Kisi Khush Naseeb ki Taqdir Shayari Hindi

Jwani ko jindgi ka nikhar kehte hai
Patjhar ko jindgi ka mazdhar kehte hai
Azeeb dastoor hai duniya ka yaron
1 dhoka hai jise sab pyar kehte hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Na Peene ka sook tha na pilane ka sook tha
Hame to shirf najre milane ka sook tha
Per kya kare ham najre usi se mila baitehe
Jinhe najro se pilane ka sook tha
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Waqt or khusi tere hi gulam honge
Har pal or pehlon tere hi naam honge
Zara moud kar dekhna kahbi tum
Tere har kadam ke sath mere kadmo ke nisan honge

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ab intezar ki adat si ho gayi hai
Khamosi 1 halat si ho gayi hai
Na sikwa na sikayat hai ksis se
Kyoun ki ab is tanhaee se mohabbat se ho gayi hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Zindagi ke liye jaan zarori hai
Jeene ke liye arman zarori hai
Hamare pass chahe kitna gum hoo
Bus dost ke chehre per muskan jaorori hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jaane yeh pyar hota kyon hai?
Naam kuch bhi khe lo par deta sirf dard hai yeh..
Ek tanhai..aur aansu ke siwa yeh deta kuch nahi,
Jaane yeh pyar hota kyon hai?
Pyar mein dil tutete dekh hame socha tha pyar kabhi na karenge,
Par tum hi to they jisne kaha tha, pyar kushiya deta hai,
Tum wahi ho na jo bich ra mein muh modgaye,
Bina mud ke dekhe ek baar hame uhi chod gaye…
Jaane yeh pyar hota kyon hai?
Kaha gayi tum ne kahi wo baaten..
Zindagi bar kushiya dene ke waade..
Sab pal mein bula diya tumne,
Ghero ko kya dosh dein, apna hokar rula diya tumne,
Jaane yeh pyar hota kyon hai?

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Palkon me qaid kuchh sapne hai,
Kuchh begane kuchh apne hai,
Na jane kya KASHISH he in khayalon mai
woh gair hoke bhi kitne apne hai.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tammana-e-ishq to hum bhi rakte hain,
Kisi ke dil me hum bhi dhadakte hain,
Na jane woh kab milenge
jin ke liye hum roz tadapte hain.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Nazrein mili toh laga jaise sapna
Pass dikhi toh laga koi apna
Dil ko aapse bas yehi hai kehna
Ki aapka pyar toh hai dil ka gehna

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Hichkiyon se ek baat ka pata chalta hai
Ki koi hume yaad toh karta hai
Baat na kare toh koi gham nahi
Par Koi aaj bhi hum par apne
Kuch Lamhe barbad toh karta hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Ek pyari si kali thi jo phool ban gayi
Ek nanhi si muskan thi jo hasi ban gayi
Ye choti choti si mulakat ab toh pyar ban gayi
Aur aapka har pal saath toh jaise bahar ban gayi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dekhi jo surat aapki
Ye dil bechara machal gaya
Rakhna hifajat se apni adaa ko
Adaa pe aapki ye dil ghayal ho gaya

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Mohabbat ka matlab intzaar nahi hota,
Har kisi ko dekhna pyar nahi hota,
Yu to milta hai roz mohabbat-e-paigam,
Pyar hai zindgi jo har baar nahi hota !!!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aisa nahi ki aap ki yaad aati nahi,
Khata sirf itni ki hum batate nahi,
DOSTI aap ki anmol hai hamare liye,
Samjte ho aap isliye jatate nahi.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
hava ke saath badal jhoom raha tha ,
lagta hai pehla pyar hua tha ,
kuch deir ka aalam tha ,
ab ro raha tha .
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Pyar ka matlab nahi koi sheher me
mehboob badal jaate hain har semister me

kyu diye jalaye hum gali k baadastoor
aag lagi hai jab apne hi ghar me

kyu pyaar usi se hame bepanaah
meri kimat nahi koi jiski nazar me

khudgarz ho gaya insaan is hawa me
beh gaye sab is leher me

maa tu kyu aansu bahati hai khule me
wo taseer nahi ab doodh k asar me

teri aankh me nami kyu hai dost
kya fir koi haadsa hua safar me
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
darte hai aag se kahi jal na jaye
darte hai khwab se kahin toot na jaye
lekin sabse ziyada darte hai aapse
kahin aap hume bhool na jaye..

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kal mila waqt to zulfein teri suljha doonga,
Aaaj uljha hoon zara waqt ko sulajhane mein,
Yun to sulajh jatee hain uljhi zulfein,
Umar kat jati hai waqt ko sulajhane mein.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kismat par aitbar kisko hai,
Mil jaye khushi inkaar kisko hai,
Kuch majburian hain mere dost,
Warna judai se pyaar kisko hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Har phool ki ajab kahani hai,
chup rehna bhi pyar ki nishani hai,
kahin koi zakhm nai phir bhi kyun dard ka ehsas hai,
lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tanhaion me unko hi yaad karte hain,
Wo salamt rahe yahi fariyad karte hai,
Ham unke hi mohabbt ka intzar karte hai,
Unko kya pata hum unse kitna pyaar karte hai.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kaash ham SMS hote,
Ek click mein tumhare paas hote,
Bhale tum hame delete kar dete,
Par kuch pal ke liye ham tumhara ehsas to hote…!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Rab ne jab tujhe banaya hoga
Ek surur uske dil mein aya hoga,
Sochta hoga kya doonga tohfe mein tujhe,
Tab usne mujhe banaya hoga.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tumhari is ada ka kya jawab du,
Apne dost ko kya uphar du,
Koi acha sa phool hota to mali se mangwate,
Jo khud gulab hai usko kya gulab du…

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Lag Jane Do Mujhe Sine Se
K Muhabbat Ki Ab Barish Hogi

Mit Jane Do Ye Fasle Hamari Chahat Ke,
Ke Muhabbat Ki Ab Barish Hogi

Ye Shab O Kamar Ye Asman O Tare
Sare Dekh Rahe Hain

Bas Jao Meri Ruh Me Hamesha K Liye
Ke Muhabbat Ki Ab Barish Hogi

Shab E Gham Ka Ye Pal Main
Ji Raha Hun Khushi Se

Tum Lao Kar Aao Ya Na Aao
Ke Muhabbat Ki Ab Barish Hogi

Dekh Legi Ye Duniya Meri
Muhabbat Ki Si Gahrayi Ko

Ho Jane Do Mjhe Fana Muhbt Ki
Tapish Me K Mhbt Ki Ab Barish Hogi

Ji Me Ata Hai Ki Tujhe Itna Pyar Karu
K Tujhe Koi Aur Chahat Na Ho

Bhar Lo Apni Banho Me Mil Jane Do In Sanso Ko
K Muhbt Ki Ab Barish Hogi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kiya Baat Kahon Un Ankhoon Ke
Jin Ankhoon Pey Main Marti Hoon

Woh Ankhain Jheel Se Ankhain Hain
Jin Main Doob Key Rooz Ubharti Hoon

Mujhey Dekhney Key Liye Uthte Hain
Miltey Hi Nazar Woh Jhukte Hain

Sarey Jahan Main Aise Ankhain Nahi
Jin Ankhoon Pey Main Marti Hoon

In Ankhoon Main Koi Ansoo Na Aye Koi
Kabhi Koi Gham Na Pass Aye Koi

Sada Muskurate Rahain Yeh Ankhain
Har Dam Yeh DUA Main Karti Hoon

Kiya Baat Hai Un Ankhoon Ke
Jin Ankhoon Pey Main Marti Hoon
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kyun Khud Ko Beqaraar Kiye Jaarahi Hoon Mein
Kis Bewafa Ko Pyar Kiye Jarahi Hoon Mein

Aaya Kabhi Na, Aur Jo Na Ayega Phir Kabhi
Kyun Uska Intezar Kiye Jarahi Hoon Mein

Jo Kisi Wafa Ke Naam Se Bhi Ashna Nahi
Uspar Hi Jaan Nisaar Kiye Jarahi Hoon Mein

Poora Na Hoga Wada-E-Wafa Kabhi Magar
Danista Aitebar Kiye Jarahi Hoon Mein

Ankhoun Ko Ashkbaar Kiye Jarahi Hoon Mein
Usko Mein Bhool Jaoun Ye Mumkin Nahi Magar

Koshish Ye Baar Baar Kiye Jarahi Hoon Mein
Dena Naa Gair Ko Itni Jagah Qareeb Kabhi

Dil Tujhko Baar Baar Hoshiyar Kiye Jarahi Hoon Mein
Ruswa Hui Hoon Aaj Jiske Pyar Me Mein

Isko Bhi Sharmsaar Kiye Jarahi Hoon Mein

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Mere sukun ko laota de koi
In larazte honto se muskura de koi

Bahut derd sama rakha is sine me
Dawa bankar is derd ko mita de koi

Mujhe bhi muskurane ki tamanna hai bahut
Is gham k samundar me khushyan la de koi

Tanha chalte chalte ab thak gaya hun main
Safar k is tanhayi ko akar mita de koi

Jine k liye mere pas yaadon k siwa kuch nahi
Marne k liye apni muhabbat ka sahara de de koi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jo na kehni thi bhat wo kehgaye,
Jo kiye the wade wo mukar gaye,
wo kya jane zakm kitni chot dega,
ye tho unhe tab pata chalega,
jab unka koyi doka de jayega!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Tod diya dosti ka rishta hamara
jo tha sadiyo purana
Shayad unhe mil gaya koyi aur yara
Jane dho yaro ye galati hamari hi hogi
jo lagayi thi aas wo Sunehri na hogi
unhe pasand hoga koyi aur jo humse smart hoga
pr unhe abi tak pata nhi k dil se wo gareeb hoga
Hm ab aur na chahenge aur na kisi ko dil deynge
ye huyi thi humse galti
jo ab sudhaar lenge
na dhenge ye dil ab kisi ko
aur na pachtayenge kabi
jo huyi hai katha na dhuarayenge kabi.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Hum ne tho unki or dosti ka hath badaya tha
par unhone hamari naadani ka galat istemal utaya
bana diya hame jo hm kabi na chahte the
band diya hame bhai k rishte me
jo charane wale dage se
is se bad kr gam kya hoga
jo sirf saha jaye unki yado se
Wo keh b diye tho kya hoga
wahi hoga jo mazoor e Qudha chahe

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Hamare sabr ka wo imtihan leti gayi,
humne ki unse mohabt jo uski saza likthi gayi,
ye na kehti k ye saza hai tumari,
Aur kabi na sounchti kya hogi iski majboori,
wo Agar samjthi hai k hum un k layaq nahi,
tho fir saaf saaf Wo kyun kehti nahi.
K hum us k qaabil nahi.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Hum ne ek aisi ladki se mohabbt ki hai,
jo thodi nahi bahot sharmili hai,
Hum ne jb b unhe prapose kiya,
Unhone simple sa ek jawab diya!
Jo muje na samaj Aya?
Wo kehte hai k unke parents ki marzi!
Tab myne kaha k miya bivi razi tho
kya karinge parents aur Qazi!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Sehre ko wo saja k aye,
maa baap ki kushiyun ko lehrate aye,
gar ko kushiyan lejane aye!
Huzoor ki sunnath ko ammal krne aye
kasam ye kuch kane aye!
Nibayenge bhabi ka sath jb tak ye rooh na jaye!
Dua tho sabki ye lene aye,
kali na jaye koyi misri badam ye laye!
Bhai behno ki kushi ka koyi pata nai
sab ko kushi ye lekar aye!
Bade buzurgaon ki ho jb dua hum pr.
Rahenge saath hum zindagi br.
Ye kehne aye!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jaane Aap Apne Hai
Yea Begana Hai
Par Accha Lagta Hai,
Do Pal Apke Saath Bitana,
Rista Hai Jaane Kya Apse Mera,
Par Khuaabo Me Apka Aana, Accha Lagta Hai,
Kehne Ko Jb B Ye Socha Mene
Ki Ap Haan Keh Degi Ab
Lekin Apka Na Keh Jaana Accha Lagta Hai,
Yaqn Nahi He Sayad Aapko Ki
Gam Mohabbat Me Hi Milte He,
Phir B Dil Ka Muskuraana Accha Lagta Hai,
Nazroo K Milane Se Hi Dil Ki Tabahi Suru Hoti Hai,
Phir B Apse Nazre Milana Accha Lagta Hai,
Nahi Pata Ki App Hame Pyaar Karte B Hai Ya Nahi,
Phir B Apke Khayalo Me Kho Jaana Accha Lagta Hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dil thod diya app ne humara
ab ek akri ehsaan kardo
Mohabbat me Paani na sahi
Zehar hi peela dho
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ek haseen ladki ne hame diwana banaya!
Krna tha use dillagi isiliye hame istemaal me laya!
Wo janthi na thi hum ek nazuk Dil insaan hai
Dhe baite Dil ab baki jism bejaan hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ek haseena pe ye dil atka,
husn jiska aftab sa chamka!
Ankhen hai inki payari,
jispe lut gayi sari umr hamari,
daek kr hame jb ye muskuraye.
sabi gum humne bhoolaye,
jisko dekne ki kwaish ho 1bar
souncho Agar wo bn jaye Malika e AshiQ ek baar
bus itni si ilteja krthe hai hum
ruswa na hona kabhi hum se Tum

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.Clas me jab b unka zikar atha hai!
Answr paper pr kalam chalna shuru hojatha hai,
lik dhethe hai dastaan e mohabat,
pr kambkt wo teachr tak pahunch jata hai.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Chere se wo yun nakab atane ko ktrathe gaye
batho hi bhato me betaabi badathe gaye
hum taras gaye dekne wo haseen chera-e-munavr
itni thi quaish k wo tukra k chale gaye
itna gehra sadma pahuncha is nadaan dil ko
bikre armano ko simaet na sake
huwa qudart ka karishma aisa
dekane wo chera
hame beauty parlour kolna padha
fir wo naqab hatana hi tha hame
tho chumne ka mouka mil gaya.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Shayro ki mehfil me aya hai naam hamara,
krthe jb shayari tho atha hai sabi ki wah wah ka ishara
pr usme koyi samjtha nahi dookuon ki dastaan hamara

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Na bansaka mohbbat ka rishta hamara
bikar gaya dil jo tha armaano bara
bangaya ek naya rishta unse hamara
keh k dosti sath choda hamara
shayad upar wale ko na manzoor tha milan hamara
isliye tootwadiya Ashiyana hamara
Na krna mohabbt aye dost shadi se pehle
warna bn k rehjaoge devdaas mouth se pehle

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ek seek hum thume sikha denge
apna exprience tumhe batha denge
Na karna mohabbt haseeno se
ye dil badi asani se tod dhenge
keh k dost ye Ashiq ka
Sath badi asani se shod denge
inki batho pr na krna wishwaas
ya hi aksar doka dejayenge
kar k barosa inpar apne hi
pair pr hum khulhadi marlenghe

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Ashiq ye tumara hai,
dil jis pe hara hai,
Kaho jo b kehna hai,
Sunne jo ye Ashiq behta hai.
Chedo jitna chedna hai,
satao jitna satana hai,
magar fir b ye Ashiq
Tum pe hi martha hai.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ashiq ka tho ab Khoon hogaya
sun k dushman khush hogaya
goan k ladkiya ka behaal hogaya
rothe rothe keh rahi hai
Hye ye kya hogaya
ek thu hi tha apna jo aj jhuda hogaya
sun k dhusman khush hogaya
bola le my agaya
sun kr ladkiya rone lagi
apne yaar ko pukaar ne lagi
Khuda ko ye manzoor na hua
beja ek naye Ashiq ko
jo Athe hi bola
ruk jao meri jaan
mat ho hayeraan
khudha ne AZMAYA tum ko kr k pareshaan
ab hum baga dhenge sare shaitaan

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ye Ashiq ki hai nayi daastan,
sun k sabi log hogaye pareshaan,
mohabt ki ladayi me jeet hi gaya tha wo,
apni mehbooba ko gar le aya tha wo,
khusi se tho ek din beet gaya,
Dusre hi din wo Late bangaya,
sare barathi hogaye pareshaan,
sun k NauShah pahunch gaya kabrastaan..

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Hum wo Ashiq hai
jo Surath se nahi
Sirath se pyar krthe hai,
jis par jaan hum apni nishawar krthe hai,
kehne ko tho sabi Ashiq kehte hai,
Magar Hum wo Ashiq hai
jo apni mehboob ki izaat k khatir
hum apni Mohbbt b chupa sakte hai.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aya dour ab Naye AshiQ Ka
purane Ashiqo ne azamana chaha?
batao kya kr sakte ho tum apni mehbooba k liye?
hum ne tho Qurbaan kr di thi Jaan un k liye
Sun k sawal New Ashiq hass pada
bola jo dard sahaa hai tumne uska waqt kam tha
bola hum ne tho guzari dard bari zindagi aisi
lo sunatha hoon Aap beethi apni
un k liye my apni~sari Umar guzar di
khoon k Asansu the jo rukne k intezar me guzaari
isi dauraan chali gayi benaayeei hamari
magar wo ab tak b lout k na ayi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Deewane hai tere naam ke is baat se inkar nahi,
Kaise kahe ki hume aapse pyar nahi,
Kuch to kasoor hai aapki adao ka,
Hum akele to gunhegar nahi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Hum to lut gaye unki ek muskaan pe,
Adayein dek~hkar phas gaye mohabbat mein,
Gar khuda bhi punche qayamat pe,
To keh denge ki mit gaye sharafat mein.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aapko miss karna roz ki baat ho gayi,
yaad karna aadat ki baat ho gayi,
door rehna kismat ki baat ho gayi
aapko bhul jann….
humare bus ke bahar ki baat ho gayi…

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tum na maanu magar haqiqat hai
Ishq insaan ki zarorat hai
Un ki mehfil mein baith ker daikho
Zindagi kitni khoobsurat hai…

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Chaahenge Umar Bhar Hum Subah Sham Tumko
Humne Bana Liya Hai Dil Ka Arman Tumko
Mere Siva Kisi Par Nazarein-Karam Na Karna
Sitam Koi Karna Bas Ye Sitam Na Karna
Apne Dil Se Ye Pyar Kam Na Karna

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dekha Hai Jabse Tumko, Mera Dil Nahi Hai Basmein
Jee Chaahe Aaj Tod Doon Dunia Ki Saari Rasmein
Tera Haath Chaahta Hoon, Tera Saath Chaahta Hoon
Baahon Mein Teri Rehna Main Din Raat Chaahta Hoon


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Izhare pyar ka ye an~daaz nirala hai
Khamosh hai lab per ikrar piyara hai
Saada hoon sadaakat ka maara hoon
Kaise samju kya tera issara hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Hamne to manga tha saath unka
woh judai k~a gham de gaye
hum yadon ke sahare ji lete
woh bhul janeka kasam de geye!!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
ae dil kisiki yaad mein rona fizul hai
yeh aansoo bade anmol hai ise khona fizul hai,
ro to unke liye jo humpe nisar hai
unke liye kya roye jinke ashiq 1000hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jiski talaash hai usko pata hi nahi,
hamari chahat ko usne samjha hi nahi,
hum p~oochte rahe ke kya tumhe humse pyar hai ,
woh kehte rahe ki unhe pata nahi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Wo Boli,Besaro Pa Qahishen Bemar Rakhti Hain
Mai Bola,Aadmi Andoh Ke Batin Se Nikla Hai

Wo Boli,Dor Rahekar Dard Badh Jata Hai Sine Me
Mai Bola,Qurbaten Bhi Hijr Ke Qadshe Badhati Hai

Wo Boli,Shaam Hote Hi Udaasi Phayel Jati Hai
Mai Bola,Raat Bhi ~Tu Ansoon Se Ishq Karti Hai

Wo Boli,Dil Me Koi Bewajah Sa Qaof Rahe Ta Hai
Mai Bola,Ishq To Bebak Logon Hi Ka Shiwa Hai

Wo Boli,Ishq Ka Apna Alaheda Rang Hota Hai
Mai Bola,Rang Ka Aap Na Alaheda Ishq Hota Hai…
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


Pyar pehli baarish ki boondon main hai
Pyar khilte phoolon ki khushboo main hai
Pyar dhalte sooraj ki kirano main hai
Pyar har naye din ki umeed hai
Pyar khwaab hai,Pyar jeet hai
Pyar pyaar hai,Pyar geet hai
Pyar do jahano ka sangeet hai
Pyar har khushi,Pyar zindagi
Pyar tishnagi,Pyar b~andagi hai
Pyar sang chalty hawaon main hai
Pyar in barasti ghataon main hai
Pyar doston ki wafaon main hai
haath uttha ke jo maangi gayi hai dua
Pyar ka asar un duaon main hai …

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dil Ki Dhadkan Ko Dhadka Gaya Koi
Merey Khawabon Ko Mehka Gaya Koi ,
Hum Tu Anja~nay Raston Pay Chal Rahay Thay
Achanak Hi Pyaar Ka Matlab Seekha Gaya Koi..!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
hAR yADO mE uSI kI yAD rEHTI hAI.
mERI aNKHO kO uSI kI tALASH rHTI hAI.
kUCH tUM b dUA kRO yARO.
sUNA hAI dOSTO kI
dUA mE fARISHTO kI fARIYAD hOTI hAI…

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
tHODA sOCHA hAI hUMNE …
tHODA jAANA hAI hUMNE…
mUSHKIL sE mAGAR pEHCHANA hAI hUMNE…
kOI aAP jAISA nA tHA nA hOGA…
iSLIYE dOST aAPKO mANA hAI hUMNE
`
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
aB aUR mAN~ZIL pANE kI hASRAT nAHI
kISI kI yAAD mE mAR jANE kI fITRAT nAHI
aAP jESE dOST jABSE mILE
kISI aUR kO dOST bANANE kI jARURAT nAHI

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Meri Ankhoo’n Mai Tera Aks Khuda Khair Karay
Taptay Sehra Mai Koi S~haks Khuda Khair Karay
Teray Wajood Se Meri Rooh Moutter Tahiri
Dil Ka Her Taar Karay Raqs Khuda Khair Karay
`
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ikraar mein shabdon ki ehmiyat nahi hoti,
Dil ke jazbaat ki awaaz nahi hoti,
Aankhen bay~aan kar deti hain dil ki daastan,
Mohabbat lafzon ki mohtaaz nahi hoti!
`
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Phool bankar muskarana zindagi,
muskarake gu~m bhulana zindagi,
jeet kar koi khush ho to kya hua,
haar kar khushiya manana bhi zindagi…

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tu kahi sake tem chhe pan tu kehva ni nathi,
Mara Dil ma tu ne tu j chhe pan tara Dil ma hu jnathi
ek hi nazar~ main aap dost ban gaye,
do baatein hamne ki, ke sara jahan ban gaye,
Pass rehkar bhi log hamare ban na paye,
Door rehkar bhi aap khaas ban gaye

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Dil ma umang chhe, pan umang ma tu nathi,
Chandra ni chhe chandni pan poonam ni raat nathi,
Sagar ma moti gana chhe pa~n teni mane jaroor nathi,
Hu tane kai kehva mangu chhu pan mara ma himmat nathi,




टिप्पणियाँ