.
- Yu To Awaz Aati Hai Har Shishe Ke Tutne Ki.
- Par Kabhi Kabhi Bina Awaz Ke Bhi Sab Kuch Toot Jata Hai…
- ........................................................................
- Dil Ki Hasrat Kaa Paimaanaa Abhi Baakii Hai
- Ae Zindagi Tujhe Aazmaanaa ~Abhi Baakii Hai
- Sunte HaiN Apne Dil Kii Dhadkan Roz Hum
- Uss Ke Dil Ko Dhadkaanaa Abhi Baakii Hai
- ........................................................................
- Bina Dard Ke Aansu Bahaye Nahi Jate
- Bina Pyar Ke Rishte Nibhaye Nahi Jate
- Zindagi Me Ek Baat Yaad Rakhna
- Kisi Ko Rula Ke Apne S~apne Sajaye Nahi Jate.
- ........................................................................
- Dard Kitne Hai ~Bta Nhi Skta,
- Zakham Kitne Hai Dikhaa Nhi Skta,
- Aankhon Se Samajh Sko Tho Samajh Lo,
- Aansoo Girey Hai Kitne Ginaa Nhi Skta
- ........................................................................
- Mujh Ko Rula Kar Vo Bhi Roya To Hoga
- Mooh Aansuon S~e Usne Bhi Dhoya To Hoga
- Agar Na Kiya Hai Hasil Kuch Humne Pyar Mein
- Kuch Na Kuch Usne Bhi Khoya To Hoga.
- ........................................................................
- Wo bewafa bhi nahi,Karte wafa bhi nahi,
- dar hai hame lekin ,w~o dete daga bhi nahi.
- Mana lete unko jo hote khafa wo hamse
- kaise manay hum unko wo humse khafa bì nahi
- ........................................................................
- us shaks sy jb tk koi ~baat nahi hoti
- din nahi nikalta,raat nahi hoti..
- na khafa hwa karay wo,usay kehna,
- bin us k mukammal mere zaat nahi hoti..
- ........................................................................
- tera talluq meray liye aik tohfa hy Khuda ka,
- jo kabhi na tootay wo rishta hy wafa ka..
- hum tujh ko kabhi bhula nahi sakain gey,
- tujh sy rishta h~ay aisa,jaisay lub or dua ka….
- ........................................................................
- Ek Raat Hui Barsaat Bahut
- Main Roya ~Saari Raat Bahut
- Har Gham Tha Zamaane Ka Lekin
- Main Tanha Tha Us Raat Bahut
- Phir Aankh Se Ek Saawan Barsa
- Jab Sehar Hui To Khyal Aaya
- Woh Baadal Kitna Tanha Tha
- Jo Barsa Saari Raat Bahut
- ........................................................................
- Bas ab ek haan ke intezaar me raat yunhi guzar jaayegi,
- ab toh bas uljhan hai saath ~mere neend kahan aayegi,
- Subah ki kiran na jaane konsa sandesh laayegi,
- rimjhim is gungunayegi ya pyaas adhuri reh jaayegi…
- ........................................................................
- Nahin jo dil mein jagah to~ nazar mein rahane do
- Meri hayaat ko to apane asar mein rahane do
- Main apni soch ko teri gali mein chhod aayi
- Mere wazood ko khwabon ke ghar mein rahane do…
- ........................................................................
- Yaado Mein Teri Tanha Baithe Hain
- Tere Bina Labon K~i Hasi Gawa Baithe Hain
- Teri Duniya Mein Andhera Na Ho
- Isliye Khud Ka Dil Jala Baihte Hain…
- ........................................................................
- Toot Jate hain Bikhar Jate hain
- Kaanch Ke Ghar Hain Muqaddar Apne
- Ajnabi To Sada P~yar Se Milte Hain
- Bhool Jate Hain To Aksar Apne..
- ........................................................................
- Hasratein hain bahut magar, Tumse main kya kahoon
- Leke bahon mein main tumhe, Pyaar karta rahoon
- Khwahishein hain bahut magar, Tumse main kya kahoon
- Hadh se aag~e guzar ke bhi, Ab mohabbat karoon
- ........................................................................
- Aye dil tu kyu rota hai ~use yaad karke,
- Wo to chale gaye tujhe barbaad karke,
- Ab wo tere nahi kisi aur ke hai,
- Kya milega unke dar per baar-baar fariyad karke.
- ........................................................................
- Jis Par Naaz Tha Mujhe Khuda Se bhi Zyada,
- Wo Mera Pya~ar Aaj Afsana Sa Ho Gaya,
- Teri Yaadon Ko Is Tarah Kaid Kiya Khud Mein,
- Dil, mera Dil Nahi Raha Ek kaidkhana Sa Ho Gaya.
- ........................................................................
-
- Teri aarzo me~in deewana ho gaye,
- Tujhe apna banate-banate begane ho gaye,
- Kar le ek baar yaad dil se mujhe,
- Tere dil ki awaaz sune zamane ho gaye.
- ........................................................................
- Kuch log yaado ko dil ki tasveer banate hai,
- Dosto ki yaadon mein meh~fil sajate hai,
- Hum thode alag kism ke insaan hai jo kisi ko,
- Yaad aane se pehle unko apni yaad dilate hai.
- ........................................................................
- Soch kar uske baare mein muskarate hai ham,
- Khud ko hi roz nayi ka~hani sunate hai ham,
- Jab bhi yaad karte hai usko,
- Saari duniya ko us waqt bhul jaate hai ham.
- ........................................................................
- Yaad Aa Rahe ~He Din Or Raat,
- Karte The Jab Hum Aapki Baat.
- Khush Ho Lete The Gam Bantkar,
- Acha Lagta Tha Tab Tera Sath.
- ........................................................................
- Kitna adhura lagta hai…
- Jab badal ho~ aur barish na ho,
- Jab zindagi ho aur pyaar na ho,
- Jab aankhe ho aur khawab na ho,
- Jab koi apna ho aur pass na ho,
- ........................................................................
- Shikayat hai aapse dil ki hamari,
- Kya ab yaad ~nhi aati aapko hamari,
- Bhul hi gaye hamein shayad aap,
- Ya fir aap yaad karte the ye galatfaemi thi hamari….
- ........................................................................
- Jab beete hue lamhon se mulaaqat hui.
- Kucch toote hue sapno se baat hui.
- Yaad jo karn~e baithe un tamaam lamhon ko,
- To aapki yaadon se shuruaat hui….
- ........................................................................
- Mujhe Khamosh Rahon Mein Tera Saath Chahiye,
- Tanha Hai Mera ~Haath Tera Haath Chahiye…
- Junoon-E-Ishq Ko Teri Hi Sougaat Chahiye,
- Mujhe Jeene Ke Liye Tera Hi Saath Chahiye.
- ........................................................................
- Hamara azm-e-safar kab kidhar ka ho jaaye
- Ye wo nahin jo ~kisi rehguzar ka ho jaaye
- Usee ko jeene ka haq hai jo is zamane mein
- idhar ka lagta rahe, aur udhar ka ho jaaye
- ........................................................................
- Lahoo n ho to kalam tarjuman nahin hota
- Hamare daur me aansoo zuban nahin hota
- Jahan rahega waheen roshni lotaye gaa
- Kisi charagh ka apna makan nahin hota
- ........................................................................
- हक़ीक़त हो तुम कैसे तुझे सपना कहूँ
- तेरे हर दर्द को में ~अपना कहूँ
- सब कुछ क़ुर्बान है मेरे यार पर
- कौन है तेरे सिवा जिसे में अपना कहूँ…
- ........................................................................
- ख्वाब बनकर तेरी आँखों में सामना है
- दवा बनकर तेरे हर ~दर्द को मिटाना है,
- हासिल है मुझे ज़माने भर की खुशियां,
- मेरी हर खशी को बस तुझ पर लूटना है
- ........................................................................
- मोहब्बत को हद से गुजर तो जाने दो,
- वो रोयेंगे जरू~र हमे बिखर तो जाने दो,
- अभी ज़िंदा हैं तो एहसास नहीं उनको,
- रो कर पुकारेंगे हमे एक दफा मर तो जाने दो।..
- ........................................................................
- दिल से रोये मगर होठों से मुस्कुरा बैठे,
- हम यूँ ही तुमसे दिल लगा बैठे,
- वो हमें एक लम्हा ना दे पाये अपना,
- जिनके लिए हम अपना सारा सुकून गँवा बैठे…
- ........................................................................
- बादल गरजा पर बरसात नहीं है,
- दिल धड़का प~र आवाज़ नहीं है,
- बिना हिचकी के गुज़र गया आज का दिन,
- क्या एक पल के लिए भी तेरे दिल में मेरी याद नहीं है…
- ........................................................................
- यादों से ज़िन्दगी खूबसूरत रहेगी,
- निगाहों में हर पल~ ये सूरत रहेगी,
- कोई ना ले सकेगा कभी आपकी जगह,
- इस दोस्त को हमेशा आपकी ज़रुरत रहेगी…
- ........................................................................
- यूँ मिले कि मुलाक़ात हो ना सकी,
- होंठ काँपे ~मगर कोई बात ना हो सकी,
- मेरी खामोश निगाहें हर बात कह गयी,
- और उनको शिकायत है कि कोई बात ना हो सकी…
- ........................................................................
- एक ख्याल सा दिल में समा जाता है,
- वो एक शख्स दिल को बहुत भाता है,
- उनकी आँखों~ से देखता हूँ मैं दुनिया साड़ी,
- इसीलिए हर तरफ बस वो ही नज़र आता है….
- ........................................................................
- तेरे बिछड़ने का दुःख हम सह नहीं सकते,
- भरी महफ़िल में आज कुछ कह नहीं सकते,
- हमारे गिरते हुए आँ~सू पकड़ के देख,
- वो भी कहेंगे हम तेरे बिन रह नहीं सकते…
- ........................................................................
- Na tha kuch to khuda tha, kuch na hota to khuda hota
- Duboyaa mujh ko hone ne, na hota main to kya hota
- hui muddat ke ‘ghalib’ mar gayaa par yaad aataa hai
- wo har ek ~baat pe kahna ke yuun hota to kya hota
- ........................................................................
- Aap jab samne se gujar jate h,
- Armaan dil ke ubhar jaate h,
- Dekh kar aa~pki pyari surat,
- Sehme hue phool bhi nikhar jaate h.
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें