Nazare Mile to Pyar ho Jata

Nazare Mile to Pyar ho Jata Hai,
Palke Uthe to Izhaar Ho Jata Hai,
Na Jane Kya Kashish Hai Chahat Me,
Kei Koyi Anjaan Bhi Hamari
Zindagi Ka Haqdaar Ho Jata Hai⬋⬋

टिप्पणियाँ