khwab hi khwab shayari love2017


  1. Kaghaj Par Nahi Likhte K~uch Raaz Mohabbat Ke,
  2. Pal Bhar Mein Bikhar Jaate Hain Alfaaz Mohabbat Ke,

  3. Use Toot Kar Chaha Toh Hum Khud Hi Bikhar Gaye,
  4. Aise Badal Jaate Hain Andaaj Mohabbat Ke,

  5. Un ki Saheliyo Se Zara Kahna, Unhe Sath Hi Laaye,
  6. Mujhe Phir Se Sajaane Hain Kuch Khwab Mohabbat Ke,

  7. Apni To Saase Dost Usi Waqt Mein Thee Shaamil,
  8. Kyun Baithe Huve Cho~r Gaye Kuch Haath Mohabbat Ke….

  9. ...............................................................................

  10. Woh Jamana Gujar Gaya Kab Ka,
  11. Tha Jo Deevana Mar Gaya Kab Ka,

  12. Dhundhta Tha Jo Ek Nayi Duniya,
  13. Lotke Apne Ghar Gaya Kab Ka,

  14. Woh Jo Laya Tha Humko Dariya Tak,
  15. Par Akele Utar Gaya Kab Ka,

  16. Uska Jo Haal Hai Wohi Jaane,
  17. Apna Toh Jakham Bh~ar Gaya Kab Ka,

  18. Khwab Dar Khwab Tha Jo Tana Bana,
  19. Ab Kahan Hai Bikhar Gaya Kab Ka…


  20. ...............................................................................
  21. Sahi Par Ruk Gaye The Jara Der Ke Liye,
  22. Aankhon Se Dil Mein Kitne Samander Utar Gaye,

  23. Jin Par Likhi Huyi Thi Mohabbat Ki Dastaa,
  24. Woh Chak Chak P~urje Hawa Mein Bikhar Gaye,

  25. Paya Jo Muskarate Huye Kah Uthi Bahar,
  26. Jo Jakham Pichhle Sal L~agaye Gaye The Bhar Gaye,


  27. ...............................................................................
  28. Raat bhigi toh thake sahar ko yaad aane lage
  29. Neend ke gaanv jo aabad hain palkon tale,

  30. Doctor khwab ke nakhun the halahal mein bujhe
  31. Hasba mamul badi jor se hum cheekh pade,

  32. Jaise sachmuch ho badi neend mein us shokh ki yaad
  33. Aisa seene mein bani le~ti hai aankhe meeche…


  34. ...............................................................................

  35. Parda e noor manke ch~haye hain
  36. Aansuon ki tarah machalte khwab,

  37. Bikhre sishon par gir ke toot jaaye
  38. Neend mein nange paanv chalte khwab,

  39. Aisi sunsan dopahar mein kahan
  40. Chand taaron ki tarah chalte khwab,

  41. Bistre e dil par k~hoon ugalte khwab
  42. Raat bhar karvatein badlate khwab…


  43. ...............................................................................

  44. Aandhiyon ke sath kya manjar suhane aaye hain
  45. Aaj maidano mein bagon ke khajane aaye hain,

  46. Ab mere talve ke niche ki jamee aajad hai
  47. Aasmano se mujhe badal bulane aaye hain,

  48. Ret se dariya ante hain kahak se jhilein pati
  49. Yeh parinde khoon mein shayad nahane aaye hain,




  50. ...............................................................................
  51. Kabhi yun bhi aa meri aankh mein
  52. Ki meri najar ko ~khabar na ho,

  53. Mujhe ek raat navaj de
  54. Magar uske baad subah na ho,

  55. Woh bada raham o karam hai
  56. Mujhe ye~h asar bhi daan karein,

  57. Tujhe bhulane ki dua karun
  58. Toh meri dua mein asar na ho,

  59. Mere baajuon mein thaki thaki
  60. Abhi khwab dekh rahi hai chandani,

  61. Na uthe sitaron ki palki
  62. Abhi aahton ka gujar na ho…


  63. ...............................................................................

  64. Raat bhigi toh thake sahar ko yaad aane lage
  65. Nind ke gaanv jo aajad hain palkon ke tale,

  66. Doctor khwab ke naakhun the halahal mein bujhe
  67. Hasb mamul badi jor se hum chikh pade,

  68. Jaise sach much ho badi neend mein us shokh ki yaad
  69. Aisa seene mein bani b~aithi hai aankhe meeche,

  70. Maine samjhaya ke suraj bhi jhukega dar par
  71. Varna taaron ki taraf muh kiye darwaje the,

  72. Kal jise raat ki gadi p~e hamin ne choda
  73. Woh toh aankho mein fire hain magar hum hi na fire…


  74. ...............................................................................
  75. Deedar khoob barsenge aangan mein sari raat
  76. Main khwab ~ke sajar ki woh shakhe hilaunga,

  77. Dhul jaayengi badan mein jami dhool ki tahein
  78. Apne lahu mein aaj main aisa nahaunga,

  79. Ek pal ki zindagi mujhe behad ajij hai
  80. Palkon mein jhil milaunga or toot jaaunga,


  81. ...............................................................................
  82. khwab ki vaadiyo se nikalta hua
  83. chand sokar utha aankh malta hua

  84. haath par dhoop ki pattiyan rakh gaya
  85. koi phulon ki chadar badlata hua

  86. shish mahal ke sisho se takra gaya
  87. pathron se sabhlata utarta hua

  88. sham tak hoga suraj hamari tarah
  89. koi sukha hua ped jalta hua
  90. ~
  91. ek aahat si najdeek aati huyi
  92. lon mein sham ka phool khilta hua…

  93. ...............................................................................

  94. Jisne Loota Karwa Mera,
  95. Wahi Toh Tha Meharba Mera,

  96. Khwabon K~i Adla Badli Mein,
  97. Jal Gaya Th Aashiyaa Mera,

  98. Husn Ka Jalwa Bina Dekhe,
  99. Kho Gaya Tha Dilruba Mera,

  100. Koul Se Hatne Ki Saajis Mein,
  101. Usne Pakda Girebaa Mera,

  102. Kaliyan Chahat Ki Masal Dali,
  103. Fir Bhi Tha Woh Baghbaan Mera…


  104. ...............................................................................
  105. Woh Tujh Se Mil Ke,
  106. Hashar Mein Puri Na Ho Kahin,
  107. Thodi Si Hai,
  108. Jo Kami Hamare Gunah Mein….

  109. ...............................................................................
  110. Unko Haarat Hai Ki Aasik Kyu Kar,
  111. Hum Pe Mar Mar Ke Jiye Jate Hain…

  112. ...............................................................................
  113. Kuchh Khabar Bhi Hai,
  114. Mohabbat Mein Daag,
  115. Kya Tere Tour Huye Jaate Hain..

  116. ...............................................................................
  117. Woh Jaage Sahar Ko,
  118. Toh Ladte Hain Mujhse,
  119. Ki The Koun ~Tum,
  120. Khwab Mein Aane Wale…




  121. ...............................................................................
  122. Tere Deedar Ko Bhi Majma E Mashar Hi Jeba Ho,
  123. Ki Jaise Dekhne Wale Ho Vaisa Hi Tamasha Ho,

  124. Jo Vahdat M~ein Huyi,
  125. Is Martaba Ki Ho Toh Jebaa Ho,

  126. Tumhi Tum Ho Toh Behtar Ho,
  127. Hami Hum Ho Toh Achha Ho,

  128. Khumare May Se Yun,
  129. Vakte Sahar Bigda Mijaj Apna,

  130. Kisi Ne Raat Bhar,
  131. Jaise Parishaa Khwab Dekha Ho…


  132. ...............................................................................

  133.  

  134. Khawab Mein Bhi Bura,
  135. Usne Kaha Sabne Suna,

  136. Jald Hoti Hai,
  137. Buri Baat K~i Sohrat Kaisi,

  138. Nigahe Yaar Ko,
  139. Main Dil Mein Jagah Du Lekin,

  140. Chor Ho Jab,
  141. Koi Mehmaan Toh Ijjaat Kaisi,
  142. ~
  143. Chhed Har Vakt Ki,
  144. Achhhi Nahin Yeh Yaad Rahe,

  145. Kabhi Kaisi Hai,
  146. Kabhi Apni Tabiyat Kaisi…


  147. ...............................................................................

  148. Punya Ki Sab~ab Hai Mere Gunah Mein,
  149. Dil Mandir Mein Aur Kadam Khankah Mein,

  150. Khali Nahin Maje Se Koiparsa O Rind,
  151. Lajjat Ise Punya Mein Usko Gunah Mein,

  152. Woh Tujhse Milke Hasar Mein Puri Na Ho Kahin,
  153. Thodi Si Jo Hai Kami Hamare Gunah Mein,

  154. Jaalim Khuda Se Dar Ke Jahannum Ki Aag Hai,
  155. Rudhan Hain Bekashon Ke Garibon Ki Aah Mein,

  156. Dekha Jo Shab Ko Kh~wab Mein Us Chasme Mast Ko,
  157. Kampan Hai Subahse Mere Aankho Ke Paanv Mein,

  158. Jata Hai Daag Kaba Ko Butkhana Chhodkar,
  159. Thokar Jarur Khayega Pathar Se Raah Mein…

  160. ...............................................................................

  161. Jor Ki Aadat Tere Dil Se Na Sitamgar Gayi,
  162. Umar Bhar Apni Wa~fa Sab Yu Bekar Gayi,

  163. Aate Jaate Mere Sarhane Pe Mout Haar Gayi,
  164. Aayi So Baar Sabbe Vada Toh So Baar Gayi,

  165. Jisko Kahte Hain Asar Woh Na Mila Hai Na Mile,
  166. Kya Gayi Aah Falak Ke Bhi Agar Paar Gayi,

  167. Uska Muh Dekhte Hi Khwab Mein Hum Chonk Uthhe,
  168. Apne Haath Aayi Huyi Doulte Bedar Gayyi,

  169. Is Kadar Pass Raha Ishq Ki Rushvayi Ka,
  170. Khak Bhi Meri Na Ud Kar Su E Bazar Gayi…


  171. ...............................................................................

  172. Kam Rukne Ka Nahin Hai Eh Dile Nadan Koi,
  173. Khud Ba Khud Rab Se~ Ho Jaayega Saama Koi,

  174. Bechta Hu Jo Kharide Mere Armna Koi,
  175. Muft Deta Hu Agar Maan Le Ahsaan Koi,

  176. Ishq Jisko Na Ho Aisa Na Ho Insa Koi,
  177. Aage Takdeer Hai Khush Ho Ki Paseman Koi,

  178. Jab Se Iaq Se Touba N~ajar Aate Hain Yeh Khwab,
  179. Khinchta Hai Koi Daaman Toh Garebaan Koi…


  180. ...............................................................................
  181. ~
  182. Ujaale Apni Yaad~o Ke Mere Paas Rahne Do,
  183. Na Jaane Kis Gali Mein Zindagi Ki Sham Ho Jaaye,

  184. Ab Ke Bichhde T~oh Shayad Khawabo Mein Milen,
  185. Jis Tarah Sukhe Huye Phool Kitabo Mein Milen,

  186. Yaad Aata Unhe Yahan Aane Ka Wada Kab,
  187. Raat Ko Paav Mein Mehandi Laga Chuke Woh Jab…

टिप्पणियाँ