सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं
- Gamo Ki Barsat Samete Baitha Hu,
- Kisi Bewafa Se FAREB Khaye Baitha Hu,
- Jane Kab Dega~ Uparwala Maut Mujhe,
- Khuda Ke Bharose Aas Lagaye Baitha Hu
- =============================
- Pathar K Aage Sar Na Jhukana
- Ki Wo Devta Ho Jaye
- Kisi Se Itni M~ohabat Na Karna
- Ki Wo Bewafa Ho Jaye
- =============================
- Rone ki saza na rulane ki saza hai,
- Ye dard mohabat ko nibhane ki saza hai,
- Haste hai to aankhon Se nikal aate hai
- aansu,
- Ye us shaks se ~dil lagane ki saza hai…
- =============================
- Acha hua maloom ho gaya,
- Apno ki mohabbat ab mohabbat nahi rahi,
- Warna hum toh apna ghar bhi chord rahe
- they,
- Unke dil main rehne ke liye …
- =============================
- Wafa ke naam se vo Anjaan the,
- Kisi ki bewafai se shayad pareshan the,
- Hamne wafa deni chahi to pata chala,
- "HUM KHUD HI~ BEWAFA" ke naam se
- Badnaam the.
- =============================
- Jane kya soch ke lehrein sahil se takrati
- hain
- Aur phir se laut jati hain..
- Samaj nahi ata ke ~woh kinaro se bewafai
- karti hain
- Ya phir laut ke samandar se wafa nibhati
- hain…
- =============================
- Tamaam raat vo zakhm de ke apne pairon
- ko
- mere vajood ke ~raaz talaash karte thei
- duaae karte thei aujde hue mazaaron pe
- bade ajeeb shehar talaash karte thei
- mujhe toh bataaya hai baadlon ne….
- vo lautne ke raaste talaash karte thei…
- =============================
- Tu Muskura Jahan ~Bhi Hai Tu Muskura
- Tu Dhoop Ki Tarah Badan Ko Choo Zara
- Sharir Se Yeh Muskurahatein Teri
- Badan Mein Sunti Hoon Mein Aahatein
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें