सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं
Phulo ki mahak shayari2017
- Kehdo un parhne walon se,
- Kabhi hum bhi parha k~ertay thay,
- Jitna syllabus parh k wo top kertay hain,
- Utna to hum choice per chor dia kertay thay,
-
- Waqt aane par wafadar badal jate hain.
- Yeh sach hai k A~a jata hai shohrat ka Asar..
- insaan to kiya dar-o-deewar badal jate hain..
- Aur bewafa badle ya naa badle..
- Waqt aane par wafadar badal jate hain.
- Guzray hain hum kuch aisay muqam say
- Pee hay sharab her gali her may khanay say,
- Aik dosti si ho gayai hay sharab k jaam say,
- Guzray hain hum kuch aisay muqam say k,
- Nafrat si ho gayai hay mohabbat k naam say...
- Intezar to sab kartay hain
- Jo hud say na guzar jaye wo pyar hi kiya
- Jo pyar karnay pay majboor na kar day wo iqrar hi kia,
- Intezar to sab ~kartay hain,
- saansain tootnay tuk Jo sath na day woh yaar hi kia
- Meray paon main zanjeer nazar ayai
- Jub jab aap say milnay ki umid nazar ayai,
- Meray paon main zanjeer nazar ayai,
- Gir paray aason aakhon say or,
- her ek aasun main aap ki tasveer nazar ayai
- Jitna pyar paya hai tumse
- Jitna pyar paya hai tumse.
- Ussse aur zyada pane ko jee chahata hai.
- Jane who kaun se khoobi hai aap mein
- ki har rishta aapse banane ko jee chahata hai..
- Bewaja kisi ko sataya nahi karte
- Bewaja kisi ko sataya nahi karte,
- had se ziy~ada kisi ko tarpaya nahi karte,
- jinki sansain chalti ho apke sMs se,
- unhe apne sMs k liye rulaya nahi karte. . .
- Aap jaisa dost jab se mila he
- Ab aur manzil pane ki hasrat nahi rahe,
- Kisi ki yaad me mar jane ki fitrat nahi rahe,
- Aap jaisa dost jab se mila he,
- Kisi aur ko dost banane ki zarorut nahi rahe,
- Khushbu ki tarah aapke paas bikhar jayenge,
- Sukoon bankar dil m~ein utar jayenge,
- Mehsus karnay ki koshish kijiye,
- dur hokar bhi paas nazar ayenge.
- Yaaden teri rakh di hai sambhal kar
- Yaaden teri rakh di hai sambhalkar,
- Dur kahi is dil se nikalkar.
- Sab kuch to vapas le liya hai aapne dur jaakar,
- in yaadon ko bhi le jana kisi roz aakar..
- Tu zindagi main sabse azeez hai hamain
- Tere Bina hum jeena bhool jaate hain
- Zakhmon ko seena bhool jate hain..
- Tu zindagi main sabse azeez hai hamain..
- Tujhse har bar yeh kehna bhool jaate hain.
-
- Raat ko raat ka tohfa nahin dete
- Raat ko raat ka tohfa nahin dete,
- dil ko jazbat ka tohfa nahin dete,
- hum to tumhe chand bhi de dete,
- lekin chand ko chand ka tohfa nahin dete.
- Log har manzil ko mushkil samajhte hai
- Log har manzil ko mus~hkil samajhte hai,
- ham ha~r mushkil ko manzil samajhte hai.
- Bada fark hai log aur hamare nazarie me,
- log dil ko dard aur ham dard ko dil samajhte hai..
- Mitti meri kabr se churata hai koi
- Mitti meri kabr se churata hai koi,
- mar kar bhi yaa~d ata hai koi,
- ae khuda ek pal ki jindagi aur de mujhe,
- udas meri kabr se jata hai koi
- Dil to Jalkar rakh ho gaya
- Dil to Jalkar rakh ho gaya,
- magar in ankho se roya na gaya,
- kuch zakhm judai ke aise mile k
- phoolon ke bister pe bhi soya na gaya.
- Kisi ko meri yaad aye ek arsa hua
- Kisi ko meri yaad aye ek arsa hua,
- koi hai hairan to koi tarsa hua.
- Is tarah khamosh hain ye dil ye aankhe meri,
- Jaise khamosh ho koi badal barsa hua.
- Zindagi ki raho p~e jab aage jaoge,
- Peeche ek saya tum hardam paoge,
- Mud k dekhoge to tanhai hogi,
- Agar mahsoos karoge to humko paoge.
- Mohabbat me kya imtihaan aa giya
- Mohabbat me kya imtihaan aa giya,
- roz haste hue cheh~re ko udas bana diya.
- Kabhi lutate the ham mohabbat yun hi,
- aaj khuda ne hame hi mohabbat ka mohtaj bana diya.
- Paani k bulbule sa hai mera pyar
- Mere pyaar ka hisaab jo lagao gi,
- To mere pyar ko bay hisaab pao gi,
- Paani k bulbule sa hai mera pyar,
- Zara si thees lagi to dhundte reh jao gi.
- Ye waqt lamhe guzar jayenge
- Ye waqt lamhe guzar jayenge,
- zindgi Me Kuch kho kar Kuch payenge.
- aaj hum qareeb hain kal dur ho jayenge,
- per vada raha roz apki yadon me zaroor ayenge.
- ISHQ wahi hai jo ho ektarfa
- ISHQ wahi hai jo ho ektarfa,
- IZHAR e ishq to k~hwahish ban jaati hai.
- HAI agar ishq to aankho mein dekho ,
- ZUBAN kholne se ye numaish ban jaati hai.
- Bina uske na ji payenge hum
- Bina uske na ji payenge hum,
- uski parchai ban k zindagi bitayenge hum,
- dur jane ka mujh~se sochna bhi mat,
- uske itna sochne se hi mar gaye hai hum.
- Guzre dinon~ ki bhuli hoi bat ki tarha
- Guzre dinon ki bhuli hoi bat ki tarha,
- Ankhon me jagta he koi rat ki tarah,
- Tumse umed thi k nibhao gy dosti,
- Tum bhi badal gaye Karachi k halaat ki tarah.
- Aap ki DOSTI ka sila her haal main daingay,
- Koi maangay y~eh DOSTI to usay taal daingay.
- Agar dil nay kaha k tum BEWAFA ho,
- To qasam say is DIL ko bhi SEENAY say nikal daingay.
- Hum tumharay dil mein hain k nahi
- Dosti karna hamain bhi sikhado zara,
- Us dil k konay mein hum ko bhi bithado zara,
- Hum tumharay dil mein hain k nahi,
- Zuban say na sahi sms se to batado zara.
- Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain
- Kuch rishtay anjanay mein hi ho jatay hain,
- Pehle dil phir zindagi say jur jatay hain,
- Kehtay hain us daur ko pyaar,
- Jisme log zindagi say bhi pyare ho jatay hain
- Is anjaan duniya main aap kahan say aa gayai?
- Aaj is qadar raah main ishq bikhra para hai,
- Aaj her khushb~o phiki, aur gumnaam her dua hai,
- Is anjaan duniya main aa~p kahan say aa gayai?
- Koon ho aap, jis nay mohabbat say mujhey chuna hai
- Aye Zindagi tu mujh se dagha naa kar
- Aye Zindagi tu mujh se dagha naa kar,
- Mein Zind~a rahu yeh dua naa kar,
- Koi dekhta hai meri jaan k~o to hoti hai jalan,
- Aye Hawa tu bhi usse chua naa kar.
- Qasam tumhari tumhain itna piyar karta hoon
- Main apna aj apna kal thumara nam karta hoon,
- main apne javen ka her aik pal tumharay naam karta hoon,
- Samait sako gay na jisay tum ta qayamat,
- Qasam tumhari tumhain itna piyar karta hoon.
- Mohabbat hum bhi kertay hain
- Mohabbat hum bhi kertay hain magar shikwa nahi kertay
- hum apni mohab~bat ko yun ruswa nahi kertay
- jo paas aa baithay usey dil se ~chahtey hain
- jo uth ker chala jaye usey roka nahi kertay
- Panchi keh rahe~y hain k hum chaman chor denge,
- aur sitare keh rahey hain ki hum gagan chor denge,
- Agar tere ishq mein main mar bhi jaun ae sanam,
- Tum dilse pukar lena hum kafan chor denge
- Rakhna her pal is dil main hamari yaad
- Hum is qadar tum per mur mitain gay,
- Tum jahan daikho gay hum hi tumhain dikhengay,
- Rakhna her pal is dil main hamari yaad,
- Hamaray bad hamari pyar ki dastan dunia walay likhain gay,
- Mohabat ki ye baat yaad aye tujhe
- Mohabat ki ye baat yaad aye tujhe,
- choo k na guzre gham ki hawayein tujhe.
- Mera kya hai mei~n khak bhi ban jaun,
- meri mitti bhi degi duayein tuje.
- Humari ghaltion ko bhulaate rehna
- Humari galatiyon ko bhulaate rehna,
- Zindagi bhar dosti nibhaate rehna.
- Agar hum na chal sake aap ke saath
- to aap hi kadam se kadam milaate rehna.
- Dil karta he band krwa doon sim tere
- Lab pe ati hai Dua ban k tamanna meri,
- Dil karta he band krwa doon sim tere,
- Dor duniya ka tere DAM se ujala hojaye,
- Jo mjhe sms na kare Uska range kala HOjaye��.
- Khoon-e-jiger B na chora zalim ne
- Dil diya tha MOHABBT ki nishani samajh kar,
- Wo kha ~gaya use BIRYANI samajh kar.
- Khoon-e-jiger B na chora zalim ne,
- Wo B pi gaya LIM~ON PANI samajh kar.
- Ae khat ja unke hatho ko chum le
- Ae khat ja unke h~atho ko chum le.wo padhe to unke hotho ko chumle.khuda na kare wo phar bhi dale, to girte girte unke kadmo ko chum lay.
- Log kahte hai kii jis se hum ne dosti ki hai
- Log kahte hai~ kii jis se hum ne dosti ki hai
- woh chand ka ek tukda hai
- hum kehte hai ki jis se hum ne dosti ki hai
- chand uus ka ek tukda hai
- In Faaslon ki Fikar main kyon karon Bhala?
- Bohat Door reh k b~hi mere paas hai koi,
- Is soch main Dooba hai bohat dair se mera Dil.
- Kia Uske Dil main bhi Aisa Ehsaas hai koi?
- Hamare Anso Pocch
- Humare Anso Pooch Kar Wo Muskurate Hain
- Esi Ada Se Wo Dil Ko Churate Hain
- Hath Unka Chu Jaye Humare Chehre Ko
- Isi Umeed M Hum khud ko Rulate Hain.
- Aankho se barsat hoti hai
- ~
- Aankho se barsat hoti hai,
- jab apki yaad sath hoti hai.
- Jab b busy rahe mera mobile,
- samjh lena ap~ki salamti k liye
- meri khuda se baat hoti hai.
- Jinho nay kha~a rakhi hai kasam mujh ko mitaanay kee
- Jinho nay khaa rakhi hai kasam mujh ko mitaanay kee,
- Phir bhi unhi say pyaar kar raha hun main,
- Maloom hai na aayegi kabhi waqt say pehlay,
- Phir bhi apni maut ka intezaar kar raha hun main,
- Waqt ki ho doop ya ho tez aandhiyan
- Waqt ki ho doop ya ho tez aandhiyan,
- kuch kadmo k nishan kabhi nahi khotay.
- Jinhe yaad karke muskura de aankhainn,
- wo log door ho kar bhi door nahi hotay.
- Ae zindagi tujh say ab na main kar paungaa wafaa
- Ae zindagi tujh say ab na main kar paungaa wafaa,
- Ab apnay bandhanon say mujhay tu azaad kar day,
- Galti say kuchh phool meray daaman mein aa giray thay,
- Wapas tu lay lay inko aur iss mein kantay tu bhar day,
- Dil Ko Manana Gar Hota Aasaan
- Dil Ko Manana Gar Hota Aaasaaan
- Na Karta~ Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan
- Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main
- Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na BayaanIn Faaslon ki Fikar main kyon karon Bhala?
- Bohat Door reh~ k bhi mere paas hai koi,
- Is soch main Dooba hai bohat dair s~e mera Dil.
- Kia Uske Dil main bhi Aisa Ehsaas hai koi?
- Hamare Anso Pocch
- Humare Anso Pooch Kar Wo Muskurate Hain
- Esi Ada Se Wo Dil Ko Churate Hain
- Hath Unka Chu Jaye Humare Chehre Ko
- Isi Umeed M Hum khud ko Rulate Hain.
- Aankho se barsat hoti hai
- Aankho se barsat hoti hai,
- jab apki yaad sath hoti hai.
- Jab b busy rahe mera mobile,
- samjh lena apki salamti k liye
- meri khuda se baat hoti hai.
- Jinho nay khaa rakhi hai kasa~m mujh ko mitaanay kee
- Jinho nay khaa rakhi hai kasam mujh ko mitaanay kee,
- Phir bhi unhi say pyaar kar raha hun main,
- Maloom hai na aa~yegi kabhi waqt say pehlay,
- Phir bhi apni maut ka intezaar kar raha hun main,
- Waqt ki ho doop ya ho tez aandhiyan
- Waqt ki ho doop ya ho tez aandhiyan,
- kuch kadmo k nishan kabhi nahi khotay.
- Jinhe yaad karke muskura de aankhainn,
- wo log door ho kar bhi door nahi hotay.
- Ae zindagi tujh say ab na main kar paungaa wafaa
- Ae zindagi tujh say ab na main kar paungaa wafaa,
- Ab apnay bandhanon say mujhay tu azaad kar day,
- Galti say kuchh phool meray daaman mein aa giray thay,
- Wapas tu lay lay inko aur iss mein kantay tu bhar day,
- Dil Ko Manana Gar Hota Aasaan
- Dil Ko Manana Gar Hota Aaasaaan
- Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan
- Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main
- Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan
- Kaash koi hum par bhi pyar jatata,
- Hamari aankhon ko apne haathon se chhupata.
- Hum jab poochte kaun ho tum?
- Muskura kar woh apne aapko hamari jaan batata.
- Usne khoya wo jo sirf usi ka tha
- Thukra ke usne mujhko,kaha ki muskuraao!
- Main hass diya kiyo ki ,sawal uski khushi ka tha.
- Maine khoya woh jo mera tha hi nahi,
- Usne khoya wo jo sirf usi ka tha..
- Muje dard-e-ishq ka maza malum hai
- Muje dard-e-ishq ka maza malum hai,
- Dard-e-dil ki~ inteha malum hai,
- Zindgi bhar muskrane ki dua na dena,
- Mujhe pal bhar muskrane ki saza malum hai.
- Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye
- Ho nahi sakta mujhe teri yaad na aaye,
- bhul k bhi tujhe bhulun wo ehsaas na aaye,
- tu bhule to teri marzi,
- MAIN bhulu to agli saans na aaye..
- Gir kar kabhi himat na harna
- Mushkilen dil k irade aazmayen gi
- Nigahon se khuwabon k parde hataye gi
- Gir kar kabhi himat na harna
- Yehi thokren tumhain zindagi main chalna sikhayen gi
- Tanhaayiyon kay shehar mein ikk ghar banaa liya
- Tanhaayiyon kay shehar mein ikk ghar banaa liya,
- Rusvaayiyon ko apna mukaddar banaa liya,
- Dekha hai yahan pathar ko poojtay hain loag,
- Iss liye apnay dil ko ham nay pathar banaa liya,
- Ek Khushi ki chaah main
- Ek Khushi ki chaah mai har khushi se dur huye hum...
- Kisi se kuc~h keh bhi na sake itne majbur huye hum..
- Na aayi unhe nibhaani pyar m~ai wafaa...
- Aur jamaane ki najar bewafa ke naam se mashur huye hum...
- Unhone Apna Kabhi Banaya Hi Nhi,
- Unhone Apna Kabhi Banaya Hi Nahi,
- Jootha Hi Sahi Pyar Dikhaya Hi Nahi.
- Galtiyan Apni Hum Maan Bhi Jaatey,
- Par Kya Kare Kasoor Hamara Hume Bataya Hi Nahi.
- Agar kisi k pass su~b kuch ho to duniya jalti hay,
- Agar kuch na ho to duniya hansti hay,
- Meray paas aap k liyay sirf "DUA" hai,
- Jis k liyay sari duniya tarasti hay,
- Teri dosti hum es tarah nibhain gay,
- Teri dosti hum~ es tarah nibhain gay,
- Tum roz khafa hona hum roz manain gay,
- Per maan jana manany say,
- Werna yeh bheegi palkain lay k kahan jayaingay
- jub naraz hoti ho
- k jub naraz hoti ho,
- meri jaan tum kbhi mujhsy....
- main hansna bhool jata hun !
- mujhy aansu nhi aaty ,
- magr..!!!!
- aankhon k goshon ~main nammi mehsoos hoti hai,
- mujhy hr cheez main jana kami mehsoos hoti hai...!!
- Hum bhi mohabbat kar k gunehgar ho gaye
- Hum bhi mohabbat karke gunehgar ho gaye
- pehle phool the abk khak ho gaye,
- jab se dekha hai tumhare hasin chehre ko,
- hum bhi tumhari chahat k talabgar ho gaye.
- Tere DIL mein rahenge SMS bankar
- Tere DIL mein rahenge SMS bankar,
- Dhadkano m~ein bajenge RINGTONE bankar,
- Kabhi apne DIL se juda mut Samajana,
- Hum tere saath chalenge NETWORK bankar!
- Pholon ki wadi main ho basera AAP ka
- Pholon ki wadi main ho basera AAP ka
- Sitaronk angan main ho ghar AAP ka,
- Dua hay aik ek dost ki ek dost k liye,
- Aap say bhi khobsorut naseeb ho AAP ka,
- Ashiq ban gaya
- Ashik ban gaya,Mat karo waar,
- Bura nahee ye pyaar,Bura hai intezaar.
- Letter diyaa to, Thappad mat maro yaar,
- Bura nahee ye ikraar,Bura hai inkaar.
- Sharaabee bana to,Mat dalo ilzaam,
- Bura nahee ye jaam,Bura hai anjaam.
- Na tasveer hay tu~mhari jo DEEDAR kia jaye,
- Na tum ho paas jo PYAR kia jaye,
- Yeh kaisa dard diya hay tum nay,
- na kuch KAHA jaye na tum bin RAHA jaye..
- Hamain bhula na dena
- Nazar Mila ker hum
- say nazar chura na lena,
- Dost bun ker
- hum ko ~gawan na daina,
- Mana k hum door hain aap say..,
- Is baat ko bahana
- bana ker humain bhula na dena...
- Sirf tere liyay rabta rakhon
- Laho main rang ki tarah basa hay tera khayal
- Main kis tarah teri yaadon say fasla rakhon...
- Kisi bhi shakhs say koi gharz nahi mujh ko
- Main sirf teray liyay sub say raabta rakhon...
- Pyar ka dard meetha hota hay
- Na janay tum pay itna yaqeen kion hay?
- Tera khayal bhi itna haseen kion hay??
- Pyar ka dard meetha hota hay...
- to aankh say nikla yeh ansu namkin kion hay?
- Aik zara si bhool khata ban gayai
- Aik zara si bhool khata ban gayai
- Meri wafai hi ~meri saza ban gayai,
- Dil liya aur khail ker tor diya,
- Hamari jaan gayai unki ada ban gayai
- Karti hain itna makeup k weight barh jata hay
- Bachiyon k chakker me larke jate lutt,
- Or khatey hai~n un k bhaiyon se wo kutt...
- iss waja se larke larkiyon ko chor detay hain,
- Moqa mil tey hi un k bhaiyon ko phor dete hain..
- Na kare makeup to un se banda dar jata hay,
- Karti hain itna makeup k wei~ght barh jata hay.
- Meri dua hai tum naik seerat ho
- Meri dua hai tum naik seerat ho
- Tera dil teri tarhan khoobsurat ho,
- Mil jaye har cheez tujhay dua say pehlay
- khud dua ko tere hathoon ki zaroorat ho
- Badban khulnay say pehlay ka ishara dekhna
- Badban khulnay ~say pehlay ka ishara dekhna
- Main samandar dekhta hoon tum kinara dekhna
- Yoon bicharna bhi buhat asan na tha tum sa magar
- Jatay jatay uska woh murd ker dobara dekhna.
- Taras gaye aapke deedar ko,
- Dil phir bhi aap k liye dua karta hai,
- Hum se to ach~a aap k ghar ka aaina hai,
- Jo rooz aapko dekha to karta hai...
- durr kahin wa~di main rahta hai woh!
- durr kahin wadi main rahta hai woh!
- har lamha khayal main rahta hai woh!
- kaisa hai woh kis haal main hai woh!
- dil kay har sawal main rahta hai woh!
- Kal raat machar ne kata mere chehre par
- kal raat machar ne kata mere chehre par,
- dil mien junoon tha...aankhoon mien khoon tha,
- uthaya ussay masal d~ene k liye par khayal aya,
- kambakht mien bhi akhir apna hi khoon tha
- Mere ashqon ka har qatraa,
- Mere ashqon ka har qatraa,
- Tere Mohabbat~ ki nishaani hai,
- Jo tu samjhe to moti hai,
- Tu na samjhe to paani hai
- Apko dekh kar dekhta reh geya
- Apko dekh kar dekhta reh geya
- kiya kahoon or kehne ko kiya reh geya.
- Andhiyon k iraday to achay na thay
- yeh diya janay kaise jalta reh geya...
- Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai.
- Yeh duniya 1 chota sa khuwab hai.
- Jiyo apni ~zindagi aise,
- jaise ji raha gulab hai.
- Reh kar sath aap kaanto k bhi,
- muskurao hamesha jaise muskurata gulab hai.
- Wo khush naseeb hain k unhe auron ka pyar mila
- wo khush naseeb hain k unhe auron ka pyar mila,
- hum apni takdeer say lartay reh gaye,
- hum to unki yaadon ko bhi samait na paaye,
- wo hamara~y ashqon k zariye beh gaye.......
- Phulo ki mahak ko churaya nahi jata
- Rule of boys:
- Phulo ki mahak ko churaya nahi jata,
- suraj ki kirno ko chupaya nahi jata,
- kitni bhi soni ho girlfrnd apni,
- dusro ki gi~rlfrnd ko bhulaya nahi jata..
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें