- Kuch Rishte Anjane Me Ban Jate He
- Pehle Dil Se Fir Zi~ndgi Se Jud Jate He
- Kehte Hai Us Daur Ko Dosti
- Jisme Anjane Na Jane Kab Apne Ban Jate hai. ..
- .........................................................................
- Kuch Rishte Anjane Me Ban Jate He
- Pehle Dil Se Fi~r Zindgi Se Jud Jate He
- Kehte Hai Us Daur Ko Dosti
- Jisme Anjane Na Jane Kab Apne Ban Jate hai. ..
- .........................................................................
- Kuch Rishte Anjane Me Ban Jate He
- Pehle Dil Se Fir Zind~gi Se Jud Jate He
- Kehte Hai Us Daur Ko Dosti
- Jisme Anjane Na Jane Kab Apne Ban Jate hai. ..
- .........................................................................
- mere zarre zarre me jiska noor hai,
- meri mohabbat se vo koshon door hai
- rote hain jiske liye ~tanha veeraniyon me,
- wo kisi aour ke mohabbat me choor hai.
- .........................................................................
- Kahte hai hatho ki lakire adhuri hoto
- Kismat mein mohhbat nahi hoti.
- Par sach to ye hai~ ki hatho mein ho koi
- Pyara hath to lakiro ki bhi jarurat nhi hoti
- .........................................................................
- Pyaar karne wale marte nahi maar diye jaate hain,
- Hindu kehte hain maardo inhe,
- Muslim kehte hain dafna do inhe,
- Par koi ye kyun nahi kehta ki mila do inhe.
- .........................................................................
- Khushi Ke Aasu Rukne Na Dena
- Gum Ke Aasu Bahne Na Dena
- Yeh Zindagi Na Jane Kab Ruk Jayegi
- Magar Ye Pyari Si Relationsip Kabhi Tutne Na Dena
- .........................................................................
- Duriya hote huye bhi safar vahi rahega,
- Door hote huye bhi dostan~a vahi rahega,
- Bahot mushkil he ye safar zindgi ka,
- Agar aapka sath hoga to ehesas vahi rahega…
- ..................................~.......................................
- Sagar ko to Laharo Se Khelane Ka shokh Hi,
- Chot Kay Hoti hi kinaro~ se Puchho.
- Har Hasino ko to dil se khelne ka shokh hoti Hai,
- Dil ka Drd Kay Hoti Hai Dewano Se Puchho
- .........................................................................
- mere zanaze pe sara zamana nikla
- sirf wo nah~i nikla jiske liye mera zanaza nikla
- wo aata bhi toh kaise aata yaaro
- mere zanaze ke piche uska zanaza nikla…….
- .........................................................................
- Har din se tera izhaar kiya karte hai
- har khwab m~e tera didar kiya karte hai
- diwane hi to hai hum tere
- jo har waqt tere milne ka
- intzaar kiya karte hai…
- .........................................................................
- Mohabbat mujhe thi usi se..Sanam.
- Yadaon me uski yeh Dil tadpta raha ..
- Maut bhi meri~ Chahat ko rok na saki..
- Kabr me bhi yeh Dil Dhadkta raha.
- .........................................................................
- Tumhari is ada ka kya jawab du,
- apne dost ko kya uphar du,
- koi achcha sa phoo~l hota to mali se
- mangvata,
- jo khud gulab hai usko kya gulab du…
- .........................................................................
- Aapki Muskurahat ne hame behosh kar
- diya,
- Aapki Muskurah~at ne hame behosh kar
- diya,
- Hum Hosh me aane hi waale the,
- ki Aapne fir se muskura diya.
- .........................................................................
- Bina dard ke ansu bahaye nahi jate,
- Bina pyar ke r~ishte nibhaye nahi jate,
- E dost 1 baat yaad rakhna bina DIL diye
- DIL paye bhi nahi jate.
- .........................................................................
- Mast Nazron se dekh lenaa tha
- Agar tamanna ~thi aazmane ki,
- Hum to behosh youn hi ho jaate
- Kya zaroorat thi muskurane ki.
- .........................................................................
- Badi Muddat se chaha hai tujhe,
- bade Duao~n se paya hai tujhe,
- tujhe bhulane ki socho bhi to kaise,
- Kismat ki Lakiron se churaya hai tujhe!
- .........................................................................
- ek nazar teri kaher dhati hai,
- ek teri chal lehrati hai,
- dua dete hain hum jab tu aati jati hai,
- girten hain log aur tu hasti jati hai…
- .........................................................................
- Zindagi ek phool hai aur mohabbat us ka
- shehed~
- Pyar Ek Dariya Hai, Aur Mehboob uski
- sarhad.
- .........................................................................
- Dil Ko Manana Gar Hota Aasaan,
- Na Karta Kisi Ko Yun Ye Pareshaan,
- Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Me,
- Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Sake Bayaan.
- .........................................................................
- Tapish Suraj Ki H~oti Hai, Jalna Zameen Ko
- Parta Hai Qusur Aankhon Ka Hota Hai,
- Tarapna Dil Ko Parta Hai.
- .........................................................................
- Koi aankhon aankhon se baat kar leta hai,
- Koi aankhon aan~khon mein mulakat kar
- leta hai,
- Mushkil hota hai jawab dena,
- Jab koi khamosh rehkar bhi sawal kar leta
- hai
- .........................................................................
- Kismet se apni sabko shikayat kyu hai,
- Jo nahi mil sakta usi se mohabbat kyu hai,
- Kitne khade hai raho pe,
- Phir bhi dil ko usi ki chahat kyu hai.
- .........................................................................
- Chand ki raton mein sara jahan sota hai,
- Lekin kisi ki yadoon mein koi badnaseeb
- rota hai,
- Khuda kisi ko mohabbat pe fida na kare,
- Agar kare to kisi ~ko juda na kare
- .........................................................................
- Khudaa jab husn de~ta hai nazaakat aaa hi
- jati hai,
- Kadam chun chun kar rakhti ho…..
- Phir bhi kamar balkha hi jaati hai…..
- .........................................................................
- Yun durr rehkar duriyon ko badaya nahi
- karte,
- Apne deewan~o ko sataya nahi karte,
- Har waqt bas jise tumhara khyal ho,
- Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte
- .........................................................................
- Jamane se nahi to tanhai se darta hu,
- Pyar se nahi to r~uswai se darta hu,
- Milne ki umang bahot hoti hai dil me,
- Lekin milne ke baad teri judai se darta hu
- .........................................................................
- Ham tere dil mein rahenge ek yaad bankar,
- Tere lab pa khilenge~ muskaan bankar,
- Kabhi hamein apne se juda na samajhna,
- Hum tere saath challenge aasmaan bankar
- .........................................................................
- Kuch nasha to aapki baat ka hai
- Kuch nasha to dh~eemi barsaat ka hai
- Hame aap yuhi sharabi na kahiye,
- Yeh dil par asar to aapse mulaqat ka hai
- .........................................................................
- Dil se tumhe kaise mita de,
- Hum tumh~e kaise bhoola de.
- Ji to chahata hai duniya chor de,
- Ya phir judai dene wale in duniya walo ko
- phod de.
- .........................................................................
- Yeh mat pucho tum bin hum kya kya khote
- rahe,
- Tumhari yaadon mein hum roz kitne rote
- rahe,
- Na din gujre hai n~a raatein,
- Bas kuch bechain se hum hote rahe!
- .........................................................................
- Tumhari lovely aankho ne,
- Hame aise attrac~t kiya,
- Ke sabko neglect karke,
- Tumhe hi select kiya.
- .........................................................................
- Na khuda dil banata na kisise pyar hota,
- Na kisiki yaad ati na k~isika intazar hota.
- Dil diya hai ise sambhal ke rakhna,
- Shishe se bana hai pathar se dur rakhna!
- .........................................................................
- Agar hum na hote to~ ghazal kaun kehta,
- Aap ke chehre ko kamal ko kehta,
- Yeh to karishma hai mohabbat ka,
- Varna pathro ko tajmahal kaun kehta
- .........................................................................
- Chaho to dil se hamko mitta dena
- Chaho to humko bhula dena
- Par Yeh wada karo ki aaye jo kabhi yaad
- hamari
- To rona nahi Bus muskura dena…
- .........................................................................
- Tarasti nazaron~ ki pyas ho tum,
- Tadapte dil ki aas ho tum,
- Bujti zindagi ki sas ho tum,
- Phir kaise na kahu?.. kuch khas ho tum.
- .........................................................................
- Aankhon Me Armaan Diya Karte Hai,
- Hum Sabki Neen~d Chura Liya Karte Hai,
- Ab Se Jab Jab Aapki Palkay Jhapkeygi…..
- samaj Lena Tab Tab Hum Aapko Yaad kiya
- karte Hai…..!
- .........................................................................
- Sabne kaha ishq dard hai,
- Humne kaha ye dard~ Kabul hai,
- Sabne kaha is dard ke saath ji nahi paoge,
- Humne kaha is dard ke saath marna Kabul
- hai
- .........................................................................
- Kaash tum mujhe ek khat likh dete,
- mujhme kya kya thi kami yeh to bata dete,
- tadapte dil se mere tumne nafrat kyu ki,
- nafrat ki hi mujhe koi~ vajah to bata dete.
- .........................................................................
- Raat hogi to chand duhai dega,
- Khawabon mein~ aapko woh chehra dikhai
- dega,
- Ye mohabbat hai zara sochke karna,
- Ek aansoo bhi gira to sunai dega.
- .........................................................................
- Ishq wale ankho ki baat samajh lete hai,
- Sapn~o me mil jaye to mulakat samajh lete
- hai,
- rota to aasma bhi hai Pyaar k liye,
- par log use barsat samajh lete hai.
- .........................................................................
- Chehre pe haseen chaa jati hai
- Aankhon main suroor aaa jata hai
- Jab tum mujhe apna kahte ho
- Apne pe ghuroor aa jata hai
- .........................................................................
- Khoob aati hai jab
- Yaad teri bahot sataati hai,
- Dhoop mai~n,chaanw main, ghataao.n
- mai.n,
- Teri soorat ubhar K aati hai
- .........................................................................
- Taare aasma~n me hi chamkte hai,
- Badal itne dur hai, phir bhi baraste hai,
- Hum bhi kitne ajib hai,Tum Dil me rehte
- ho,
- aur hum tumse milne ko taraste hai
- .........................................................................
- Aasman se uncha koi nahi,
- Sagar se gahra koi nahi,
- Yun to mujhko sabhi Pyare hai,
- par aapse Pyara koi nahi
- .........................................................................
- Aaj us khuda ki shararat samajh me aai,
- is dharti par aapki maujudgi samajh aai,
- Aapko is dharti par bhejna us khuda ka
- bahana tha,
- Kyo ki hamare lie aapko aana hi tha.
- .........................................................................
- Kismat me jiski aap, use jindgi se kya
- chaahiye,
- Dhadkan me jinki aap, use dunia se kya
- chaahiye,~
- Hum to jite hai aap k liye, warna in
- saanson se kya chaahiye.
- .........................................................................
- Kash Dil ki awaz me itna asar ho jay,
- Hum apko yaad ~karen aur apko khabar ho
- jay,
- Aaj kuda se itni hi dua hai, aap jo bhi
- chaho vo haqiqat ho jay.
- .........................................................................
- Kushbu tere Pyar ki mujhe Mahka jati hai,
- teri har baat mujhe bahka jati hai,
- Saansen to bahut der leti hai aane jane me,
- Har saans k pahle m~ujhe teri yaad aati hai.
- .........................................................................
- Paani ko patthar na maro use bhi koi pita
- hai,
- Jina hai to muskurakar jiyo, tumhe dekhkar
- koi aur bhi jita hai.
- .........................................................................
- Kisi k Dhadkte Dil k pichhe koi baat hote
- hai,~
- Kisi k udas Dil k piche koi yaad hoti hai,
- Aap ko pata ho ya na ho,
- aap k khushi k liye kahin roz fariyad hoti
- hai.
- .........................................................................
- jaan hai hume jaan se pyari,
- Jaan k liye chhod du dunia sari
- Jaan k liye chhod du rasme sari,
- ab tumse kya chupana,
- tum hi to ho jaan hamari.
- .........................................................................
- Tu kya jane kya hai tanhai,
- is tute hue Dil se p~uch kya hai judai,
- Bewfai ka ilzam na de zalim,
- is waqt se puch kis waqt teri yaad nahi aai.
- .........................................................................
- Yuhin hi sapno se Dil ko lagaya karo,
- Kisi k khwaabon me~ aya jaya karo,
- Jab bhi Dil kahe ki koi tumhe bhi manaye,
- Bas hame yaad kar k ruth jaya karo.
- .........................................................................
- Maine khuda se ek dua mangi,
- dua me apni maut mangi,
- khuda ne kaha~ maut to tujhe de dun,
- par uska kya jisne har dua me teri jindgi
- mangi.
- .........................................................................
- Karte nahi izhar
- phir kyun~ karte ho tum pyar?
- nazron se bate bahut hui
- ab lab se karo ikrar…
- .........................................................................
- Suna hai waqt ke saath halat badal jate
- hain
- Insan badal jate hain, jazbat badal jate
- hain
- Par tum na badloge, ye aitbar karta hoon
- Main tumse py~aar karta hoon
- Main tumse pyaar karta hoon
- .........................................................................
- Jaam pe jaam peene se kya fayeda,
- Raat guzri to utar jayegi,
- Kisi ki aankhon~ se peeyo khuda ki kasam,
- Umr saari nashe mein guzar jayegi.
- .........................................................................
- Woh Zindagi hi kya jisme Mohabbat nahi,
- Woh Mohabbat hi kya jisme Yaadein nahi,
- Woh Yaadein kya jism~e Tum nahi,
- Aur woh Tum hi kya jiske saath Hum nahi.
- .........................................................................
- Humne socha tha ki shayad, hum hi chahte
- hai tumko,
- par tumhe chahne wala~ to kafila nikla,
- Dil ne kaha shikayat kar khuda se,
- par khuda bhi tera chahne wala nikla.
- .........................................................................
- Jab jab aapse milne ki umeed nazar aayi…
- mere paav mein zanjir nazar aayi..
- gir pade aansu aa~nkh se…
- aur har ek aansu mein aapki taswir nazar
- aayi.
- .........................................................................
- Dil ke rishtey bhi ajeeb hote hai..
- duur reh kar b~hi kareeb hote hai…
- jo log aapko roz dekhte hai..
- woh log kitne khushnaseeb hote hai..
- .........................................................................
- Chehre pe hase~en chha jati hai,
- Aankhon main suroor aaa jata hai,
- Jab tum mujhe apna kahte ho,
- Apne pe ghuroor aa jata hai.
- .........................................................................
- Zindagi jaise ek saza si ho gaye hai,
- gam ke sagar me is kadar kho gayi hai,
- tum aajao w~apis yeh gujarish hai meri….
- shayaad mujhe tumari aadat si hogayi hai.
- .........................................................................
- Pani ka ek katra aankh se gira abhi abhi..
- kya tum ne mujko yaad kiya abhi abhi..
- tujh se mile za~mana hua magar…
- yun laga koi mujse mil k gaya abhi abhi..
- Toota ho dil to dukh hota hai
- Karke mohabbat kisi se ye dil rota hai
- Dard ka ehsaas to tab hota hai jab
- Kisi se mohabbat ho aur uske dil mei koi aur hota hai…
True Love Shayari, True lovers Images, Love Images Hindi, Love Images in Hindi, Romantic True Love Shayari, Romantic Hindi Shayari Images 2025, True Love Shayari in Hindi, True Love Pic, True Love Shayari for Bf,True Love Images Shayari, True Love Images in Hindi Shayari.
Very Sad Gum Shayari New2017
सदस्यता लें
संदेश (Atom)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें