New romantic shayari for girlfriend2017


  • Dil me humne tumhaare pyar ki dastaan likhi hain,
  • Naa thodi naa tamaam likhi hain,
  • Kabhi humaare liye b d~ua kar liya karo sanam,
  • Humney toh har ek saans tumhaare naam likhi hain!
  • ...................................................................

  • Kuchh sochu toh tera hi khayal aata hain,
  • Kuchh bolu toh ter~ naam aata hain,
  • Kab tak mai chupaon apne dil ki baat,
  • Uss ki har ada pe hume pyar aata hain!

  • ...................................................................
  • Rah na dekhengey yeh duniyaa sey guzarne waale,
  • Ham toh bas chahatein hai theher jaye theherne waale,
  • Ek toh husan b~ala ka aur uspe banaawat aafat,
  • Ghar toh bigdengein hazaaron k sanwarne waale!

  • ...................................................................
  • Hum har ek pal hans kar jiya kartey hai,
  • Aapse dil ki baate kiya kartey hai,
  • Aap bahut khas ho hamarey liye,
  • Tabhi hr waqt apko yaad kiya kartey hai!

  • ...................................................................
  • Kabhi Lafz Bhool Jaaun Kabhi Baat Bhool Jaaun,
  • Tujhe Mai Is Qadar Chaahu Ki Apni Jaat Bhool Jaaun,
  • Uth Kar Jo Kabhi Tere Paas Se Guzru Toh,
  • Jaate – Jaate Kabhi Khud Ko Tere Paas Bhool Jaaun!

  • ...................................................................
  • Us ke Saath Rehte-Rehte,
  • Us ki Chahat Si Ho Gayi Hai..
  • Us se Baat Karte Karte
  • Uski Aadat Si Ho Gayi Hai
  • Ek Pal Naa Mile Toh Bechani Si Lagti Hai
  • Dosti Nibhaate-Nibhaate,
  • Us se Mohabbat Si Ho Gayi Hai…
  • ...................................................................

  • Tere naam ko apne honto pe sajaya hain mene,
  • Teri ruh ko apne dil mein basaya hain maine,
  • Duniya tumhe dhondte~ dhondte ho jayegi pagal
  • Dil ke aeise kone mein chhupaya hain mene..!!
  • ....................................................................
  • Phool hun main meri khu~sboo tum ho,
  • Dil hun main meri dhadkan tum ho.
  • Jaan hun main aur meri rooh tum ho,
  • Jism hun main or meri zindagi tum ho.

  • ...................................................................
  • Kuch to baat hai tuj~me jo tujhe yaad krne ko ji chahta hai
  • Kuch khas hai jo tujhe bahon me bharne ko ji chahta hain
  • Hum tere kareeb hai ya nhi ye jante nhi hai magar dilbar
  • Fir bhi mohabbat mein hadd se guzarne ko ji chahta hain.


  •  ...................................................................
  • Aa jao kisi roz tum to tumhari rooh me utar jaun,
  • Sath rahu main tumhare na kisi or ko nazar aaun,

  • Chahe bhi to koi chhoo na sake mujhko is tarha se,
  • Tum kaho to yu tumhari baahon mein bikhar jaun.

  • Karon jo nichaawar muhab~bat mein tumse lipt kar,
  • Is ada se choom lon tumhain k hadd se guzar jaun.

  • Ab to lag jao seene se ki meri saans thaam jaye,
  • Aagosh me lekar apni tu~mhari saanson me utar jaun.
  • ...................................................................
  • Mujhko phir wahi suhana nazara mil gaya,
  • Nazron ko jo deedar tumhara mil gaya,
  • Aur kisi cheez ki taman~na kyun karu,
  • Jab mujhe teri baahon me sahara mil gaya.
  • ...................................................................
  • Hasrat hain sirf tumhey paaney ki,
  • Aur koyi kha~wahish nahin is deewane ki,
  • Shikwa mujhe tum se nahin khuda se hain,
  • Kya zrurat thi tumhe itna khubsurat bnane ki


  •  ...................................................................
  • हक़ीक़त ना सही तुम ख़्वाब की तरह मिला करों
  • भटके हुएँ मुसाफिर को ~चांदनी रात की तरह मिला करो !

  • बर्बाद होगा ये गरीब दोनों पहलूँ में
  • मेरे कच्चे घर पर तुम बरसात की तरह मिला करों !

  • हलक-हलक जिक्र आएं हर सांस में तेरा
  • एक दफा तुम मुझको उस मुलाकात की तरह मिला करों !

  • वक्त-बे-वक्त आ जाएँ राज भले ही सताने मुझको
  • तुम हिचकियों के सिलसिलों में याद की तरह मिला करों !

  • हक़ीक़त ना सही तुम ख़्वाब की तरह मिला करों
  • भटके हुएँ मुसाफिर को चांदनी रात की तरह मिला करों !

  • ...................................................................
  • Apni pyari ankhon me chupalo mujh ko
  • Mohabbat tum se hai~n, churalo mujh ko.

  • Dhup ho ya sehra tera sath chalenge hum
  • Yaqeen naa ho toh aazma lo mujh ko.
  • ~
  • Tere her dukh ko seh lenge hans k hum
  • Apne wajood ki chadar bana lo mujh ko

  • Zindagi bhi tere naam kar di hai humne,
  • Bas chand lamhe seene se laga lo mujh ko


  •  
  • ...................................................................
  • Chehre pe me~re zulfo ko phailao kisi din,
  • Kyu roz sirf garajate ho, baras jao kisi din
  • Khushbu ki tarah guzro mere dil ki gali se
  • Phulon ki tarah mujpe bikhar jao kisi din

  • ...................................................................
  • मेरी यादो मे तुम हो, या मुझ मे ही तुम हो,
  • मेरे खयालो मे तुम हो, या मेरा खयाल ही तुम हो,
  • दिल मेरा धडक के पू~छे, बार बार एक ही बात,
  • मेरी जान मे तुम हो, या मेरी जान ही तुम हो…

  • ...................................................................
  • Teri saadgi ko nihaarne ka dil karta hain,
  • Tamaam umr tere naam karne ka dil krta hai
  • Ek mukammal shayar~i hain tu kudrat ki,
  • Tuje ghazal banake juba pe lane ka dil krta h


  • ...................................................................
  • Tere jism pe apne jism ko rakhu
  • Tere honton ko apne honton se maslu

  • Tujhe pyar main itni shiddat se karu
  • Ki us mithe dard se teri aah nikal jaye,

  • Dard se teri aankho se aasu jhalak jaye
  • Or tu tan se~ or mann se sirf meri ho jaye

  • Badan se tere lipta rahon or subha ho jaye
  • Subha tujse jb main puchu teri raat ka aalam

  • Tu sharma kar mere seene se lipat jaye…!

  • ...................................................................

  • Aghosh mein lelo mujhe tanha hoon main
  • Basa lo dil ki dh~adkan me tanha hun main
  • Jo tum nahi zindagi mein toh fir kuch nahi
  • Sama jao mujhi mein ke tanha hoon main


  •   ...................................................................
  • Tum haseen ho, gulab jaisi ho,
  • Bahut nazuk ho khawab jaisi ho,
  • Hothon se lagakar pe~e jaun tumhe
  • Sir se paanv tak sharab jaisi ho…
  • ...................................................................
  • Apne haseen hotho ko ki~si parde me chipa liya karo,
  • Hum jara gustakh log h, najro se chum liya karte hai

  • ...................................................................
  • Tujhse roo-ba-roo hokar baate karu,
  • Nigahe milakar wafa ke waade karu,
  • Thaam kar tera hath bethu tere samne,
  • Teri haseen surat ~ke main najare karu,
  • Sharma kar najro se tera kuch chupke keh jana,
  • Teri nigahon ke wo ishare samjhoo,
  • Teri har ek ada par kar doo kayi shayari,
  • Har lafz mein waafa ke daawe karu,
  • Sambhale nahi sambhalti ‘jaana’ ye dil ki tadap,
  • Tu hi bata main kab tak y~u aahein bharu…


  • ...................................................................
  • Raho meri zulfon ki parchhayi mein
  • Aur toot kar mujhko pyaar karo….
  • Aaj mai mai na rahu, aj mai “tum” ho jau
  • Apne pyaar se aisa mera shringaar karo


  •  ...................................................................
  • Muje apne jism ki khusbu se madhosh kar do
  • Muje apni najuk si baaho me mehsoor kar do,
  • Laga k seene se muje saare gum dur kar do,
  • Main tumse juda na ho pa~u itna majbur kardo

  • ...................................................................
  • Tere honto ki laali aaj mjhe bahka rahi hain
  • Tere badan ki khusboo mj~he mehka rahi hai
  • Meri jaan tujhe valentines day mubarak ho,
  • Aaja karib tuje chune ko becheni badh rahi h

  •  
  • ...................................................................

  • Mere honton se tere honton ko geela kar du
  • Tere honto ko mei~n aur bhi raseela kar du
  • Tu es kadar pyar kare ke pyar ki inteha ho jaye,
  • Tere honto ko chus kar tuje or n joshila kar du

  • ...................................................................

  • Ab na bato ki jarurat hai, nigaho se ab sari baat kijiye
  • Bada ujala hai aapke no~or se, julfe khol k ab raat kijiye
  • Badi muddat se intjar me hu, aapke sirhane nind ke liye
  • Apni baho ka sahara deke mjhe ye haseen khawab dijiye


  •  ...................................................................
  • Teri baaho me aaj mjhe bikhar jane de
  • Mahakti huyi sanso me muje utar jane de
  • Tanha hai raat aur mosam sard hain
  • Apni saanso me ~aaj mjhe mahak jane de
  • Khawabo me tere mjhe aaj bahak jane de


  • ...................................................................
  • Hote agar paas toh koyi shararat karte
  • Lekar tumhe baho mein mohabbat karte

  • Dekhte teri aankho mein nind ka khumar
  • Apni khoyi huyi ~nindo ki shikayat karte

  • Aankho mein teri, apna aks dhundte,
  • Jaan se bhi jyada tujhe chaha karte

  • Sirf ek dil hi toh tha wo b tere paas hai
  • Raat raat bhar jag k kiski hifajat karte

  • Mere majhab mein shirk haraam hai
  • Warna dil-o-jaan se teri ebadat karte


  • ...................................................................
  • Chand ko sitaron se ~aur hume tum se mohabbat hain
  • Phoolo ko baharo se aur hume tum se mohabbat hain

  • Agar milo mahfil mein to humse nighahe jhuka lena
  • Koi bhi na samaj paye k hume tum se mohabbat hain

  • Tum sitaron pe likh dena hume tum se mohabbat hai

  • Ehsaas hai hume k tumhe bhi hum se pyar hain lekin
  • Ye mere ru-ba-ru ~kahna hume tum se mohabbat hai


  • ...................................................................
  • Tuje palko par bithane ko jee karta hai
  • Teri baaho se lipat jane ko jee karta h,
  • Khoobsurti ki inteha hain tu,
  • Tuje zindagi banane ko jee karta hain


  • ...................................................................
  • Meri maangi huyi mannat ho tum,
  • Mere chehre ki chamak ho tum,
  • Meri Zindagi ki sabse anmol chiz,
  • Ya yu kahu mera sara jahan ho tum

  • ...................................................................
  • Teri Mohabbat Pe Jaan Bhi Nisar Karenge,

  • Dekh K Jalegi Du~niya Saari,
  • Is Kadar Tujhpe Aitbaar Karenge,

  • Denge Salaami Sab Humko,
  • Jab Pyar Ko Hum Bayaan Karenge,

  • Daulat Aur Shaurat Ka Kya Hai Kaam,
  • Teri Khushi Mein Khudko Nichaawar Karenge,

  • Har Ghadi Ho Bus Tera Deedar,
  • Waqt Se H~um Yahi Iltijaa Karenge,

  • Saaye Ki Tarah Tujhse Liptey Rahenge,
  • Duniya Ki Buri Nazar Se Tujhe Bachaya Karenge.


  • ...................................................................
  • Mohabbat ka koi rang nahi,
  • Fir bhi wo rangin hai,
  • Pyar~ ka koyi chehra nahi,
  • Phir bhi woh hasin hai.


  • ...................................................................
  • Kab tak wo mera hone se inkaar karega,
  • Khud tut kar wo ik din mujhse pyaar karega,
  • Ishq ki aag me main usko itna jala dungi,
  • Ki izhaar wo mujhse sar-e-bajaar karega.


  • ...................................................................
  • Kabhi yun bhi aa meri aankh mein
  • Ki meri najar ko~ khabar na ho,

  • Mujhe ek raat navaj de
  • Magar uske baad subah na ho,

  • Woh bada raham o karam hai
  • Mujhe yeh asar bhi daan karein,

  • Tujhe bhulane ki dua karun
  • Toh meri dua mein asar na ho,

  • Mere baajuo~n mein thaki thaki
  • Abhi khwab dekh rahi hai chandani,

  • Na uthe sitaron ki palki
  • Abhi aahton ka gujar na ho.


  • ...................................................................
  • Hum karte hai tumse pyar,
  • Aaj karte hai pyar ka ikraar.
  • Jante hai tum bhi hamare liye bane ho,
  • Tumne ~jitna pyar kiya utna kisi ne kiya na tha,
  • Jitna tumn~e khabon mein sataya ,
  • Utna tang kisi ne kiya na tha,
  • Hai majburiyan tumhari hai majburiya hamhari,
  • Bas kehna hai aaj itna tumse,
  • Kabhi kam na hogi dil se mohabbat tumhari.

  • ...................................................................
  • Sab Tamannayein Ho Puri, Koi Khwaish Bhi Rahe,
  • Chahta Woh Hai, Mohabbat Mein Numaish Bhi Rahe,

  • Aasmaa Chume Mere Pankh, Teri Rahmat Se,
  • Aur Kisi Ped Ki Dali Pe Rihaish Bhi Rahe,

  • Usne Sompa Nahi Mujhe Mere Hisse Ka Vajud,
  • Uski Koshish Hai Ke Mujhse Meri Ranjish Bhi Rahe,

  • Mujhko Maalum Hai, Mera Hai Woh, Main Uska Hu,
  • Uski Chahat Hai Ke Rashmon Ki Yeh Bandish Bhi Rahe,

  • Mosmon Se Rah~ein Vishvas Ke Aise Riste,
  • Kuchh Adavat Bhi Rahe, Thodi Navajish Bhi Rahe.


  •  
  • ...................................................................
  • Dil Toh Karta Hai, Shayari
  • Category: Dil Shayari, Love Shayari, Romantic Shayari
  • Dil Toh Karta H~ai Khair Karta Hai,
  • Aapka Jikr Gair Karta Hai,
  • ...................................................................
  • Kyo Na Main Dil Se Du Dua Usko,
  • Jabki Woh Mujhse Bair Karta Hai,

  • Aap Toh Hubhu Wohi Hain Jo,
  • Mere Sapno Mein Sair Karta Hai,

  • Ishq Kyu Aapse Yeh Dil Mera,
  • Mujhse Pooche Bagair Karta Hai,

  • Ek jarra Duayen Maa Ki Le,
  • Aasmano Ki Sair Karta Hai.

  • ...................................................................
  • Tere Aaghosh Mein, Aane Ko Betab Hun Main,
  • Jab Chaho, Eh Dost Pukar Lena Hamein,
  • Mahsoos Karna Chahta Hu, Teri Dhadkano Ko,
  • Aankhon Ke Raste, Dil Mein Utaar Lena Hamein.

  • ...................................................................
  • Bhale Laakh Kar Lu K~oshish Bhi Magar,
  • Dil Ki Baat Kahi Na Jaayegi Mujh Se,
  • Eh Mere Hamdam Na Hona Juda Kabhi,
  • Teri Judaayi Na Sahi Jaayegi Mujhse.
  • ...................................................................
  • Aakar Aap Ab Jana Nahi,
  • Dil Ko Mere Tarsa~na Nahi,
  • Hum De Chuke Hain Dil Aapko,
  • Todkar Isko Tadpana Nahi.
  • ...................................................................
  • Aap Humse Pyar Karke Toh Dekhiye,
  • Hum Aapke Sar~e Gham Apne Bana Lenge,
  • Chhinkar Is Saare Jahan Ki Khusiyan,
  • Dekhna Aapke Kadmon Tale Bichha Denge.
  • ...................................................................

  • Jeevan Mein Bas Aap Se Hi Pyaar Kiya Tha,
  • Aapse Hi Toh Mohab~bt Ka Izhaar Kiya Tha,
  • Agar Chhodna Tha Yun Hi Toh Inkar Kar Dete,
  • Tab Toh Aapne Bhi Dil Se Ikrar Kiya Tha.


  • ...................................................................
  • Main Kya Dekhun Is Duniya Ke Najare,
  • Mujhe Tere Chehre Se Fursat Nahi Hai,
  • Sagar Pana Chahta Hai Bas Tujhko,
  • Mujhe Aur Kisi Ki Jarurat Nahi.

  • ...................................................................
  • Tere Hi Dam Se Zinda Hun Yaar,
  • Sirf Tumhi Se Karta H~un Main Pyar,
  • Jaan Ho Meri Tum Ho Mera Karar,
  • Sirf Tumhi Se Karta Hun Main Pyar.


  • ...................................................................
  • Abhi Abhi Toh Aaye Ho Eh Mere Hamdam,
  • Aur Abhi Jaane Ki~ Baat Karte Ho,
  • Yeh Kaisi Hai Sanam Mohabbat Aapki,
  • Aap Dil Dukhane Ki Baat Karte Ho.
  • ...................................................................
  • Najar Na Lag Jaaye Kahin Aapko Kisi Ki,
  • Sari Duniya Se Chhupakar Aa Rakh Lu Tujhko,
  • Bas Itni Si Aarju Hai Hamari Toh Jeevan Mein,
  • Har Janam Mein Pyar ~Milta Rahe Aapka Mujhko.

  • ...................................................................
  • Juda Tumse Hokar Na Ji Paaunga Main,
  • Usi Pal Tadap Tadap Kar Mar Jaaunga Main,
  • Tere Sang Hi Jeevan Bitana Hai Mujhko,
  • Tere Bina Na Kuchh Bhi Ban Paaunga Main.
  • ...................................................................
  • Teri Har Ada Mein Koi Baat Hai,
  • Main Deewana Sa Hua Jaata Hun,
  • Har Kisi Mein Dekhta Hun Tumko,
  • Khud Se Begana Hua Jata Hun.
  • ...................................................................
  • Mere Dil Mein Rahna Tum Oh Sanam,
  • Kya Karna Is Char D~eewari Ka,
  • Bas Hum Jee Lenge Ek Dooje Ke Liye,
  • Chhod Denge Is Duniya Sari Ko.

  • ...................................................................
  • Jabse Dekha Hai Najron Ne Aapko,
  • Inko Aur Kuchh Bh~i Najar Nahi Aata,
  • Na Jaane Kaisa Kiya Hai Jaadu Aapne,
  • Koi Aur Chehra Isko Nahi Bhata.
  • ...................................................................
  • Humne Chaand Se Pooha,
  • Teri Chaandni Ka Raaz Kya Hai,
  • Chaand Ne Aap~ki Taraf Ishara,
  • Kar Ke Kaha Inhi Say Pucho Jisay,
  • Dekh Kar Main Chamakta Hoon.
  • ...................................................................
  • Jaan Hai Mujhko Zindagi Se Pyari,
  • Jaan Ke Liye Kar Doon Kurban Yaari,
  • Jaan K~e Liye Todd Doon Dosti Tumhaari,
  • Ab Tumse Kya Chhupana,
  • Tum Hi To Ho Jaan Hamaari.

  • ...................................................................
  • Pyaar Mein Milne Ki Zaroorat Hoti Hai,
  • Naa Milon To Phir Shikayat Hoti Hai,
  • Khamosh Rahe Lab Naa Bole Beshaq,
  • Lekin Aankhon Mein Mohabbat Hoti Hai,
  • Rakh Lo Chaahe Sau Pardon Mein Ishq,
  • Zamaane Mein Phir Bhi Fasiihat Hoti Hai,
  • Jo Itna Paas Rehke Dil Se Door Ho Jaye,
  • Woh Kya Jaane Ashq Ki Bhi Kimat Hoti Hai,
  • Khwaab Ki Teh’ni Paka’d Soya Reh Kitnaa,
  • Jab Hoye Naa Puraa To M~usiibat Hoti Hai,
  • Ulfat Mein Roothne Ki Riit Puraani Hai,
  • Dil Naa Maane Manaane Ki Tabiiyat Hoti Hai.
  • ...................................................................
  • Yaadon Ke Bhanwar Mein Ek Pal Humara Ho,
  • Khilte Chaman ~Mein Ek Gul Humara Ho,
  • Aur Jab Yaad Kare Aap Apno Ko To Uss,
  • Yaad Mein Ek Naam Hamara Ho.
  • ...................................................................
  • Pal Bhar Ke Liye Agar Woh Hamein Apna Bana Le,
  • Aapne Zeevan Ka Agar Woh Sapna Bana Le,
  • Phir Bhale Hi Woh ~Mera Dil Tod De,
  • Bus Is Raat Ke Liye Woh Mujhe Sajna Bana Le.
  • ...................................................................
  • Is Se Pahle Ki Saare Khwab Toot Jaayein,
  • Aur Yeh Zindagi Hum Se Rooth Jaaye,
  • Ek Doosre Ke Pyar~ Mein Kho Jaayein Iss Kadar ,
  • Ke Hum Saare Ghamon Ko Bhool Jayein.
  • ...................................................................
  • Khata Pahli Samajh Kar Maaf Kar Dena,
  • Raah E Wafa Mein Ho~ Jaaye Jo Gunaah Hamse,
  • Mohabbat Ki Hadein Paar Kar Chuke Hain Sanam,
  • Phir Kaise Hain Dilbar Yeh Parde Hum Se.
  • ...................................................................
  • Chaahat Ke Yeh Kaise Afsane Huye,
  • Khud Nazron Mein Apni Begane Huye,
  • Kisi Bhi Riste Ka Khayal Nahi Mujhe,
  • Ishq Mein Tere Is Kad~ar Diwaane Huye.
  • ...................................................................
  • Sitaron se aage bhi koi jahan hoga,
  • Jahan ke saare nazaron k~i kasam,
  • Aapse pyaara wahan bhi na hoga.
  • ...................................................................
  • Sajti rahe khushiyon ki mehfil,
  • Har Khushi suhani rahe,
  • Aap zindgi mein itne~ khush rahe,
  • Ki har khushi aapki diwani rahe.
  • ...................................................................
  • Bheegi Palkon Ke Sang Muskurate Hain Hum,
  • Pal Pal Dil Ko Kuch Aur Behlate Hain Hum,
  • Tu Door Hai H~umse To Kya Hua Mere Dilbar,
  • Har Saans Mein Teri Aahat Paate Hain Hum.
  • ...................................................................
  • Yaad Aane Wale Yaad Aaye Ja Rahe Hain,
  • Mere Khyalon ~Kee Duniya Par Chaye Ja Rahe Hain,
  • Hum Kuch Keh Rahe Hain Par Wo Chup Hain,
  • Bas Mera Khat Padh Kar Muskuraye Ja Rahe Hain.
  • ...................................................................
  • Dosti karna hame bhi sikhao,
  • Dil ke kisi kone me hame bhi bithao,
  • Ham tumhare dil me hain ki nahi,
  • Zuban se na sahi SMS se to batao.
  • ...................................................................
  • Ye dil bda kamjor hai ise koi samjhata nahi,
  • Ye tumse pyar bahut karta hai par keh pata nahi,
  • Darta hai kahi tumne ise thukra na do,
  • Kyuki ek tum hi ho jiske bina ye rah pata nahi.
  • ...................................................................
  • Yaad ap ko kuchh is trah karte hain,
  • Ki ap ki yaado mein hi khoye rahte hain,
  • Kab gujar jati hain d~in aur rate,
  • Fir bhi ap ki khyalo me jagte hue hi soye rahte hain.
  • ...................................................................
  • Rahenge tere dil me hardam,
  • Humara pyar kabhi na hoga kam,
  • Chahe kitni bhi a~aye zindgi me khusiyan aur gum,
  • Rahenge hum dono sath sath hardam.
  • ...................................................................
  • Tera hi ishq hai meri bandag…
  • Mujhe aur kuch to khabar nahi..
  • Tujhe dekh kar~ dekhun aur kahin..
  • Ab mere paas wo nazar nahi..!!!
  • ...................................................................
  • Bahut ajeeb hai yeh bandhishe Mohabbat ki ..
  • Na us ne Q~aid mein rakha ..
  • Na hum Farar huye.
  • ...................................................................
  • Chand bhi tanha,
  • Raat bhi t~anha,
  • Aur tanha meri Zaat hai,
  • Phir Toot ke ye yaad aaya,
  • Ajeeb December ki ye Raat hai.

टिप्पणियाँ