सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं
hindi shayari manzil latest new2017
- Zindagi to ek aisa safar hain,
- Sukh Dukh ka wo bhawar hain,
- har ek mod pe mile kuch shikh,
- Has ke pa le Manzi~l whi zindagi hain!
- ...........................................................................
- Bite lamho ke saye me rahne do,
- Do pal hi sh~i bahon me le lo
- Ab khud se juda na hone do,
- Bachi zindagi tere sang jee lene do !
- ...........................................................................
- Suraj ki kirno se milati hain ummang,
- Chand Ki chandni se hoti hain Chahat,
- Bahti Pawan se hoti~ hain Udaan,
- Laga ke Pankh ham udte hain manzil pe !
- ...........................................................................
- Kya socha tha aur kya paya,
- Tune khhada k~iya wo h dohraya,
- Maot bhi aaye tajub na mujhe,
- Bin tere na jee sake na mar sake
- ...........................................................................
- Kyun Tut jata hain aaina surat teri dekhkar,
- sarma jati hain chandni nazare teri dekhkar,
- Tu ek pal ke liye muskur~a ke to dekh idhar,
- Tere chahane walon ki bheed hain is kadar
- ...........................................................................
- Ek halki si hawan ne mujhe is kadar chhuaa,
- Na jane kayon laga jaise ki mujhe kuch huaa,
- Palko pe bane sapno ~ka saya kaise door huaa,
- Socha tha jise apna wo iss kadar door huaa !
- ...........................................................................
- Wo hame na kabhi samjh sake,
- Mere hi lan~zon ko apna sa kahe !
- Saath dene me wo aise katra rahe,
- mangi thi khusiya gam diye ja rahe !
- Ab to ham tera sath chhod hain rahe,
- Bas ek hi hain dyua tu jaha bhi rahe !
- Haseen yaadon ko na sanjo ke tu rahe,
- Meri yaandon ka saya teri palko pe na rahe
- ...........................................................................
- Wo shabd jo Koi Baat Kah Jaye,
- Ek Ghazal jo wo na~ya Rup De Jaye,
- Wo kasti Jo Shahil Tak Pahuchaye,
- Sapno ki nagari me Koi Apna Mil Jaye
- ...........................................................................
- Waqt A halat shabdo ki hain khamoshi,
- haotho pe labzo ki~ kaisi hain behoshi,
- Dile a haal muhabbat ki mahfil ho aisi,
- Chand labzon ki gunj se tute mahfil ki khamoshi
- ...........................................................................
- Zindagi Ek khushnuma haseen pal hain,
- Palko be bune khawabo ka kal hain
- Jhuki nazar~o ka barkhuba aanchal hain
- bas mere yaar jaan le yahi Zindagi hain
- ...........................................................................
- Badhte Kadam bhi sahme se huye hain,
- Palko pe sapne kaise ~ruthhe huye hain,
- Zindagi ke safar me kaante bechhe hain,
- Bheed me ham is kadar ualjhe huye hain!
- ...........................................................................
- Badi muddat ke baad mujhe siddat mili,
- Aaj waqt ne saa~th chalne ki ibadat ki,
- Waqt ke mohtaj kaisi ye uljhan jo huai,
- Maot ne dastak dene se pahle ijajat jo li
- ...........................................................................
- Kitni hi khwahis~ein dil ki, dil mein hi dum tod deti hain
- Aksar humraahi manzil k kareeb aake hath chod deti hai
- Bhaagte rahte h apni hi parchayi se picha chudwane ko,
- Kaise manjil paye, hawaye aksar raaste hi mod deti hai
- ...........................................................................
- Kisi ke dayare me rahkar ham
- khush nahi hote,
- Shabdo se Ghazal likhkar ham
- gayak nahi hote,
- Is kalam ~ko dil se lagate ham
- Dil se wahi likhte,
- Aaj yaha tak hain pahunche ham
- jawab A Ghazal hain Likhte
- ...........................................................................
- Mahaj ek shakash ~se mulakat huai,
- Ualfat e isk bas nazaro se baat huai,
- Khuda ki rahmat se halki si barsat huai,
- Wo bheega mosam Ghazal ki suruaat huai
- ...................................................................
- Teri Yaad ke liye m~ere paas bahut thikane hain,
- Na jaane mulakat ke kitane bahane Hain !
- Ho kasti samundar me to kinare to tarste hain,
- Beech sagar me ham us paani to talashte hain !
- Hoash nahi fir bhi ham ghazal Likhate jate hain,
- Ye shabd hi meri Man~zil ko kinare pahuchate hain !
- ............................................................................
-
- Kuch Ankahe Se Lamhe Ja Jane
- Kya Kah Jate Hain,
- Jaise Nadiya Ka Bahta Pani Sagar
- Me Mil ~Jata Hain,
- Phool Ki Patti Bikharkar Bhi Khusboo
- Chood Jati Hain,
- Bas Aise Hi Raah Me chalte Musafir Yaade
- Chood Jate Hain
- .............................................................
- Phool ke liye bas ek kali bahut hain,
- hasi ke liye ba~s ek khushi bahut hain,
- Safar ke liye bas ek Manzil bahut hain,
- Zindagi jeene ke liye dost bahut hain,
- Bas aap jaise dost ki zarurat hain
- .....................................................................
- Kisi apne ki na ab hame koi
- ummid hain,
- Ye Safar ab hame akele paar
- karna hain,
- Khali hath aaye aur khali haath
- hi jana ha~in,
- Ham Akele aaye the aur akele
- hi jana hain
- ............................................................................
- Ek shayar hu jiska ye dil bahut kuch likhne ko karta hain.
- Meri kalam me wo baat hain jo rukne ka naam nahi leti hain,
- Tajurba mujhe aisa h~ain jo har kisi ka jawab ham dete hain,
- Fark itna hain ki manzil sirf apni manzil par hi chalti hain
- .....................................................................
- Tujhe ek pal dekhe to,
- ye palke ho jati hain nam,
- Har sans me~ tum base ho,
- Dil ki dhadkan ho tum,
- Mere khawab me base ho,
- Kya kahe tere ho gaye ham
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें